aik ache trader ki monthly profit ratio kitni huni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    It depends on your investment agar apki investment large volume main hai tou I think apki profit ki monthly ratio agar 500 dollars tak ho tou its best for you but agar ap small volume investment ky sath trading ker rehy hain ya sirf bonus ky sath trading ker rehy hain tou 100 dollar bhi enough hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      g bilkul forex mn earn yah profit ki planing zaror krne chae mony mangment k asol k mutabiq to hmen apne capital ka 5 se 10% hi monthly trget rkhna chae ise zeada agr koi trget rkhta hy to wo greeding mn a je ga aur unksan uthe ga
      • #753 Collapse

        aik achy trader ki monthly profit ratio us k achy hony se nhe hoti ha us ki investment se hoti ha agar voh kam invest kary ga to lazmi c bat ha voh kam he profit kary ga acha trader gambling to kar nhe sakta market se profits k laiy .
        • #754 Collapse

          aik new traders ko kabhi bi apni earning ko high rekh kay trade ko karnaay ki laalch nai honi chiay kyu kaay starting me aik under presure hota hai aur achi trading kaarnay kaay liay is ko achi taraha say habd;e karnaay kaa bi alzmi ilam hona chaiy
          • #755 Collapse

            agr humain trade main success hasil karni hay too humain learning kar kay kam karna ho ga kun kay dmeo say humain trade main kam karny main achi earning hasil ho sakati hay
            • #756 Collapse

              profit kitna is say earn krna hum k liay teek hai ik month main is say zada ko earn krny ki surat main hum ka account band ho saqta hai laikin is ki sub say zada zarori hai k hum nay is market ki safety k liay kaam ko krna haai
              I LOVE PAK FORUM
              • #757 Collapse

                Mery bhi har kisi ki profit ratio usky experince aor knowldge ky hisab sy hoti hai forex trading ma apko demo account ma prqctice krninchue aor uai ay knowldge aor experince gin krny ky bad independent earning krni chue.
                Acha kaam achy daam
                • #758 Collapse

                  Ye tu acha traders ke knowledge per or sath sath acha traders ke capital per depend kerta hy or wo apna knowledge or apna capital per kitna percent risk laita hy uski bad he pata chala ga
                  • #759 Collapse

                    Yes dear ap ki bat bilkal thek ha hume hume is ma zada se zada profit hasil kr ne k liye bohat menat ki zahrorat hoti ha agr hum is ma experience ur knowledge k sath kam krte hen tu hum montly 150$ doller aram se kma sakte hen ur be kma sakte hen agr experience ho tu
                    • #760 Collapse

                      Aik achy trader ki monthly earning ratio us trader KO hi ppta hoti hy kio trader khud hi achi Tara janta hy k wo kitni ziada aik month main earning kar sakta hy aur mery khial main 500 dollars bahut hain
                      • #761 Collapse

                        is main hamain apni ratio ka tou nai pata hai agr hum is main knowldge hasil kar k hi aur is main experience hasil kar k trade karein gay tou hamain is k faida ho ga is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho sky
                        • #762 Collapse

                          agar hum achy trader hay to humay chahiey keh forex trading ko theak say manage kar kay kam karen tabhi hum profit ki achi ratio ko mantain kar sakty hay aur humay dil lga kar mehnat karni chahiey
                          • #763 Collapse

                            Mere aik achay trader ka taluq earning se nhi hota aik acha trader banna koi mushkil kam nhi hain hum sub ban skty hain mere khayal mein aik acha aur professional trader month ki yahan se 500 pips lazmi uthani chahiye jo utha ly chye lot size kam ho
                            • #764 Collapse

                              forex mai 1 acha traderr sabit hinay k liye 1 khas amount batana mere khyal se thk nai q k kisi waqat market bohat acha response deti hai jsi ko 1 acha trader full cash krta hai or kisi waqat bohat confusing hoti hai jis mai 1 acha trader kabi b trade nahi krta bulkay jb tk trade confirm na ho jai wo trade nahi krata.or rahi baat ratio nikalnay ki to wo b mere khyal se investment pe depend krta hai q k investment jitni zyada ho gi utna hi forex mai loss k chance kam hota hai,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                is may ye kahana ya is k bary may andaza kagana kafu mushkim ho jata ha k auchy trader ki minthky income kitni ha or wo is say kahan tak earnning kar sktabha or us ka ka motive kaya ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X