Assalamualaikum dasto.
Kesy ho aap sab?
Umeed karta hon keh aap sab kheriat say hon gay.
Shooting star kia hai.
Dear user Shooting star 1 bearish candlestick hoti hai jiski long upper Shadow hoti hai aur iski bahut hi chhoti body hoti hai aur iski bottom shadow na hone ke barabar Hoti hai yah hoti hi nahin hai isko ham shooting star candle kahate Hain.
Shooting star candle ka close iski body ki bilkul hi kareeb hota hai hai iski high price aur iske close ke darmiyaan kafi fasla hota hai is candle ko ham bahut hi aasani ke sath market mein analyse kar sakte hain yah candle hamare liye bahut hi important hai isliye hamen isko jarur analyse karna chahie aur hamare pass is ka knowledge Hona bahut hi jaruri hai tabhi ..
star ki shanakhat kia hai.
Dear User Market mein job ek uptrend complete ho chuka hota hai to resistance area per agar hamen koi shooting star candle milati hai to vahan se hamen confirmation milati hai ki aap yahan per shooting star candlestick pattern ban raha hai hamen chahie ke ham jarur is pattern ko analyse Karen is pattern ko analyse karne ke liye hamen Kisi bhi resistance area per shooting star candlestick ko talash karna padta hai Jab hamen resistance area pe shooting star candle mil jaati hai to tab hamen market ki confirmation milati hai isliye hamen Kisi bhi market mein pattern ke up trend k end pe pattern milta hai isliye hamen jarur iska wait karna chahie aur isko acche tarike se analyse karna chahie.
Jab Kisi pattern mein hamen shooting star candle mil jaati hai aur iske bad Jo new candle banti hai agar is candle ko niche ki taraf break Karti hai to vahan se hamen breakout confirmation bhi mil jaati hai aur is Tarah se ham market mein bahut hi acchi entry le sakte hain..
Bearish kia hai.
Dear user bearish shooting star red colr ki hoti ha. Iski body k upper part ko open point kehty hn r lower part ko closing point kehty hn.
Bullish kia hai.
Dear User bullish shooting star green colr ki hoti ha. R iski body k lower part ko open point kehty hn.r upper part ko closing point kehty hn.
Shooting star Kay sath Trading.
Dear user Shooting Star Candlestick Pattern k complete hona k bad new candle k open per trader ko ""Sell ki Trade"" active kerni chaheye. Stoploss ko Shooting Star Candlestick k High per place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
Shooting Star Candlestick Pattern k sath ager Relative Strength Index (RSI) Indicator use kiya jae to trade ki confirmation man izafa hota ha. Jab Shooting Star Candlestick Pattern ki formation ho rahe ho to us waqt RSI overbought ka signal lazmi de rahe ho. Aur jab trader trade active kerta ha to us waqt RSI 70 k level ko nicha ki taraf cross ker rahe ho.
[IMG]null[/IMG]

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим