Morning Star in fx
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning Star in fx
    Aslam o alikum dear forex broker kya hal hai umeed krta ho ky ap sub khariat se ho gy aur foreign exchange fourm ki dunya mein recognize kr rhy ho gy aj fundamental se brand se morning star ky bary mein percentage krny ja rha ho ya kya hai aur ye kesy kam krta hai to chalye start krty haen.
    What is Morning Star
    expensive forex broking ye ek morning star hai ye visual instance in step with mushtamil hoti hai is mein 3 candle hoty haen jo ko deciphered hoti hai bullish symptoms ky sath jo specialised investigation per inhasar krti hai expensive ye morning famous person fourms ye ek descending sample hai jo demonstrate krta hai begin a vertical ascension ki janib is ko inversion sign bhe kehty haen ye inversion in the prvious price sample hai jitny bhe traders haen wo is ko phely watch krty haen jo bhe arrangement hoti hai morning superstar ky hawaly se then ja kr pher os ko affirmation deta hai inversion simply taking place ye ek kisam ka making use of greater recommendations hota hai is ka roast ye jis ko dekh ky ap successfully undersatand kr satky haen ye jo morning megastar light stcik hai ye hamen value ki u.S.A.And down ki bary mein data deti hai jub marketplace mein values trade hoti haen ye hamen display kr deta hai
    Click image for larger version

Name:	images (425) (1).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12514711
    Key vital factors of morning big name
    1 morning megastar ye visual instance made up krta hai ye massive darkish candle aur little dark ya pher white candle ko visual krta hai jo brief body and lengthy wick hoti hai
    2 morning celebrity mein jo center candle hoti hai catch krti hai development ko ye uncertainty ko bears krtihai start se bulls tak
    three morning celebrity ka jo inverse instance hota hai wo morning megastar se evening superstar jo inversion signal ko upswing se downtrend krta hai
    Click image for larger version

Name:	images (1487).png
Views:	22
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12514712
    Trading

    Morning star pattern par trading k leyw zarorri hai, okay fees ka trade location observe kia jaye, jo ok bearish ya downtrend major honni chaheye. Dosra aggar morning celebrity pattern regular bearish trend essential bantta hai to iss k leye dosre candles ki assist zarror len, ya fee action ki madad bhi buying and selling main li ja saktti hai.
    Pattern par trade open karrne se pehle bullish fashion affirmation candle ka hona zarorri hai, jo k teesree candle ok baad bantti bai, aur ye marketplace predominant buy ki entry ki function bhi hotti hai. Stop Loss ok leye sample ka sab se decrease place, ya dosree candle okay down facet ko choose karen.
    Click image for larger version

Name:	images (425) (1).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12514711
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning Star in fx

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Star Pattern


    Morning star candlestick pattern prices k bottom par uss waqat banta hai, jab bhi sellers ki bohut ziada pressure aur assets ki high supply ya low demand ki waja se prices bohut ziada nechay ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k support level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam upper charna shoro karti hai. Morning star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par sellers ka dabao, dosre candle prices ko mazeed nechay jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high supply ki waja se assets ki prices bohut ziada nechay jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss main izzafa hona shoro hoti hai, ziada demand wale area main aksar prices small candle banati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) (31).jpeg
Views:	22
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12404341

    Candles Formation


    Morning star candlestick pattern bearish trend ya low demand area main paya jata hai, jiss se k baad prices mumkina tawar reversal jana shoro karti hai. Ye long timeframe main ziada bante hen, jab k iss pattern k teen hessey ya pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai:

    Click image for larger version

Name:	images (2) (69).png
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12404342

    1. First Candle: Morning star candlestick pattern ki pehli low prices area main hone ki waja se bearish candle hoti hai. Ye candle aik prices k bearish trend ki akasi karti hai, jo mumkina market ki teezi dekhati hai. Candle ki real body bearish trend k mutabiq black ya red hoti hai.

    2. SecondCandle: Morning star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehle candle k baad prices ko ziada karne ki koshash karti hai. Ye candle banti to pehli candle k bottom par hai lekin iss ki small body hone ki waja se asarat bullish trend ki hote hen, ye candle bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin position pehli candle k bottom par honi chaheye, wo bohut important hai.

    3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesri candle trend reversal k mutabiq hoti hai, q k ye dosri candle prices ko rok kar mazeed bearish jane se rokti hai, jab k third candle bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle se above aur pehli candle k parallel banti hai.

    Explanation

    Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k long term k timeframes main low prices ko high price direction main tabdeel kar dete hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bullish candle hoti hai. Bearish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed nechay jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bullish candle trend reversal k leye jani jati hai. Ye pattern dekhne main "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se ziada mushabehat rakhta hai, aur candles ki formation bhi taqreeban same hoti hai, lekin uss main Spinning top candle ki jagah doji candle istemal hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) (29).jpeg
Views:	2
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12404343

    Trading

    Morning star candlestick pattern trading k leye aik perfect bullish ya buy k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka low area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat oversold zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se top side par close honi chaheye. Iss candle par market main buy ki entry ki ja sakti hai, jab k ye candle black real body main hone se pattern ka asar khatam ho jayega. Pattern par trading k leye risk ko kam karen jab k Stop Loss pattern k sab se bottom side par ya Spinning top candle k lower side se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (1) (30).jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12404344
    • #3 Collapse

      Re: Morning Star in fx

      Morning Star Candlestick Pattern


      Introduction


      Morning star candlestick aik strong qisam ka trend reversal pattern ho k ziada tar kam qeematon wale area me banta hai. Morning Star Candlestick Pattern teen mukhtalif qisam k candles par mushtamil hota hai, jis me pehli aik bari black candle hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai. 2nd number pe aik choti candle banti hai, jo k umoman doji candle hoti hai lekin zarori nahi hai. Choti candle white aur black dono qisam ki ho sakti hai, jo k market me rukawat ki alamat hoti hai. Akher me aik bari white candle banti hai, jis ki real body choti candle se bari aur pehle black candle se kam hoti hai. White candle ki closing point taqreeban black candle k mid me hota hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bullish candle hoti hai. Bearish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed nechay jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bullish candle trend reversal k leye jani jati hai.

      Click image for larger version

Name:	images (318).png
Views:	7
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12411381

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. Ye pattern aam tawar par teen candle sticks par mushtamil hoti hai
      2. Chonkeh ye aik reversal pattern hai is waja se pehle bearish trend ka hona zarori hai
        [*[Pattern ki pehli candle aik bari black candle honi chaheye, jo k market ki kam qeematon ki alamat hoti hai.
      3. 2nd candle stick choti candle hogi, yani body me pehli aur akhari candle se kam honi chaheye, ziada tar ye candle doji candle hoti hai, lekin doji candle ka hona zarori nahi hai
      4. 3rd candle bullish candle yani white candle honi chaheye. 3rd candle stick body me 2nd candle se bari honi chaheye, lekin pehli candle se body me choti honi chaheye. White candle bullish pattern ya trend reversal ki alamat hoti hai, aur is ka closing point 1st candle k opening point se kam hona chaheye


      Click image for larger version

Name:	images (317).png
Views:	87
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12411382

      Pattern ki Tafseel


      Morning star candlestick pattern prices k bottom par uss waqat banta hai, jab bhi sellers ki bohut ziada pressure aur assets ki high supply ya low demand ki waja se prices bohut ziada nechay ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k support level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam upper charna shoro karti hai. Morning star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par sellers ka dabao, dosre candle prices ko mazeed nechay jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high supply ki waja se assets ki prices bohut ziada nechay jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss main izzafa hona shoro hoti hai, ziada demand wale area main aksar prices small candle banati hai.

      Click image for larger version

Name:	images (319).png
Views:	12
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12411383

      Pattern pe Trading


      Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal ki alamat hai, jo k kam qeematon wale area me banne se is ki ahmeyat me izafa hota hai. Candle stick pattern banne k bad ziada tar qeematen bullish honi ki koshash karti hai. Trend confirmation k leye zarori hai k market me agli banne wali candle ko dekha jaye. Agar agli candle bullish banti hai to ye trebd reversal ki confirmation hoti hai. Bearish candle banne k bad banne wali choti candle qeematon k mazeed kami me rukawat banti hai, aur is k bad white candle trend reversal ka zarya banti hai. Morning star candlestick pattern trading k leye aik perfect bullish ya buy k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka low area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat oversold zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se top side par close honi chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (320).png
Views:	4
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12411384
      • #4 Collapse

        Re: Morning Star in fx

        Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai morning star candlestick pattern kya hai aur yah kis tarike se kam Karta Hai Forex Mein Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.

        What is morning star candlestick pattern?
        Morning star Ek bullish candlestick pattern Hai joki three candlestick pattern ko signify karti hai aur usko potential bottom Mein Dekhti Hai Jisko Ham iski weakness Se downtrend Ke potentially movement Mein late hue lead karte hain friend ke reversal ke liye morning star consists three candlestick core farming star Mein Lekar Aadi Hai jisse bullish reversal ko follow karna padta hai iski candlestick ko.



        Click image for larger version

Name:	images (85).png
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12411586
        Recognition criteria:

        morning Stark ko identify karte hue isko follow karna padta hai iski Caterina ko jisse uski price ko bahut acchi tarike se downtrend mein Uske signals ko dekhte hain aur isko first candle ko mast Li confirm karna padta hai downtrend ko long black mein aur red Mein iski body ko show Kiya Jata Hai jisse show Kiya Jata Hai Iski bear aur Iske firm ke control karne ko aur stock Mein second candle ko bahut acche tarike Se Usko indecision karna padta hai throughout star candle Mein candlestick ko Dekhte Hue Ham isko doji candlestick Mein follow Karte Hain.



        Click image for larger version

Name:	images (84).png
Views:	26
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12411587

        Morning star meaning:

        star candlestick pattern ko opposite side pay evening star candlestick pattern Mein Dekha Jata Hai Jisko Ham Jab top reversal signals karte hain aur to Iske indicator ko bed think horizon Hota Hai firstly Ham Karte Hain downtrend Ki Tarah Iske bare ko control karte hain jisse Hamen isko bahut acchi tarike se Iske period coincidentally Tor per isko kamyabi ki Jarur Lekar Jaate Hain jisse increase Karte Hain Uske stock price ko.



        Click image for larger version

Name:	images (83).png
Views:	3
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12411589
        منسلک شدہ فائلیں
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Morning Star in fx

          Hello everyone I hope aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic hai morning star candlestick pattern morning star candlestick pattern kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.


          Morning star candlestick pattern:
          morning star candlestick pattern ko bullish 3 candlestick pattern ki signify karte hue potential water Mein Dekha Jata Hai Jisko ware Kiya Jata Hai dekhne ko downturn usko per tension Nahin tor per potentially lead Kiya Jata Hai Trend ke reversal ke liye morning star ko Ham three candlestick pattern ke through middle candlestick ki forming star Mein dekhte hain.





          Click image for larger version

Name:	IMG-20220725-WA0012.jpg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12411614


          What does morning star indicator?
          Morning star indicator ko Ham bahut acche tarike se Iske pattern ko dekhte hain aur isko interest karte hain blue Sine Mein Jo ki technical analysis ki through kam Karta Hai is Mein morning star candlestick pattern ko form ko follow karna padta hai downtrend mein aur is ke indicator ko Dekhte Hue start karna padta hai ab word climb ko jisse isko sign Kiya Jata Hai reversal previous price Trend ke liye.



          Click image for larger version

Name:	IMG-20220725-WA0010.jpg
Views:	1
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12411615



          How reliable is morning star candlestick pattern?
          Morning star candlestick pattern ko accurate Kiya Jata Hai non potential level ke liye jisse Hamen Iske pattern ko 100% accurate karne ke liye morning star ke trend Co-operative l per dekhna padta hai aur is ko Ham multiply karte hain Taki is cassettes ko Dekhte Hue Ham candlestick pattern ko use kar sake all acids including currency or stock ko. Jis Iske reversal indicator ke bare mein pata lagta hai aur use Hi To fir reversal indicator likely to double potential moving average Mein kam karta hai.







          Click image for larger version

Name:	IMG-20220725-WA0011.jpg
Views:	1
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12411616

          اب آن لائن

          Working...
          X