INTRODUCTION:
Dear friends!
Bearish meeting line pattern dark cloud cover candlestick pattern ki tarah aik bearish trend reversal pattern hai jiss main aik candle apne se pehle din ki candle par upper side se gap main open ho kar kar attack karti hai, jiss k nateejay main bullish trend ka khatma ho jata hai, iss waja se iss pattern ko bearish counterattack pattern kaha jata hai. Ye pattern bullish trend ya top of the price main banta hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices main bullish trend ki trend ki akasi karti hai, jab k doare din ki candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle se above gap main open ho kar ussi k same close par close hoti hai. Bearish meeting line pattern trend reversal pattern honne ki waja se prices k top par ya bullish trend main banta hai, jiss se prices apne trend ko badalne main majboor ho jati hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai.
EXPLANATIONS:
Dear friends!
Bearish meeting line candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle honi chahie, jo k bullish trend ya high prices ko zahir karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai. Bearish meeting line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k top par open ho kar ussi k close point par same ye bhi close hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai.
Bearish meeting line pattern market main buyers ki prices k top par push karne k baad uss ki dilchaspi khatam hone k baad market main banta hai. Ye pattern dekhne main same "Belt-Hold Line Pattern" jaisa dekhta hai, lekin dosri candle k top par wick ya small shadow hone aur dono candles k close point same hone ki waja se uss se mukhtalif hota hai. Pattern do candle par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish trend wali candle hoti hai, jo pehli candle k top par open ho kar ussi k closepoint par close hoti hai. Pattern ki dono candles k closing point same lazmi hone chaheye, warna pattern ki formation mukhtalif ho sakta hai.
Trading method:
Dear friends!
Bearish meeting line pattern ki dosri candle k baad market main sellers active ho jate hen, q k ye aik bearish signal de rahi hoti hai. Pattern k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k long real body main pehli candle k real body main close ho jaye. Agar indicator se confirmation karna ho to Stochastics Oscillator aur CCI oscillator overbought area main hona chaheye. Pattern k baad agar white ya bullish candle banti hai to iss se ye pattern invalid ho jayega. Stop Loss pattern k sab se top position jo k dosri candle ka open ya high price ho sakta hai, se two pips above set karen.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим