supply zone and demand zone
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    supply zone and demand zone
    supply and demand zone



    supply or demand zone ko majodah financial market kay baray mein aik tasur hasell karna hota hey or yeh baat kabel e tawajah hey keh support or resisytance level kay opposite aik finanacial market ahata kartay hein yeh aik wasee tar zone aik line or level say zada kabel e aitmad wallay area fraham kartay hein jo keh anay wale price kay behtar gairaj frahm kartay hein
    nechay deya geya supply zone seller kay clusters kardah area ko dekhata hey kunkeh price es limit par bounce zone en zone say prices fore tor par price mein movement karte hein or demand zone ke khasoseat ko nomaan karte hein demand zone mkhalef direction mein supply zone ke khasoseat ko frahm karta hey demand zone support kay wasee area ko nakal karta hey
    Click image for larger version

Name:	forces-of-supply-and-demand_body_6.png
Views:	4
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12514875


    supply and demand zone in forex market



    aik simple vegetable market say zyada mokhtalef nahe hote hey supply or demand in forex market jo keh forex market mein har rooz hote hey yeh forces itni taize say agay ja rehe hote hein keh new trader ko tafsellat ke tafseel ko samjhna bohut moshkel hota ja raha hey currencies economy ke base hey jab bhe koi economy kese dosre economy kay sath trade karna chahay ge to aik tabdellay ke zarorat ho ge


    supply or demand zone ke forex market mein prices



    jaisay keh ap yeh tasowor kar saktay hein keh janbe africa ka zero bank sharah sood mein tabdele lata hey demand or supply forces ka aik mokamal zelsala reaction mein movement mein ata hey or to forex roll over adaigean bhe increase kar jain ge
    es ka matlab hey keh investor roll over time par trade ko open rakhay hovay hey on ko pehlay say zyada sharah sood melay ge or targheeb mein bhe ezafa ho ga baqi sab barabar honay ke wajah say mazeed trade buy karna chahen karen gay or bohut kam trade sell karna chahen gay kun keh sell kay chances ke price abhi mazeed mehnge ho gai hey
    Click image for larger version

Name:	forces-of-supply-and-demand_body_7.png
Views:	2
Size:	19.6 کلوبائٹ
ID:	12514878
    price kafi nechay janay kay bad trader es tasowor mein aa jain gay increase hte hove sharah sood ezafe roll over hote hove ZAR ke long position rakhnay say hasell ho sakte hey or yeh kam price aik ezafe samjhe hove value ko paish karte hey
    jaisay jaisay extra buyer market mein enter hon gay prie increase ho jay ge takeh increase hote hove demand ke akase ke ja sakay
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: supply zone and demand zone

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Supply and Demand


    Financial market main kisi assets ki value ya qeemat hamesha se aik hi position par barqarar nahi reh sakti hai, jab bhi uss ki demand barhti hai, to uss ki value main izzafa hota hai, value main izzafa hone se uss ki prices bhi increase hona shoro karti hai, jo humen line graph upward jata houa ya bullish candles bante howe dekhaye deta hai. Lekin iss k bar akas jab bhi kisi item ya assets ki demand value kam hoti hai, to uss k sayh hi supply main izzafa hona shoro hota hai, jiss se vlaue main kami waqea hona shoro hoti hai, value main kami ka matlab hoga k qeematen kam hongi. Financial markets supply aur demand k rules k mutabiq chalti hai, jiss main kabhi aik increase hota hai to kabhi dosra, jiss se prices stable nahi rehti aur updown movement karti rehti hia.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (754).png
Views:	5
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12416552

    Supply Zone


    Financial market main kisi assets k price chart par ye wo zone hota hai, jahan par market main talab yani demand taqreeba khatam ho chuki hoti hai aur yahan par supply apne urooj par pohunch chuki hoti hai. Supply zone hamesha chart pattern par upward side par hoga, jo k aam tawar par resistance level se bhi jana jata hai. Iss level par assets ki mazeed talab kam ho jati hai aur ziada tar chances hote hen, k un ki ziada supply ki waja se qeematen yakdam ger jayengi.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (751).png
Views:	4
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12416553

    Demand Zone

    Financial market main kisi bhi assets ka sab se kam qeemat area jahan par aksar ziada demand peda hone ka hadsha hota hai, jiss se qeematen increase hone ka hadsha hota hai. Iss position par supply bohut ziada ho chuki hoti hai, aur mazeed supply main kami waqea hoti hai. Ye zone price chart par support level bhi kehlata hai, q k aksar prices iss level se wapis ziada demand ki waja se upper jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (750).png
Views:	8
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12416554

    Supply aur Demand main Faraq

    Supply aur demand zone main aik wazih faraq hota hai, jin levels ko prices baar baar touch karke nechay gerti hai, wo levels supply zone hota hai, jo resistance levels bhi kehlata hai. Jab wo zone jiss se prices baar baar upper side par movement karne ki koshash karti hai, lekin baar baar touch karne par bhi nechay nahi jati hai, to ye position demand zone hota hai, jiss ko support level bhi kaha jata hai. Supply zone par hamesha demand main kami waqea ho chuki hoti hai, jab k demand zone main hamesha supply ki kami hoti hai. Ye area prices k upper ya lower sides par breakout hone k chances hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (753).png
Views:	11
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12416555

    Trading

    Financial market main aik aseets ki prices updown hoti hai, jiss se traders market main buy ya sell se entry karne profit hasil karne ki koshash karte hen. Traders hamesha supply zone ya resistance level par sell ki trades se entry karte hen, jab k demnad zone ya support levels par buy ki entry karte hen. Agar prices sirf aik mehdod supply aur demand zone k darmeyan trades kar rahi ho to uss sorat main ye range trading hogi, lekin lazmi nahi hai k prices hamesha aik do levels k darmeyan hi trades karen, q k kabhi kabhi ye levels ya zone breakout bhi ho jate hen. Zone ya levels k breakout hone k baad prices new supply aur demand zone create karti hai aur financial market ka silsela chalta rehta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (348).jpeg
Views:	6
Size:	37.2 کلوبائٹ
ID:	12416556
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: supply zone and demand zone

      spread sheet kea hoti ha ?
      Presentating to Basics-


      Dear Pak discussion independence dosto principal umeed ke sath tamam people bahut achhy cy hon gyn aj ka string ha spread sheet kea hoti ha ju b mumble trade lety han oss mn spread ka bahut amal dakhal hota ha har matches ke alg spread hota ha agr murmur spread ko jaan len tu hamara kabhi b koi account wash nh hu skta bcoz icc spread ke hisab or edge ke sath e trade li jati

      Spreading-Reviews-



      Part of independence of pak forex murmur ap ko Agar tu mutter spread or tamam forex cheezun ke barry mein haqeeqi samajh haasil karne ke liye usay aik haqeeqi mashq ki zaroorat hai. khush qismati ka tasawur karne se pehlay. ap behtar tur standard samajh len ke phelao ka hisab kassyy lagaya jata hai. mumble yahan eurusd istemaal karte hain. sab se pehlay, aap ko 1. 35640 standard qeemat khareed maloom hoti hai jis mein 1. 35626 ki farokht ki qeemat ko ghata diya jata hai. jo bacha hai woh. 00014 ka parhna hai. pipe regard ki shanakht eurusd standard ki jati hai jo ke hatmi spread ko 1. 4 pips ke hisaab se shumaar karti hai. aap usay aashariya ke baad chouthay hindsay ke top standard haasil karte hain. phelu 0. 00014 ke barabar hoga. ap ke benefit ya nuqsaan ka andasha rehta ha. Mukhtalif haalat nah ho hit aik tajir mehsoos karta hai ke can't do whatever it takes not to be ke phelao ko barabar karna zaroori hai. ziyada tar brokrz usay sirf aik bunyadi masla qarar dete hain jo spread ki qader ko badal day ga. market ki haalat ko mutasir karne ka wahid Ansar masla ha. Aaik tajurbah vehicle forex tajir is terhan ka ak lamha pasand karta hai, ak assa lamha punch bunyadi masla phela sun-hwa ho. yahan tak ke woh is lamhay ka intzaar kar rahay hain ke fori top standard barri khush qismati haasil karen people yah sb murmur sb ki bhalae kliye ha or achhy cy parh len gay.

      Sort out Patterns-Style-

      My dear independence and get-together mutter ap ko yahan mumble find b krty hantamam forex cheezon ke baray mein haqeeqi samajh haasil karne ke liye usay aik haqeeqi mashq ki zaroorat hai. khush qismati ka tasawur karne se pehlay, aap behtar top standard samajh len ke phelao ka hisaab kaisay lagaya jata hai. mumble yahan eurusd istemaal karte hain. sab se pehlay, aap ko 1. 35640 standard qeemat khareed maloom hoti hai jis mein 1. 35626 ki farokht ki qeemat ko ghata diya jata hai. jo bacha hai woh. 00014 ka parhna hai. pipes regard ki shanakht eurusd standard ki jati hai jo ke hatmi spread ko 1. 4 pips ke hisaab se shumaar karti hai. aap usay aashariya ke horrible forward centers ke top standard haasil karte hain. phelao $ 0. 00014 ke barabar hoga jitnni b yahan regard di gae han en sb ko match krna hota ha agr yah smjh na aey ty permissive mzeed search out kaisay kia jata hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X