Commodity channel index
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commodity channel index
    Explanation of CCi

    Commodity channel index ( CCI) indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik Mil Rahe hote hain Park simple agar aap is indicator ko last 10 candles yah last 20 candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya FIR selling opportunities related notification de raha Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	unnamed.gif
Views:	3
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12514747

    CCI Strategy.

    Commodity channel index indicator RSI indicator aur MACD yah sab market Mein maujood Hote Hain ine ke alava aur bhi bahut se indicator Hote Hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur aur use Jyada onion Hasil karna chahte hain to hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Ham Apne experience aur knowledge ke sath market ka analyses karte hain aur us mein maujud Tamam tools ko acchi Tarah Se understand Karte Hain Uske bad Yahan trade open Karte Hain jisse Ham profit bhi Hasil kar parta Hai isiliye Hamen koi bhi business without experience aur knowledge ke start nahin karna chahie Agar ham without experience aur knowledge ke kam Karte Hain To usse Hamen nuksan ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	A-Simple-CCI-Strategy-for-Scalpers_body_Picture_1.png
Views:	3
Size:	72.0 کلوبائٹ
ID:	12514748

    Note.

    Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamein CCI indicator ko sath mila kar use krny sy market main trade open karne k liye best indications milti hai aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unke sath mila kar use krny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open kar lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hone ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiye ky CCI indicator ko read kis tarah karna hai aur best trading ky liye indication kis tarah hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho sake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Commodity channel index

    Commodity Channel Index.

    Dear friends Commodity channel index bhi other indicators ki terha best indicator hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain

    Click image for larger version

Name:	CCI-buy-and-sell-signals-780x442.png
Views:	10
Size:	80.1 کلوبائٹ
ID:	12378526

    CCI Combination With MA (Moving Average)

    Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain CCI indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky CCI indicator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho saky

    Click image for larger version

Name:	CCIES.gif
Views:	4
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12378527

    Analysis Using CCI.

    Is ko ham indices aur ETFs wagera k liay successfuly use kartay hain, amtor par CCI mojooda keemat ko aik average ma certain price level par measure karta ha, jb prices apni average sa barh jati hain to CCI b nisbatan ziada ho jata ha aur jb average prices km ho jati hain to CCI b low ho jata ha, is tarah CCI over bought ya over sell ko identify karnay k liay use hota ha.

    Trading Strategy with CCl

    CCI simple moving average aur mean deviation ko calculate karnay k liay b use hota ha, jb CCI negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur CCI ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb CCI 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha, ye indicator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta hy.

    Click image for larger version

Name:	Day-Trading-With-CCI-Winning-Trade.png
Views:	4
Size:	257.9 کلوبائٹ
ID:	12378528

    اب آن لائن

    Working...
    X