How to trade with hammer pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade with hammer pattern
    Dosto kamyab buying and selling ke liye bohat se ayse candle sticks ko market se munafe ke liye pick out kya gaya hay jin ko market chart se pick out karke aik trader acha munafa hasil kar sakta hay is liye lazmi hay ke hamain un candle stick patterns ke naked predominant malomat hona zarore hain to dosto jis candle stick sample ke bare major hum bat karne wale hain us ko hammer candlestick sample kaha jata hay to aaye dosto is ko tafslle ke sath jante hain

    WHAT IS HAMMER CHART PATTERN
    dosto aab sawal aata hay ke hammer candlestick chart sample hota kya hay to dosto hammer aik aysa sample hota hay jis ko japanes ne is ka nam aik hammer yani aik hattore ke uper rakha hay or yah aik fashion reversal candlestick recall kya jata hay
    Click image for larger version

Name:	HammerPic.gif
Views:	2
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12513062
    IDENTIFICATION OF THIS PATTERN
    Dosto aab bari aaye hay ke chart most important hammer ko kis tarah identify kya jai to dosto easy hay ke jab bhe chart main aap ko aik ayse candle dakhai jos ke frame small jab ke us ke lower wick body ke mukable 2% yah us bhe lambi ho or downtrend most important bane ho to he us ko aap hammer man sakte hain ham dosto aik bat aur ke hamar ke jo uper shadow ho ge woh yato bilkul thore se yah bilkul bhe nahe hoge

    HOW TO TRADE WITH HAMMER PATTERN
    Dosto uper hamne jana ke hammer kya hota hay or is ko chart primary kis tara pick out kya jata hay aab jante hain ke hamain hammer ke sath kistarah tradi g karne hay
    dosto jab bhe aap ko down chart main aik ayse candle mil jai jis ko aap har attitude se hammer kah sakte jon to is primary aap lo is yah dakhna hay ke jab charge hammer candle ke high ko pass karle to aap marketplace essential intre lay sakte hain or jab tak aap ko koi aysa sign na mil jay jo fashion reversal ho tab tak aap market foremost stay kar sakte hain
    Click image for larger version

Name:	hammercandlestick-5c620b2ac9e77c0001566ce8.jpg
Views:	10
Size:	74.8 کلوبائٹ
ID:	12513063

    STOP LOSS
    Dosto trading ke doran har trader ke liye lazim hay ke aapne change ko mahfooz banane ke liye stop loss ka istamal zarore kare is he tarah se jab aap hammer ke sath khredari karte hain to aap ko intre ke foran horrific hammer ke low ke neche ka stop loss lagana chahye trade earnings most important jane ke terrible agar chahain to traling prevent ka use bhe kya ja sakta hay jis ke zarye aap aapne earnings ko mazeed increes kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade with hammer pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candlestick Pattern


    Hammer candle aik small real body wali long lower shadow wali candle hai, jo k bullish trend reversal pattern ka uss waqat kaam karti hai, jab bhi prices market k lower area ya bearish trend main hon. Ziadda tar hammer candles main dekha gayya hai, k candle ka shadow us k real body k size ka duggna hotta hai. Hammer candle k banne ki psychology kuch is tarah se hotti hai, k aghaz me prices bullish trend k hisab se lower pe jati hai, lekin buyers k pressure ki waja se ye bullish candle ki shap main close ho jatti hai, jis se candle ki haseyat bhi bullish candle ho jati hai. Ye candle small real body main doji candles se mukhtalif hoti hai, jis main open aur close same point par hota hai, jab k hammer candle ka open aur close same price par nahi hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (694).png
Views:	45
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12416488

    Candle Formation


    Hammer candle single pattern ki candle hai, jiss ka position prices k bottom ya bearish trend ka honna chaheye. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka open aur close same nahi hone chaheye, jis se ye candle doji candles se mukhtalif shap main ban jati hai. candle ki formation darjazel tarah se honi chaheye ;

    Click image for larger version

Name:	images (692).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12416489

    Hammer Candle Hammer candle small real body aur aik long downward shadow wali candle hai. Shadow candle ki real body ka taqreeban duggna ya us se ziadda hotti hai. Hammer candle ka color koi bhi hai, yanni ye white ya green jo marzi ho, iss ki haseyat bullish trend reversal ki hoti hai. Candle k upper side par shadow nahi honi chaheye, jiss se candle ka uppper side ziada strong hota hai.

    Explanation


    Hammer candle hoti to aik small real body wali single candle hai, lekin prices k bottom main ye bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle small bullish body aur long lower shadow ki waja se prices ko mazzeed downward janne se roktti hai. Hammer candle aghaz main normal bearish trend ko hi follow kartte howe downside par bearish real bannatti hai, lekin market me bullish pressure ya buyers ki dilchaspi ki waja se prices upward chalna shoro kartti hai, jiss se candle apne open price k qareeb close ho jati hai. Single candle pattern ziada tar market k high ya low positions par karamad hote hen, aur hammer candle bhi same bearish ya lower prices par trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k current trend k leye strong support level banata hai, jiss se prices rebound ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (695).png
Views:	11
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12416490

    Trading


    Hammer candle k prices selling pressure ki waja se downward jane ki koshash karti hai, jo nakam hoti hai. Prices k lower side par rejection battati hai, aur ye yahan se bullish trend reversal ka ishara detti hai. Pattern k leye zarrori hai, k prices downtrend main hon. Candle ki lower side pe long wick honi chaheye, jo bearish trend k tasalsul ka khatma battati hai. Pattern pe trading k leye dosree confirmation bullish candle ka intezar zarror karen, q k single candle pe trading riski hai, is waja se jaise hi dosree candle bullish bantti hai, to yahan par buy ki entry karen. Candle ki confirmation indicator jaise RSI, MACD ya Stochastics se bhi ki ja sakti hai, jis par value lazmi oversold zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se lower side yanni lower wick k low se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (691).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12416491

    اب آن لائن

    Working...
    X