hammer
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hammer
    Dear pals!
    Price chart sample par baaz auqat unmarried candles bhi dusre candlestick charts pattern ki tarah k asraat rakhte chicken, jab bhi ye candles expenses ok top ya backside par bante bird. Hammer candle bhi aik unmarried candle pattern hai, jo ok costs k bottom ya bearish fashion foremost banti hai. Hammer candle ok aik small actual frame hoti hai, jiss ka decrease side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya united statesse ziada hota hai. Hammer candle ki real frame k higher side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki actual frame ka upside aik "Bozu'' candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi perfect hai, lekin bohut ziada lamba na ho jis se candle ki khsuseyat tabdeel ho jaye.


    Click image for larger version

Name:	trrade1.png
Views:	2
Size:	78.5 کلوبائٹ
ID:	12514903


    Explanation of hammer candle:


    Dear!
    Hammer single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, okay dosre patterns okay tarah ye candle lazmi kisi aik color principal ho. Hammer candle bearish trend foremost ya low price predominant banti hai, jis ki records darjazzel tarah se hoti hai. Hammer candle jo ok fees ok bottom aur bearish trend okay baad banne par bullish fashion reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella circle of relatives se taluq rakhni wali aik unmarried sample candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur near same nahi hona chaheye, ok sath decrease side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real frame ka taqreeban dugna ya u.S.A.Se ziada hota hai. Candle okay real body okay higher side par aik small si wick to proper hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Hammer candle ki actual frame bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle okay leye color ka hona zarori nahi hai.


    Trading with hammer candkes:

    Click image for larger version

Name:	hammer1.png
Views:	2
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12514904
    Dear!
    Hammer candle jo dekhne mein aik T jaisi lagti hai, expenses k backside ya bearish trend important banne par bullish fashion reversal sample ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top fees par banne wali Hanging Man candle ki tarah hello hoti hai, lekin expenses ki function trade hoti hai. Hammer candle ki inverse Inverted Hammer candle hoti hai, jo okay identical bearish fashion fundamental bullish fashion reversal sample ka kaam karti hai. Hammer candle par exchange entry se pehle iss ki bearish fashion ya backside charges function ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik unmarried pattern candle hone ki waja se alternate k liye bahut hazard hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zaroori hai, trader subsequent bullish candle par market fundamental buy ki entry kar sakte fowl. Stop loss candle ki sab se lower role ya candle ki shadow ok backside se pips below set karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hammer

    Hammer Candlestick Pattern


    Hammer candle aik single candle pattern hone ki waja se sab se simple candle pattern hai, jo price chart par aik small upper body k lower side par aik lambey shadow k sath hoti hai. Price chart par aik hi candle ko analysis k leye aur trading k leye istemal kia jata hai, to ye sab se simple candle pattern main shamil hoota hai, jiss main aik wahid candlestick buy aur sell ke waqt ki nishan-dahi karti hai. Single candlestick pattern new traders ya un traders k leye ziada pur-kashish hai, jo abhi candlestick k bare main information hasil karte hen, q k iss main ziada pecheedgeyan nahi hoti hai. Hammer candle iss silsele main bohut information deti hai, jiase traders analysis k dowran bullish trend reversal k leye istemal karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (694).png
Views:	45
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12416548

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Hanging man candle market k top (high) position pe banti hai, q k ye candle aik single candle bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai.
    2. Candle ki Closing point opening point se bara hona chaheye, lekin zarori nahi hai, k aisa hi ho.
    3. Candle ka aik lamba saya hota hai, jo taqreeban candle k body ka dugna ya us se ziada ho sakta hai. Jo k candle k real body k lower side par hona chaheye, jis tarah se hammer candle ka hota hai.
    4. Hanging man se pehle ki candle bullish honi chaheye, jab k hanging man candle k baad 3rd* number ki candle bearish honi chaheye. Bearish candle ki closing position pehle bulliah candle k nechay hona chaheye.
    5. Hanging man candle k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, sewaye aik small si wick k, jis se candle k shape k change hona ka masla na ho.
    6. Candle ki real body ka color koi khas hona zarori nahi hai, ye kisi bhi color ki candle ho sakti hai, lekin candle ka position lazmi top price par hona chaheye.


    Click image for larger version

Name:	images (692).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12416549

    Pattern ki Tafseel


    Hammer candlestick price chart k sab se bottom ya low price area main paya jata hai. Ye candle aik strong bullish trend reversal ka indication deta hai, jab bhi prices bearish trend main trade kar rahi hoti hai. Ye candle upper side par aik small real body k sath hoti hai, jiss se k lower side par aik lamba shadow hota hai. Candle k upper side par shadow nahi hona chaheye, lekin bohut small si wick ban jaye to bhi ye candle hammer hi shumar ki jayegi. Price chart par bearish trend k dowran jab sellers prices ko downward push karte hen, lekin dosri taraf buying pressure se prices jab wapis ooper rise karti hai, to uss sorat main ye candle tashkeel hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (695).png
Views:	11
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12416550

    Pattern par Trading ka Amal


    Hammer candlestick par trading bhi sab se easy hai, jiss ko analysis main long timeframe k dowran istemal kia ja sakta hai. Candle k bearish ya low prices area main banne k baad jab candle k baad aik bullish confirmation candle ban jaye aur wo hammer candle k top par close ho jaye to iss se market ka current bullish trend confirm ho jata hai. Jab k candle k baad bearish candle banne par market main trade entry nahi karni chaheye. Trend confirmation indicator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Jab k single candle pattern par stop loss ka istemal zaror karna chaheye. Candle par stop loss sab se lower area ya candle k low price se two pips below set kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (691).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12416551

    اب آن لائن

    Working...
    X