Rising three methods candelstick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising three methods candelstick pattern
    assalium o alekum

    dear forex
    member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work krrhy hn gy hmy chaye k apna knowladge ko increase kry jitna knowledge hoga itna hi hm kamyab ho skty hai jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti jitni.chlty hai k aj k topic ki trf

    what is the rising three methods
    rising three methods aik taizi se tasalsul wala candle stuck patteren hai jo up trained mein hota hai aur jis ke nateejay mein is trained ka dobarah aaghaz hota hai. is ka muqaabla girtay hue teen tareeqay se kya ja sakta hai .

    ahem take e ways
    ✔️teen tareeqon mein izafah aik taizi ke tasalsul ki candle stuck patteren hai jo aik up trained mein hota hai aur jis ke nateejay mein is rujhan ka dobarah aaghaz hota hai .
    ✔️faisla kin ( panchwin ) mazboot taizi ki candle is baat ka saboot hai ke farokht knndgan ke paas pehlay ke oopri rujhan ko rivers karne ke liye kaafi yaqeen nahi tha aur kharidaron ne market par dobarah control haasil kar liya hai .
    ✔️barhatay hue teen tareeqay ziyada kaar amad ho satke hain agar ibtidayi taizi ki candle stuck ki VICKS, jo is muddat ke liye aala aur kam tijarat shuda qeemat ki nishandahi karti hain, kam hon .

    understand to rising three methods candelstick pattern
    barhatay hue teen tareeqon ka patteren tab bantaa hai jab security ki qeemat ka amal darj zail khususiyaat ko poora karta hai

    types
    ✔️patteren ki pehli baar aik achi terhan se mutayyan up trained ke andar aik barri asli body ke sath aik blush candle stuck hai .
    ✔️baad mein anay wali mom batian, aam tor par lagataar teen bearish chhootey jism wali shammen jo pehlay candle stuck ki oonchai se neechay aur neechay tijarat karti hain .
    ✔️aakhri baar aik aur blush candle stuck hai jis mein aik barri asli body hai jo oonchai ki khilaaf warzi karti hai aur oonchai ke oopar band ho jati hai aur pehli mom batii ke sath qaim ki gayi hai, jis se pata chalta hai ke bail wapas security ki simt ke control mein aa gaye hain .

    ✔️trading with rising three methods candelstick

    example of rising three methods candelstick

    1st example

    Click image for larger version

Name:	img_5dcb5c6e8c145.png
Views:	2
Size:	1.2 کلوبائٹ
ID:	12515196
    2nd example
    Click image for larger version

Name:	img_5dcb5bc633829.png
Views:	2
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12515197
    trading with rising three methods
    Entry

    patteren mein aakhri baar band honay par tajir market mein daakhil ho satke hain. mutabadil tor par, jab qeemat hatmi mom batii ki oonchai se oopar jati hai to tijarat ki ja sakti hai. jarehana tajir final baar ke band honay se pehlay indraaj ki talaash kar satke hain lekin agar panchwin baar patteren ko mukammal karne mein nakaam ho jati hai to inhen bahar niklny ke liye tayyar rehna chahiye .

    taajiron ko yeh yakeeni banana chahiye ke barhta sun-hwa teen tareeqon ka patteren kaleedi muzahmat ke neechay waqay nahi hai taakay yeh yakeeni banaya ja sakay ke oopar ke rujhan ko jari rakhnay ke liye kaafi gunjaish mojood hai. misaal ke tor par, aik trained line ya wasee pemanay par istemaal shuda moving average patteren se thora oopar mazeed fawaid ko mehdood kar sakti hai. kamyaab tijarat ke imkaan ko badhaane ke liye taweel mudti charts par muzahmat ki sthon ki jaanch ki jani chahiye." barhatay hue teen tareeqay" ziyada kaar amad ho satke hain agar ibtidayi taizi candle stuck ki VICKS, jo ke is muddat ke liye aala aur kam tijarat shuda qeemat ki nishandahi karti hain, kam hain aur agar yeh aik poori tadaad se oopar banti hain .

    rissk management : jarehana traders apni khatray ki bardasht ki bunyaad par patteren mein aakhri baar ke nichale hissay ya doosri choti mom batii ke neechay stap loss order day satke hain. woh tajir jo apni tijarat ko agay bherne ke liye kuch jagah dena chahtay hain woh pehli blush candle ke neechay ya haliya soyng lo ke neechay stop order day satke hain .



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rising three methods candelstick pattern

    Rising Three Candlestick Pattern


    Rising three method candlestick pattern price chart k top par ya uptrend k dowran bullish trend continuation pattern ka kaam karta hai, jiss k banne k baad prices same apne sabeqa trend ko hi follow karte hen. Candlesticks charts pattern main jitne ziada candles ka istemal kia jata hai, unte hi wo pattern ziada complex bante hen, aur iss ki trading ki techniques dosre sada pattern ki nisbat complex hote hen, lekin ye pattern hamesha sada pattern ki nisbat ziada kamyab rehte hen. Rising three method candlestick pattern bhi ussi munasibat sada pattern ki nisbat ziada complex pattern hai, jiss main aik waqat panch ya uss se bhi ziada candles hote hen, lekin ye aik kamyab pattern tasawar hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (401).jpeg
Views:	11
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12416666

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Rising three method bullish continuation pattern hone ki waja se prices ka pehle se bullish trend me hona zarori hai, ya kam az kam high price area hona chaheye.
    2. Pattern me shamil 1st candle aik bari white real body wali candle hoti hai.
    3. Pattern ki 2nd candle white candle se gap me open hogi aur usi gap me hi band hogi. Lekin gap ko pura cover nahi karegi.
    4. Pattern ki 3rd candle bhi black candle hoti hai jo k 2nd candle k baad banti hai aur baqi rehne wale gap ko cover karti hai, is candle ka closing price white candle k andar hoti hai.
    5. Pattern ki 4rth candle bhi aik black candle hoti hai, jo k 3rd candle k nechay side pe banti hai, is candle ka close point down side pe to hota hai lekin 1st white candle k midpoint se nechay nahi hota.
    6. Pattern ki last aur 5th candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k aam twar par 2nd black candle k uper ja k close hoti hai. Lekin agar ye 3rd aur 4rth candle k above bhi close hoti hai to bhi ye pattern ko mukamal karti hai.
    7. Pattern k 2nd, 3rd aur 4rth candle ki waja se volum ger jata hai, lekin 5th candle k breakout pe ye achanak dobara rise ho jata hai.


    Click image for larger version

Name:	images (716).png
Views:	15
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12416667

    Pattern ki Tafseel


    Rising three method candlestick pattern price chart par aik strong continuation ka signal deta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k strong real body wali aik bullish candle banti hai. Pattern ki baad main teen small candles hoti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai. Ye candles prices ko nechay ki taraf to push karti hai, lekin sellers ki adam-tawajah k bahis prices ko ziada strong nechay nahi le kar jati hai. Pattern ki teeno small candles prices k bullish trend k dowran aik waqfa peda karti hai, jiss k baad aik strong bullish candle banne par prices wapis apne sabeqa bullish trend ko hi follow karna shoro karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (717).png
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12416668

    Pattern par Trading ka Amal


    Rising three method candlestick pattern aik bullish trend continuation pattern hone ki waja se bullish trend reversal pattern ki nisbat ziada successful rehta hai. Ye pattern newly bullish breakout main banne par prices ko bohut ziada teezi k sath upward le kar jati hai. Pattern par trading karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k bullish candle k top par bullish real body se honi chaheye. Jab k indicator se confirmation lene par ussi ki value midpoint ya darmeyan se above trade kar na zarori hai. Pattern k end par stop loss ka istemal zarori hai. Stop loss pattern k sab se lower position jo pattern ka support level hota hai, se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (715).png
Views:	20
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12416669
    • #3 Collapse

      Re: Rising three methods candelstick pattern

      WHAT IS THE RISING THREE METHODS CANDELSTICK PATTERN :





      Rising three methods ak bullish continuation candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma jab banay ga to is pattern ka market ka chart ma banna sa phalay market ma uptrend ho ga or ya pattern jab bnay gavto ya market ka is uptrend ko continue karna ka batay ga. Jab market ka chart ma uptrend chal raha ho ga or ya rising three method pattern banay ga to ya pattern market ka uptrend ke strength ko increase kara ga or market ke price ko high ke traf push kara ga or market is uptrend ko continue kara ga. Ya pattern market ka chart ma uptrend ka start ma bhi ban sakta ha or ya market ka is uptrend ka middle ma bhi ban sakta ha or ya pattern jab bhi banay ga to ya market ka uptrend ko continue kara ga. Ya pattern market ka chart ma five candlestick sa mil kar banay ga or market ka uptrend ka continue karna ka batay ga is pattern ke jo first candle ho ge wo ak up ke candel ho ge or is ke middle three candle market ko small reversal kara ge or market ko lower ma la kar ay ge or is ke last candle market ko dobara sa up ke traf la jay ge q ka ya last bhi up ke candel ho ge or is pattern ke first or last candle long real body candle ho ge or middle three candle small candel ho ge. Ya rising three method pattern falling three method pattern ka opposite ma ho ga or is ma market bearish ke traf jay ge or market downtrend ko continue kara ge.





      HOW TO IDENTIFY A RISING THREE METHOD PATTERN :





      Ya rising three method pattern market ka chart ma follow characteristics ko follow kar ka identify kiya jay ga :


      1: Ya rising three method pattern jab market ka chart ma banay ga to is time market ma uptrend chal raha ho ga or market uptrend ko follow karte hoi market ka chart ma banay ge or ya pattern strong uptrend ka top ma banay ga or huma market ka is uptrend ko continue karna ka bataya ga.

      2: Is rising three method pattern ke jo first candle banay ge wo ak long real body bullish ke candle ho ge jo market ka previous uptrend ko follow karte hoi banay ge or ya market ke price ko low sa high ma la kar jay ge ya candle green ya white colour ke ho ge or ya ak long body sa banae ho ge or is ka top or lower ma small shadow ho ga is ma long shadow ni ho ga.

      3: Is pattern ke first long real body ka close hona ka bad small three candle banay ge jo ka bearish ke candle ho ge or ya small real body three candle market ko reverse kar ka downward ma lay ga magar ya market ke price ko zada reverse ma ni lay ga ya is pattern ke first candle ka opening price sa open ho ge or market ko ak series ma downward ke traf lata hua is first candle ka opening price ka high ma close ho jay ge.

      4: Fifth candle is pattern ke last candel ho ge ya ak long real body candle ho ge or ya ak bullish ke candle ho ge jo ka market ka previous uptrend or is pattern ke first candle ko follow karte hoi banay ge ya candle is pattern ke small three bearish ka candle ka low sa open ho ge or market ke price ko high ke traf reversal kar ka lay ge ya ak long real body candle ho ge or ya market ma new top point banay ge or ya is pattern ka high ma close ho ge or market ka uptrend ke traf jana ka batya ge.





      TRADING WITH RISING THREE METHODS PATTERN :





      Rising three methods ma traders ko market ka bullish ka trend ka continue karna ka signal milta ha. Ya rising three method pattern jab market ka charta bant ha to is ka ka star ma market ke price bull ka pressure sa high ke traf ja rahe hote ha or ya bull market ma uptrend ko bana rahe hote ha or is uptrend ka star ma jo first candle banay ge wo is bull ke waja sa bany ge or traders ko strong market ko high ke traf jana ka batay ga or is pattern ke first candle ka smal bearish candle banay ge jo ka market ka bull ka control ko kuch time tak lost kara ga or market ma bear aya ga or ya bear market ke price ko low ma la kar ana ka try kara ge magar ya bear market ke price ko zada low ma ni la saka ge or market ma dobara sa bull ka pressure a jay ga jo market ka bear ko complete lost kar da ga q ka ya jo second time bull ka control ay ga market ma ya market ko ak sharp high ke traf la kar jay ga or is pattern ka high ma ak top point ko banay ga or ya traders ko strongly high ke traf jana ka batay ga. Is pattern ma traders ko bullish sa bullish ke traf continue hona ka signal milta ha is pattern ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ka complete hona ka wait kara ga or is pattern ke last fifth candle ka high sa is ma buy ke trade ko enter kara ga or is pattern ke is buy ke long term trade ka stop loss is pattern ke last candel ka lower ma rakha ga.

      • #4 Collapse

        Re: Rising three methods candelstick pattern

        Dear member forex mein kamyabi hasil karna chahtey hein tu forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain aj hum forex market mein rising three method candlestick pattern ke barey mein read kartey hain.
        RISING THREE METHOD CANDLESTICK PATTERN
        dear brother yeh aik candlestick chart pattern hai es pattern ko bullish rising method bhe kaha jata hai aur yeh market mein candles ke three group per mushtamil hota hai es pattern mein three three candles aik group bnati hain aur bullish trend ki taraf move karti hain.dear member es pattern mein pahli aur last fifth candle most important hoti hain aur yeh pattern continuation pattern bhe kehlata hai aur esko hum bullish continuation pattern kehtey hain.agar es pattern ke dauran fifth bullish candle with high wick ban jaati hai tu phir yeh represent karta hai keh yeh pattern bullish pattern mein continue rahega aur trader ko yakeen ho jata hai keh yeh bullish continuation pattern hai aur es per voh buy ki trade open kar sakta hai.


        IDENTIFICATION AUR TRADING
        dear forex member jis tarah hum read kar chukey hain keh yeh aik bullish continuation pattern hai.es pattern mein candles es tarah banti hain;
        1.first candle aik large bullish candle with real body ke hoti hai.
        2.second aur third candle small bearish candles hoti hain aur
        3.fourth and fifth again bullish candles with real body ke hoti hain




        dear member jub again bullish strong candle banti hai tu trader ko yaqeen ho jata hai keh ab strong bullish pattern start hone wala hai esi liye es pattern ko continuation of bullish pattern kahtey hain.dear member es tarah three candles pattern jaari rehta hai es pattern ka opposite falling three method candlestick pattern hai.dear trader apko hamesha third candle ke appear hone ke baad apni trade open karni chahie aur risk management ke liye apko apni trade mein SL aur TP laga dena chahie es tarah ap apni trade se acha profit earn kar saktey hain.
        • #5 Collapse

          Re: Rising three methods candelstick pattern

          RISING THREE METHODS CANDELSTICK PATTERN :





          Rising three methods ak bullish continuation candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma jab banay ga to is pattern ka market ka chart ma banna sa phalay market ma uptrend ho ga or ya pattern jab bnay gavto ya market ka is uptrend ko continue karna ka batay ga. Jab market ka chart ma uptrend chal raha ho ga or ya rising three method pattern banay ga to ya pattern market ka uptrend ke strength ko increase kara ga or market ke price ko high ke traf push kara ga or market is uptrend ko continue kara ga. Ya pattern market ka chart ma uptrend ka start ma bhi ban sakta ha or ya market ka is uptrend ka middle ma bhi ban sakta ha or ya pattern jab bhi banay ga to ya market ka uptrend ko continue kara ga. Ya pattern market ka chart ma five candlestick sa mil kar banay ga or market ka uptrend ka continue karna ka batay ga is pattern ke jo first candle ho ge wo ak up ke candel ho ge or is ke middle three candle market ko small reversal kara ge or market ko lower ma la kar ay ge or is ke last candle market ko dobara sa up ke traf la jay ge q ka ya last bhi up ke candel ho ge or is pattern ke first or last candle long real body candle ho ge or middle three candle small candel ho ge. Ya rising three method pattern falling three method pattern ka opposite ma ho ga or is ma market bearish ke traf jay ge or market downtrend ko continue kara ge.





          HOW TO IDENTIFY A RISING THREE METHOD PATTERN :





          Ya rising three method pattern market ka chart ma follow characteristics ko follow kar ka identify kiya jay ga :


          1: Ya rising three method pattern jab market ka chart ma banay ga to is time market ma uptrend chal raha ho ga or market uptrend ko follow karte hoi market ka chart ma banay ge or ya pattern strong uptrend ka top ma banay ga or huma market ka is uptrend ko continue karna ka bataya ga.

          2: Is rising three method pattern ke jo first candle banay ge wo ak long real body bullish ke candle ho ge jo market ka previous uptrend ko follow karte hoi banay ge or ya market ke price ko low sa high ma la kar jay ge ya candle green ya white colour ke ho ge or ya ak long body sa banae ho ge or is ka top or lower ma small shadow ho ga is ma long shadow ni ho ga.

          3: Is pattern ke first long real body ka close hona ka bad small three candle banay ge jo ka bearish ke candle ho ge or ya small real body three candle market ko reverse kar ka downward ma lay ga magar ya market ke price ko zada reverse ma ni lay ga ya is pattern ke first candle ka opening price sa open ho ge or market ko ak series ma downward ke traf lata hua is first candle ka opening price ka high ma close ho jay ge.

          4: Fifth candle is pattern ke last candel ho ge ya ak long real body candle ho ge or ya ak bullish ke candle ho ge jo ka market ka previous uptrend or is pattern ke first candle ko follow karte hoi banay ge ya candle is pattern ke small three bearish ka candle ka low sa open ho ge or market ke price ko high ke traf reversal kar ka lay ge ya ak long real body candle ho ge or ya market ma new top point banay ge or ya is pattern ka high ma close ho ge or market ka uptrend ke traf jana ka batya ge.





          TRADING WITH RISING THREE METHODS PATTERN :





          Rising three methods ma traders ko market ka bullish ka trend ka continue karna ka signal milta ha. Ya rising three method pattern jab market ka charta bant ha to is ka ka star ma market ke price bull ka pressure sa high ke traf ja rahe hote ha or ya bull market ma uptrend ko bana rahe hote ha or is uptrend ka star ma jo first candle banay ge wo is bull ke waja sa bany ge or traders ko strong market ko high ke traf jana ka batay ga
          trading with rising three methods
          Entry

          patteren mein aakhri baar band honay par tajir market mein daakhil ho satke hain. mutabadil tor par, jab qeemat hatmi mom batii ki oonchai se oopar jati hai to tijarat ki ja sakti hai. jarehana tajir final baar ke band honay se pehlay indraaj ki talaash kar satke hain lekin agar panchwin baar patteren ko mukammal karne mein nakaam ho jati hai to inhen bahar niklny ke liye tayyar rehna chahiye .

          taajiron ko yeh yakeeni banana chahiye ke barhta sun-hwa teen tareeqon ka patteren kaleedi muzahmat ke neechay waqay nahi hai taakay yeh yakeeni banaya ja sakay ke oopar ke rujhan ko jari rakhnay ke liye kaafi gunjaish mojood hai. misaal ke tor par, aik trained line ya wasee pemanay par istemaal shuda moving average patteren se thora oopar mazeed fawaid ko mehdood kar sakti hai. kamyaab tijarat ke imkaan ko badhaane ke liye taweel mudti charts par muzahmat ki sthon ki jaanch ki jani chahiye." barhatay hue teen tareeqay" ziyada kaar amad ho satke hain agar ibtidayi taizi candle stuck ki VICKS, jo ke is muddat ke liye aala aur kam tijarat shuda qeemat ki nishandahi karti hain, kam hain aur agar yeh aik poori tadaad se oopar banti hain .

          rissk management : jarehana traders apni khatray ki bardasht ki bunyaad par patteren mein aakhri baar ke nichale hissay ya doosri choti mom batii ke neechay stap loss order day satke hain. woh tajir jo apni tijarat ko agay bherne ke liye kuch jagah dena chahtay hain woh pehli blush candle ke neechay ya haliya soyng lo ke neechay stop order day satke hain
          Pattern ki Pehchan k Rules


          1. Rising three method bullish continuation pattern hone ki waja se prices ka pehle se bullish trend me hona zarori hai, ya kam az kam high price area hona chaheye.
          2. Pattern me shamil 1st candle aik bari white real body wali candle hoti hai.
          3. Pattern ki 2nd candle white candle se gap me open hogi aur usi gap me hi band hogi. Lekin gap ko pura cover nahi karegi.
          4. Pattern ki 3rd candle bhi black candle hoti hai jo k 2nd candle k baad banti hai aur baqi rehne wale gap ko cover karti hai, is candle ka closing price white candle k andar hoti hai.
          5. Pattern ki 4rth candle bhi aik black candle hoti hai, jo k 3rd candle k nechay side pe banti hai, is candle ka close point down side pe to hota hai lekin 1st white candle k midpoint se nechay nahi hota.
          6. Pattern ki last aur 5th candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k aam twar par 2nd black candle k uper ja k close hoti hai. Lekin agar ye 3rd aur 4rth candle k above bhi close hoti hai to bhi ye pattern ko mukamal karti hai.
          7. Pattern k 2nd, 3rd aur 4rth candle ki waja se volum ger jata hai, lekin 5th candle k breakout pe ye achanak dobara rise ho jata hai.

          • #6 Collapse

            Re: Rising three methods candelstick pattern

            Line Chart Bar Chart and light Chart In MT-4
            Show to Basics: -


            Dear Buddies and takes part youn tu fundamental aap ko is kay mutaliq ahgah karta hon aur sath mein bhot he terrible sharing ki hain apne forex tradingkafi trendy busniess hain har transporters kaam kar skta hian line chert ho ya pher bar chert jis k daddies proficiency solid hoti hain wahi tradaers forex exchanging rule slick worrk skte hain or kamyab transporters boycott skte hai forex exchanging basic work karne k liye assessment karna must hain qk jaab tak examination nhe hota hain tu experts kamyab b nhe hote hain education karna must hain kamyab merchandisers banne k liye har sellers ko standard education karna parta hain har go-betweens ko kamyabi k liye proficiency ko solid karna parta hain forex exchanging early on hill of advantage hain jitni achi tara parlous work k sath kaam kia jata hain itna he forex exchanging rule abecedarian exchanging ki jati hain..

            Line-Chart Bar-Chart and light-



            Dear Participators youn tu mumble mt4 chert ko opan karte hai tu dekha jata hain k forex exchanging initial store of advantage nazar aata hia agar advancing inadequately planned work k sath ki jati hain tu koi b chert ho bar chert light chert and line chert jo b ho is rule achi tara kamyabi shop skti hain forex exchanging serious risky work kia jata hain hill of learning karna parta hain jitni achi tara troublesome work k sath kaam hota hain itna he most prominent advantage shop jata hain forex standard work karne k liye line chert star merket ki clssing ko dekha jata hai or achi tara kamyabi panna hain tu candel chert pay evaluation karna must hain..
            However exchanging on monetary business sectors implies high gamble, it can in any case create additional pay on the off chance that you apply the right methodology. By picking a dependable merchant, for example, InstaForex you gain admittance to the global monetary business sectors and open your direction towards monetary freedom. You can join here.

            En

            Line Chart Bar Chart and light Chart In MT-4
            Show to Fundamentals-


            Dear Teammates of Forex expensive companions youn tu fundamental aap ko is kay mutaliq ahgah karta hon aur sath mein bhot he inferior sharing ki hain apne unfamiliar trade tradingkafi in vogue busniess hain har transporters kaam kar skta hian line chert ho ya pher bar chert jis k dads proficiency solid hoti hain wahi tradaers forex trading rule jazzy worrk skte hain or kamyab suppliers boycott skte hai forex exchanging significant artworks karne k liye assessment karna should hain qk jaab tak examination nhe hota hain tu experts kamyab b nhe hote hain education karna must hain kamyab merchandisers banne alright liye har vendors ko far reaching education karna parta hain har go-betweens ko kamyabi OK liye education ko vigorous karna parta hain unfamiliar trade exchanging early on hill of advantage hain jitni achi tara parlous work k sath kaam kia jata hain itna he unfamiliar trade exchanging rule abecedarian trading ki jati hain..

            Dear Teammates of Forex costly participators youn tu mumble mt4 chert ko opan karte hai tu dekha jata hain alright unfamiliar trade trading starting shop of benefit nazar aata hia agar acquiring information on inadequately planned compositions k sath ki jati hain tu koi b chert ho bar chert light chert and line chert jo b ho is rule achi tara kamyabi keep skti hain forex trading outrageous dangerous artistic creations kia jata hain hill of considering karna parta hain jitni achi tara troublesome artworks k sath kaam hota hain itna he most obvious benefit save jata hain forex far reaching work karne OK liye line chert huge name merket ki clssing ko dekha jata hai or achi tara kamyabi panna hain tu candel chert pay evaluation karna must hain..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Rising three methods candelstick pattern




              FEW WORDS ABOUT PATTERN
              Dear Iss pattern ka aghaz aik bullish candle se hota hai, jo k long real body wali hoti hai, jiss main candle ka close price open price se ooper hota hai, aur ye aik positive candle hoti hai. Pattern k baad teen small real body wali bearish candles hoti hai, jo aik dosre k lower low par close hoti hai. Bearish teeno small candles pattern pattern ki pehli bulish candle k andar banti hai,
              forex trading rule jazzy worrk skte hain or kamyab suppliers boycott skte hai forex exchanging significant artworks karne k liye assessment karna should hain qk jaab tak examination nhe hota hain tu experts kamyab b nhe hote hain education karna must hain kamyab merchandisers banne alright liye har vendors ko far reaching education karna parta hain har go-betweens ko kamyabi OK liye education ko vigorous karna parta hain unfamiliar trade exchanging early on hill of advantage hain jitni achi tara parlous work k sath kaam kia jata hain itna he unfamiliar trade exchanging rule abecedarian trading ki jati hain..

              Dear Teammates of Forex costly participators youn tu mumble mt4 chert ko opan karte hai tu dekha jata hain alright unfamiliar trade trading starting shop of benefit nazar aata hia agar acquiring information on inadequately planned compositions k sath ki jati hain tu koi b chert ho bar chert light chert and line chert jo b ho is rule achi tara kamyabi keep skti hain forex trading outrageous dangerous artistic creations kia jata hain hill of considering karna parta hain jitni achi tara troublesome artworks k sath kaam hota hain itna he most obvious benefit save jata hain forex far reaching work karne OK liye line chert huge name merket ki clssing ko dekha jata hai1.first candle aik large bullish candle with real body ke hoti hai.
              2.second aur third candle small bearish candles hoti hain aur
              3.fourth and fifth again bullish candles with real body ke hoti hain
              candles prices ko nechay ki taraf to push karti hai, lekin sellers ki adam-tawajah k bahis prices ko ziada strong nechay nahi le kar jati hai. Pattern ki teeno small candles prices k bullish trend k dowran aik waqfa peda karti hai, jiss k baad aik strong bullish candle banne par prices wapis apne sabeqa bullish trend ko hi follow karna shoro karti hai.



              Pattern par Trading ka Amal


              Rising three method candlestick pattern aik bullish trend continuation pattern hone ki waja se bullish trend reversal pattern ki nisbat ziada successful rehta hai. Ye pattern newly bullish breakout main banne par prices ko bohut ziada teezi k sath upward le kar jati hai. Pattern par trading karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k bullish candle k top par bullish real body se honi chaheye. Jab k indicator se confirmation lene par ussi ki value midpoint ya darmeyan se above trade kar na zarori hai. Pattern k end par stop loss ka istemal zarori hai.



              اب آن لائن

              Working...
              X