Fundamental Analysis in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis in fore x trading
    AOA

    INTRODUCATION

    Friends kia hal hn ap ky mein umeed karta hn ky ap sb theak hon ge or fore x trading market mein best working kar rahy hon gay
    Agar ap successful trading karna chahte hain to aapko Hamesha market Mein judgement karna Hota Hai. Tab hi aap analysis ko strong Karenge otherwise aapke liye trading Mein successful hona difficult ho jay ga. market Mein Ham dekhte hain ki Jab Ham ismein technical analysis Karte Hain to chart par hamare pass bahut zada different chart patterne aur candlestick pattern ban Rahe Hote Hain, jin ko ham samajh ka trade karna hote hy.
    Agar Ham Analysis karna janty hn to hum ache trading kar skty hn or es bare mein acche se knowledge rakhty Hain To Hamen easy se in ko samajh sakti hai or kamyab hoty hain market ko analyse karny k different method sey earning kar sakhty hain.aj ke post ka topic hy Foundamental Analysis hy hum kesey trading mein use kar skty hn agar hum achy analysist hm utny expett trader hom gy

    WHAT IS FUNDAMENTAL ANALYSIS


    Fundamental analysis wo analysis Hote Hain, Jo aap Forex trading market mein expected news ki basis per complate kar rahe hote hain, or apni trading ko credit table banane ki koshish kar rahe Hote Hain. jab market Mein different news expected hoti hy to us time per market ki volatility bahut zada ho jaati hy or aap minimum time mein bahut Achcha profot Hasil kar sakte hain. Is main ssab sy zada news ka effect hota hy or hamin globally different cheezon ko daikhna hota hy jo keh financially or non financially effects rakti hain. Q k khas tor par yeah cheezain forex trading par direct effected hote hy



    HOW TO FUNDAMENTAL ANALYSIS


    Forex market main daily basis per bahut zada news market ko negatively or positively effect kar rahi hoti Hain iske sath sath monthly basis per bhi bahut hi strong news market ko effect kar sakti hain, Jin ki waja sey market ki volatility bahut zada ho sakti hy Agar aap market Mein news ko properly categories main convert karke unke choose update trading karte hain, to aap ko bahut profit mil sakta hy Following type ki news is market mein bahut zada volatility ka reason Baan sakti hy Aur in ko bhut carefully sy daikhna is liye zarori hain keh in ka effect bhut zada aur jaldi daikhny ko milta hy jo market ki direction ko change kar ky rakh deta hy
    KB1) Non Farm Payroll
    2)FOMC
    3)Interest Rate News
    4)News Affecting US Index
    5) nonforunempolyment
    Etc



    WhY IMPORTANT FUNDAMENTAL ANALYSIS IN TRADINH

    Fundamental analysis ki bahut zada importance hoti hy jab aap fundamental analysis ki basis per apni trading Ko complate karte Hain, to is mein aap minimum time mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain. Q k minimum time mein aap apne target ki achievement kar sakte hain. Agar aap market Mein fundamental analysis kay expert Ban jaate Hain to aapko bahut accha profit mil sakta hy or na sirf ham acha profit hasil kar sakty hain har dafa market ki sahi prediction karny maim kamayabi hasil akr sakty hain lkn ye haqekat hy jo traders expert analysiset hn wo he expert trader bhe hn or fore x market sy acha profit hasil kar rahein






  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental Analysis in fore x trading

    Assalamu Alaikum Dosto!

    Fundamental Analysis


    Account aur finance main fundamental analysis microeconomic aur macroeconomic k mukhtalif awamel ki analysis k zarrye se security (stock, currencies, commodities) ki value ka andazza laggane ka ek tareeqa hai. Fundamental analysis ka basic maqqsad kisi security ki andaronni value ka ka andazza lagana hai. Financial markets aur forex trading main trading ki maddad k leye uss ki andarroni qeemat ka muazena uss k market ki maojooda qeemat se laggaya jatta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (349).jpeg
Views:	2
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12416557

    Components of Fundamental Analysis


    Fundamental analysis main teen aham component shamil hen;

    1. Economic analysis
    2. Industry analysis
    3. Company analysis


    Fundamental analysis aik intehayye jameaa nuqta-e-nazzar hai, jiss k leyye bohut ziadda accounting, finance, aur economics ki knowledge ki zarrorat hotti hai. Fundamental analysis main economic ki basic knowledge aur uss k sath matlobba stock ki market ki value aur historical data ki zarrorat hotti hai. Kisi stock ya kisi company ki historical data uss ki aane wale analysis main asaani k sath sath uss ki behtaree main bhi aham hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (755).png
Views:	1
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12416558

    Top-down vs. Bottom-up Fundamental Analysis


    Fundamental analysis ya to upper se nechay (top-down) ya nechay se upper (bottom-up) ki taraf ho saktti hai. Aik investor jo upper se nechay (top-down) ki nuqta-e-nazzar ko follow kartte howe economic ki overall condition ka ajzzeya kartta hai. Investors mukhtalif economic awamel jaise; interest rates, inflation, aur GDP k levels ka tajzeyya karke economic ki overall semat ka tayyun karnne ki koshash kartta hai, aur un awmel ki nishan-dahi kartta hai, jo sarmayakari main bahtareen hotte hen. Top-down approach main issi pehlo ko dekhte howe analyst pehle market ki overall condition ka moazenna market ki behtar karkardaggi dekhanne wale awamel se kartta hai, aur us main wo muntakhib bhi kartta hai.
    Bottom-top analysis main investor market ki bare pemane par tajzzeya karnne ki bajaye pehle chotte chotte awmel ko made nazar rakhta hai. Bottom-top analysis main investor inferadi tawar par sttock ka tazzeya kartte hen, jo unn k khayal mein ye market k overall tazzeya karnne se bohut behtar result detta hai. Bottom-top analysis basically microeconomic awamel par markoz hotti hai, jese har aik kaam main inferaddi tawar par behtari k leye istemal kia jatta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X