effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    forex trading pakistan ki econmy par asar andaz ho sakti hay agar hum theak say trading ko run karen aur es say acha profit earn karen gay to es say humary country ki economy par asar pary gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      forex ki trading aik best business hai is business me aap ko apne mulk ki economy ko bohat tezi se develop karne ka chance milta hai is lye hamare mulk me is business ko stock exchange ki tarha se government ko promote karna chahiye takay is se mulk ki economy strong ho sake .
      • #288 Collapse

        jab Pakistan k log achi earning kare ge to Pakistan ki economy bhi achi ho gi aor Pakistan se gurbat khatam ho gi lekin logo ko greed se bach kar is filed main kaam karna chaye kiu k greed ki waja se log jald se jald ameer hona chahte hain jo k loss ko face karwane ka reason hai
        • #289 Collapse

          pakistan ki economy pay forex say koi assar nae perta insta account ku check karain wahan ab pakistan ki currency bhi trade k liye availble hai laikin koi aisa factor nae hai ju pakistan ki economy oc say boost karay.
          • #290 Collapse

            Bhai g mai tu ubi tak is busniss mai new hun is busniss ko seekh rha hun gbp ka kiya asar hota hy pakistani economy per is ke bare mai ma apko nai bta sakta
            • #291 Collapse

              Bhai hum forex ma usd py trading kr rahy hen yahan humari currenvy use nhi ho rahi 8s leay agr log forex trading use kr ky earning kren gy to hamari berozgari ki ratio kam ho gi khush hali ay gi aor humary economic crisis kam hon gy economy strong ho gi unempunemployment ki ratio kam ho jay gi
              • #292 Collapse

                boht say log is main kam karty hain is main pakistan main b kam kia jata hay is main kam karny say achi earning hasil hoti hay boht say logon ko is main rozgar milta hay it is good job
                • #293 Collapse

                  mera nhe khayal k forex say pakistan ko koi itna effect hota haia .. pakistan ki apni stock exchange haai or osi say pakistan ki ecnonomic condition depend karti haai or effect hoti hai
                  • #294 Collapse

                    forex trading krty huay sirf aur sirf us waqt pakistan ki currency ya GDP p asar parta hai jab hum pakistan ki currency ki trading krty hain is liay is se pakistan ki gdp p.koi asar ni hota
                    • #295 Collapse

                      Is main hamain jahan take meat kheyal hai is main hamain kam karty gain different current main trade karty gain is main hamain kam karny ka hlboht maza at a hai it us good
                      • #296 Collapse

                        forex trading pakistan economy aur gdp par kia effect karti ha is bary men to men kuch nhe janta q forex trading ko to men janta hon but pakistan ki economy k related koi knowledge nhe ha agar is bat ka kisi senior member ko pata ha to share with all please.
                        • #297 Collapse

                          Aga to pakistan ki government is business ko legally nafiz karey to hum aik fruitful trading kr saktey hain aur acha profit bana kar country ki economy ko mazboot bana saktey hain. Lekan agar hamare yahan institutions hi na hon to hum kahan sey seekhain aur seekhain gey nahi to acha profit bana kar economy ko kaisey mazboot banayen gey.
                          • #298 Collapse

                            forex ka pakistan ke economoy aur GDP paay kafi direct asar hota hai . paksitan ke ziada tar trading US Dollar mai convert kar ke ke jate hai ha phir pakistan aur jitne be mulk ke sath trade karta hai woh USD kay hisab say convert hote hai I think tu iss hisab say acha khasa asar parhta hai.
                            • #299 Collapse

                              Is main hamain kam karna hai to hamain is main earn kar k kam karna ho ga ta k hum is main kam kar k hamain is main loss kam ho ga ta k hamain is main loss kam ho ta k hamain is main.earn karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                forex ko bilkul allow kar diya jae or economy ke lehaz se dekha jae to forex ke zarye hamare mulk ko bohat ziada faida pohach sakta hai ham apne financial problems ko bohat asani se door kar sakte hain forex se na sirf ham khud acha kama sakte hain balkey hamari economy bhi bohat develop ho sakti hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X