What is price action

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is price action
    AOA

    INTRODUCATION


    Friends kia hal hn ap ky mein umeed karta hn ky ap sb theak hon ge or fore x trading market mein best working kar rahy hon gay
    Agar ap successful trading karna chahte hain to aapko Hamesha market Mein judgement karna Hota Hai. Tab hi aap analysis ko strong Karenge otherwise aapke liye trading Mein successful hona difficult ho jay ga. market Mein Ham dekhte hain ki Jab Ham ismein technical analysis Karte Hain to chart par hamare pass bahut zada different chart patterne aur candlestick pattern ban Rahe Hote Hain, jin ko ham samajh ka trade karna hote hy.
    Agar Ham Analysis karna janty hn to hum ache trading kar skty hn or es bare mein acche se knowledge rakhty Hain To Hamen easy se in ko samajh sakti hai or kamyab hoty hain market ko analyse karny k different method sey earning kar sakhty hain.aj ke post ka topic hy Price Action hy

    Click image for larger version

Name:	000-111.jpg
Views:	2
Size:	53.3 کلوبائٹ
ID:	12514969

    DEFINITION OF PRICE ACTION


    Price action ki movement aik khas techniques ky lehaz se hota hy Is waja sey trading me traders aur investors technical analysis ka use karte hen.
    forex Trading me price action market ki wo movement hoti hy jis me kisi stocks, commodities ya currency pairs ki price up down hoti rehti hy differnt time feram mein . Forex trading mein price action differnt analysis sey traders ya investors technical analysis ka use karte hen or is ky zarye sey wo forex trading mein profit hasil karte hen. Forex trading mein price action differnt time feram mein differnt hota hy



    Click image for larger version

Name:	Price_Action_Trading_Strategies.jpeg
Views:	1
Size:	108.0 کلوبائٹ
ID:	12514971

    Detail & Rule of price Action

    Present and past period ki price action ki heip say he ham pivot point, support and resistance ko jan sakty hain. Jab keh chart per ban'ny wali har period ki candlestick hamain ye bata daiti hay keh is particular period main price action kia tha, price kahan say kahan tak up ya down hui aur overall trend kay sath is candle nay kitna sath dia, jab keh trend kay according to market movement ho rahi hy ya nahe ye bhi hamain price action ko daikhty huye he pata chalta hy

    DOMINAT OF PRICE ACTION


    Ager trader price action ko follow kary or is kay according to analysis karty huye apni trading strategy plan kary to isko forex market main bahut achi earning ho sakti hy .aksar traders apny analysis main price action theory ko bahut importance daity hain. Q k price action waqi latest analysis per hamain force karta hy. Jab ky ager ham daikhain to kisi bhi pair ki price he actually trend ki confirmation ya false aignal ka bata rahi hoti hay

    Click image for larger version

Name:	main-qimg-fa7c628f6dbcdcde4a3fe63c963a5ec9.jpg
Views:	1
Size:	81.2 کلوبائٹ
ID:	12514972

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is price action

    Explanation

    Forex may sub say zayada asaan aur sub say zayada use ki janay waali strategy price action strategy hoti hay. Small ya individual traders hamesha price action pay he kaam kertay hay. Price action strategy ka asaan Matlab market Kay ki movement Kay saath he trading karna hay. Forex market may mt4 trading terminal pay kaam kertay hoay traders jub market Kay price chart ko dekh rahe hotay hay aor price chart may he kici pair ya commodity jaysay Kay crude oil ya gold hay uc ki price ko up ya down hota hoa daykh rahay hotay hay aor saath saath pher uc Kay he chart ko open karKe trends daikhtay rehtay hay aor time frames jyada ker kay trends aor analaysis pay focus ker kay kici munasib price pay trade open ker laytay hay aor saath he closing price bi decide ker lay tay hay to ic tarika kaar ko he price action strategy kaha jata hay.

    Click image for larger version

Name:	price-action-at-iq-option.jpg
Views:	1
Size:	162.6 کلوبائٹ
ID:	12378712

    What is price action.

    Price action Mein kam karne ke liye aap yah Sammelan ki aap market mein support aur resistance ke Darmiyaan kam kar rahe hote hain price action bhi send Aisi chij ko kaha Jata Hai market Mein Jab Bhi movement hoti hai to market ki movement Kisi bhi sport or resistance ke Darmiyaan movement kar rahi hoti hai aur Market Jab Bhi Kisi support ko break karti hai to uska next target resistance hota hai aur Market ki previous resistance next time market ki sport Ban Jaati Hai To is Baat Ko aapko mind Mein rakh kar kam karna hoga market koi acchi Tarah aapko sport or resistance Ke Malik Hona chahie aur aapko ismein sport aur resistance ke Darmiyan trading Ka Pata Hona chahie Jab aap is mein kam karte hain to aapko chahie kya aapas Mein proper knowledge Hasil Karke kam karen to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai.

    Keep on focus at your Trading strategy.

    Price action may traders news aur expert analysis ko daikhtay rehtay hay laykin apni trading strategy kay doraan zayada dheyan unhay bi apni strategy Kay saath match ker Kay he apni trades may utilize kertay hay to unhay axha fayda hota hay. Maray thoray say experience Kay mutabiq bonus balance say trading kernay Kay liye yei tareeka theek rehta hai kiyu kay bonus balance itma nai hota kay big lot size Kay saath long term trading ki jaa sakey aor uc Kay liye Indicators ya bohut zayada analaysis ki zarorat parti ho. Small traders ko small account balance Kay saath price action strategy ko he apply kerna chahiye takay fayda small bi ho to jaldi he ho.

    Click image for larger version

Name:	Price-Action-Trading-Strategies-scaled.jpg
Views:	6
Size:	144.1 کلوبائٹ
ID:	12378713

    How to trade at Price action.

    Price action trading kay liye asaan say tareeka kaar hota hai. Trader koi bhi pair ya commodity select ker laita hai aur uss ki market movement ko trading terminal pay watch kerta rehta hai. Trading terminal pay time frames ko change ker kay trends observe kerta hai aur movement kay pattern ko samajh laita hai. Phir uss kay saath saath trader current movement ko bhi daikh raha hota hai jiss say aik range ka andaza easily baghair kisi bhi indicator ya signal kay laga laita hai. Current news aur expert analysis kay barey mai updated rehtay huay apnay selected pair ya commodity pay aik kisam ki marking ker laita hai kay trade kaha kiss position pay open kerni hai aur take profit ya stop loss rakhna hai ya nahi rakhna hai aur Agar rakhna hai tou Kitna rakhna hai. Issi tarah lot size bhi select ker laita hai aur apni opening aur closing price ka idea bhi laga laita hai. Iss Tarah trade open kerta hai aur apni expected price kay usay close bhi ker laita hai. Price action trading mai hamesha small profits ko avail kerna chaiye kiyu kay iss tareeka kaar say long term trades nahi open kerni chaiye aur na he bohat ziada profits ka laalach ker kay apnay small accounts ko khatray mai daalna chaiye
    • #3 Collapse

      Re: What is price action

      Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topi ke price action price Action kya hai yah kis tarike se Forex Mein kam Karte Hain Is per trading kar sakte hain aur Jis Tarah Se sirf benefit transfer Kiya Jata Hai Is per Aaj Ham baat karte hain.


      Price action:


      price action Ek Aisa action Hai Jiska hum bahut acche tarike se market ko movement karte hain security ko dekhte hain aur sakte hain Ham bahut acche tarike se price action ki movement ko security ki price ke plot kar sakte hain aur overtime Karke price ko action Mein dekhte hain jisse basically Dar per Ham technical analysis course Tok mein aur commentary Taur per dekhte hain aur uske charts ko bhi dekha jata hai bahut jyada short-term traders Hai Jisko Ham price action ko dekhte hain formation ko dekhte hain friends ko ek plot karte hain aur state trading decisions Ke Main Bhi help milati hai.


      Click image for larger version

Name:	download (5).jpg
Views:	5
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12379147



      What are the type of price action?

      Price action ki bahut jyada type hote hain aur bahut jyada acche tarike se isko define Karke Ham is per kam kar sakte hain jaise bullish trend berrys rent flat train yah 3 type Hai Jis per Ham iski projection ke indicator ko use karte hain aur bahut jyada acchi tarike se understand Karke Ham infotypes Ko Dekhte Hue price action ke indicator ka photo Karke kam Karke kaise kar sakte hain.



      Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12379148


      What is price action structure?




      Price action ko define Kiya Jata Hai market ki movement ko Dekhte Hue isko determine Karke Uske status ko jisse Hamen price action ke produce kya Pata Chalta Hai market ke structure ko Dekhte Hue market ko bahut acche tarike Se Uske structure ko record Kiya Jata Hai Hawa price action react in the past past Mein upay action ki Sansad reaction Karti Hai Iske bad Mein dekhte hain samajhte hain jisse trading karna Aasan ho jata hai aur usse bahut jyada benefit bhi Hath kar sakte hain.


      Click image for larger version

Name:	download (4).jpg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12379149
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is price action

        Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or achy tariqy sy apna kaam perform kar rhy hun gay dear forex aik aisa buisness hai jab tak trader or investor es ko understand nhi karty tu us waqt tak kamyab nhi ho sakty kiyun k forex mai different types ky analysis or candle hoty hain jin ky ko baghair samjhy or analysis ky kabhi bhi kamyabi nhi mil sakti es mai hamen bhoot ziada samjhdari ky sath kaam karna hota hai es liye koshish karen k sab sy pehly market ky chart or candle ko understand karen taky ap ko trade leny or market ko understand karny mai difficulty paish na ho

        what is price action

        Dear member price action kise bhi stock ya acomodities ki value hoti hai jo k different time frame mai change hoti rehti hai kiyun in chart pattern or acomodities mai different time frame hoty hain or her time frame mai different value hoti hai her time frame mai value change hoti rehti hai jis mai market up ya down hoti hai es mai trader market ka analysis kar ky market mai entry or exit point ko dakhty hain or acha profit hasil karny mai kamyab hoty hain .


        Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12379160

        Rules of price action

        Dear member rules mai hamen jaisy he market ky chart ko dakhty hain tu price action ki help sy hamen pivot point ,support and resistance level ki information hoti hai es mai jab ham analysis karty hain tu ham dakhty hain k jo candle ban rhe hai woh apny trend ka sath dy rahe hai ya nhi kiyun k market apni movement ko change karti rehti hai

        How to trade with price action

        Dear member price action mai trade lena bhoot ziada easy hota hai kiyun jo trader hota hai woh sab sy pehly aik pair ya kise acomodities ko select karta hai us ky bad woh different time frame mai values ko dakhta hai us ko dakhny ky bad woh actual trend ko check karta hai or movement dakhta hai or aik values ko select karta hai dakhta hai market ki es waqt position kiya hai or ye kaha tak movement kar sakti hai us ky bad woh stop loss or take profit ki values ko dakhta hai k select karna hai ya market kaha tak move kar sakti hai tu us ky bad woh apni trade ko open karta hai or acha profit hasil karny mai kamyab ho jata hai


        Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12379161
        Last edited by ; 20-03-2022, 03:43 PM.

        اب آن لائن

        Working...
        X