Trading Main Market Ko kaisa Analysis kiya jata hain.
Trading Karna sy Phlye Analysis kiya jata hain.Analysis Two type sy kiya jata hain market ko.
Fundamental Analysis
Technical Analysis
Fundamental Analysis kuch Example sy Hum samjh sakta han.
EUR/USD Ap dakta han k America main Berozgari Ki Shara zada han Yeh Majmooi peshawar Main Kami wakiye Huwi han Yeh Baramat main kami wakiya hui han Toh iss ka Matlab han Dollar Kamzor huwa han.Dollar Kamzor huwa roh Euro Strong Hua han.
Lah mahla Hum Euro ko buy karye gaye: Yeni EUR/USD Buy karye gaye.Agr Berozgari main kami huwi Han Yeh majmoo peshawar Main izafa huwa han Yeh baraamat main Izafa huwa hain toh iss kah matlab Ha Euro Kamzor huwa hain.Iss surat main hum Euro Ko Sell kar sakta hain.EUR/USD Sell ka/rye Gaye Toh Dosra Alfaz main EUR/USD short huwa han.
Hum Fundamental And Technical Way sy agr Market ko acha sy analysis karna start ho jaye toh hum market main itna loss nahi karwati hain hum iss main bhot he achi earning kar sakte hain Humein iss main lalach nahi karni chiaye joh insaan iss main laalach karta hain woh kabhi be iss business main kamyab nahi hota hain hum Fundamental and Technical Market ko analysis kar k iss main bhot he achi earning generate kar sakta hain or iss main Bhot he acha Profit be bana sakte hain Humain zada sy zada focus market koh analysis karna ho ga tabhi hum iss main agye bar sakta hain or iss main profit bana sakta hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим