Leading indicator Vs Lagging indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading indicator Vs Lagging indicator
    Explanation.

    Friends Indicators adad o shumar ka 1 aesa aala hai jis mn hum market ki next movement ka andaza lagaty hain. yeni indicators ki madad sy humain yeh pata chalta hai k market ny buy jan hai ya sell. aj hum Leading Indicators and Lagging indicators ky bary mn bat karen gy.

    Click image for larger version

Name:	Leading-vs.-Lagging-Indicators-Forex.png
Views:	8
Size:	230.8 کلوبائٹ
ID:	12514753

    Leading indicator.

    Leading asy technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data or es sy forecast karty hain market ki future price movement ka bhi pta chlta hai Ye indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jaye hi Es ka disadvantage ye hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he ni howa hota hai Es k result ma aksar wo buri jaga py ya trend reversal k time par market ma in ho jaty hain Common leading indicators ye hain Fibonacci retacement Donchian Channels aur Support and Resistance Level and Client sentiments shamil hain

    Click image for larger version

Name:	Example-of-using-leading-and-lagging-indicators.png
Views:	2
Size:	30.9 کلوبائٹ
ID:	12514754

    Leading indicator guarantee provide ni karta es ma trader ko apna knowledge use karna hota hain Jb k lagging indicator ma kuch pips ki qurbani dena hoti hai tb ja kar movement ki confirmation hoti ha

    Lagging indicator.

    Koi bhi indicator perfect ni hota Wo apni nature ke mutabik trader ki help karty hain but trader ko apna knowledge use kar k he faisla karna hota hai k kb or kesy market ma enter howa jae market ki price level per humne apni trading strategy ko mazbut karny ke lye Forex trading se related information aur knowledge ke sath apne kam ko perform karte Raha Karen jitna zyada information aur knowledge ke sath apne kam ko perform karte hain itna hi aapko achcha fayda milta hai.

    Popular Leading Indicators.

    1. Commodity Channel Index (CCI)
    2. Relative Strength Index (RSI)
    3. Momentum
    4. Williams %

    Click image for larger version

Name:	leading-vs-lagging-indicators_body_LeadingvslaggingIndicatorsheadlineimage.png.full.png
Views:	5
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12514755

    Benefits of Leading Indicators.

    1. Leading Indicators humain early entry or early exit dety hain.
    2. Leading Indicators zyada signals or trading opportunity provide karty hain.

    Drawbacks of Leading Indicators.

    1. Zyada signals provide karny ki waja sy leading indicators mn False & Fake signals ki probability increase ho jati hai.
    2. False signals ki waja sy aap ky loss ky chances zyada ho jate hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading indicator Vs Lagging indicator

    leading indicators zyads signals or trading opportunity provide karty hain zyada signals provide karny ki waja sy leading indicators false fake signals ki probability increase ho jati hai
    false signals ki waja sy app ky loss ky chances zyada ho jate hain bahot sa forex trading market me entry as lat ha or ap ko bahot loga mal ha or successfull ho ga ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Leading indicator Vs Lagging indicator

      Financial Technical Indicators


      Financial market me aur forex trading market me qeematon ki prediction (agli movement) ko malom karne k leye technical indicators ka bohut hi ziada istemal kia jata hai. Bulke hum ye keh sakte hen, k bagher technical indicators k technical analysis na mumkin hai.
      Financial market me do tarah k technical indicators ka istemal hota hai, aik leading indicator aur dosra lagging indicator. In dono indicators ki apne apne hososeyat hen, jis ko traders istemal karke apna faida hasil karte hen.

      Click image for larger version

Name:	images (1699).png
Views:	7
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12378577

      Leading Indicators


      Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
      Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hen.

      Leading Indicators k Fawayed aur Nuqsanat

      Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
      Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaw, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.

      Lagging Indicators


      Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
      Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.

      Lagging Indicators k Fawayed aur Nuqsanat

      Lagging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
      Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoten hen.

      Conclusion


      Leading indicators aur lagging indicators k apne apne fawayed aur nuqsanat hai. Short term traders k leye leading indicators ziada faida mand hen, q k un ko qeematon k small movement se bhi faida uthana hota hai, jab k long term k traders k leye lagging indicators ziada faida mand hote hen, q k long term k traders market me ziada waqat k leye samaya lagaye howe hote hen.

      اب آن لائن

      Working...
      X