Details and complete information about Marubozu candlestick pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details and complete information about Marubozu candlestick pattern.
    Introduction:


    Candlestick pattern mein bahut si different types ki candles banti hai aur hamen inka knowledge rakhna bahut zaruri hai, kyunki Jab hamen inka knowledge hoga to tab hamari kamyabi yakin hogi Jab ham candle K related achcha knowledge rakhenge to tab ham bahut hi asani ke sath Apne analyses complete kar payenge. agar hamen achcha knowledge Nahin hoga to fir hamare analyses Kabhi acche Nahi ho sakte hain isliye hamare pass candle ke related ek achcha knowledge Hona chahiye tab hamare analysis perfect ho sakte hain.
    Candles ki bahut si types hai aur hamen inke bare mein Janna bahut hi jaruri hai aaj ham marubozu candlestick ke bare mein baat karenge aur iske bare mein main ek achcha nali share karna chahta hoon. Candlestick pattern mein marubozu ek aisi candle hoti hai jismein sirf hamen body hi najar aati hai aur iss men shadow ya wicks bilkul bhi nahin hote hain yah bahut hi kam ban paate Hain. Price chart per Jo aisi candle banti hai usko ham marubozu candle kahate Hain, is candle mein main jahan se price start Hoti hai iske bad price logon ki taraf Nahin jaati hai is ki price ka start aur iska low ek hi hota hai aur jahan per price close hoti hai iska highpoint bhi vahi hota hai. Aisi candle hamari trading ke liye bahut hi hi behtar Hoti hai kyunki is candle se hamen kafi acchi information mil jaati hai aur hamen market mein trading karne ke liye kafi achcha signal mil jata hai isliye is candle ki price chart mein bahut hi important hoti hai.


    Explain:


    Jahan tak Marubozu open ka taluq hai , opening price flat honi chahiye aur price ka action sirf aik direction par hona chaiye liken Marubozu complete candlestick k differ dusri taraf band hony wali price high/low sy different ho sakti hai . Marubozu close candle jo hai wo Marubozu open k opposite hai aur close wali flat honi chahiye . Jab k price action thora sa dusri side move ho sakta hai , is sy pehly k yeh aggressively trading shuru kr dy . Marubozu candlestick pattern k sath trading kisi bhi din koi chart lein aur ap marubozu candlestick pattern ko is ki kisi aik shape mein dekh saken gey.


    Click image for larger version

Name:	marubozu1.png
Views:	2
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12512982

    Bearish marubozu candlestick:


    Bearish marubozu candle ek aisi candle hoti hai hai jiski koi wick yah Shadow Nahin hota aur yah candle hamen downtrend mein milti hai aur iska colour black ya red hota hai hai aur is candle ki bhi only body hoti hai aur iske shadow Nahin hote hain yah bahut hi kam hote Hain.
    Bearish marubozu candle se ham downtrend mein bahut hi accha signal lete hain agar price chart mein hamen bearish marubozu candle mil jaati hai to hamen downtrend ka confirm signal mil jata hai aur ham market mein sell ki entries le sakte hain.
    Jab koi trend downtrend mein ban raha hota hai hai aur hamen price chart bearish marubozu candle mil jaati hai hai to is se hamen bahut hi acchi confirmation milati hai aur is Tarah se yahan bahut hi acchi trading kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	bearish1.png
Views:	2
Size:	127.0 کلوبائٹ
ID:	12512983


    Bulish marubozu candlestick:


    Candlestick pattern mein jo marubozu candle aap per trend mein banti hai hai aur iski body ka koi shadow nhi hota hai aur completely green ya white colour ki banti hai hai isko ham bullish marubozu kahate Hain yah candle hamen market mein main uptrend ka signal deti hai hi Jab yah candle hamen price chart mein nazar aati hai to iska matlab ye hota hai ki aap market ka trend up jaane wala hai aur ham market mein buy ki entries le sakte hain.
    Bullish marubozu candle hamen aap trend ke liye bahut hi strong signal provide karti hai aur iski vajah se ham market Nahin very easily buying trade kar sakte hain aur ek accha profit earning kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	bullish1.png
Views:	2
Size:	120.9 کلوبائٹ
ID:	12512984

    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details and complete information about Marubozu candlestick pattern.

    MARUBOZU CANDLESTICKS


    Marubozu candle ka banna stock ka kisi aik semat mazboti zaher karti hai. Ye candle pori body k sath banti hai, yani k candle k sath saya nahi hota hai. Real body pori aik semat ki value ko show kar rahi hoti hai. Marubozu candles me candle ka color hona bohut zarori hai. Marubozu candle ka banna stock ki mojoda trend ki mazboti aur trend continuation ka signal hota hai. Marubozu candle bhi baqi candlesticks ki rarah black aur white color k hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (1618).png
Views:	18
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12376257

    MARUBOZU WHITE CANDLE


    Marubozu white candle bullish candle hoti hai jo stocks ki bullish trend ko zaher karti hai. White Marubozu candle stock ki opening price closing price se kam hoti hai. White candle ki body pori hoti hai aur ye bagher saye k hoti hai. Candle k uper aur lower dono sides pe choti si wick bhi nahi banti. Marubozu white Candle market k bullish trend ya ziada qeematon ko show karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1619).png
Views:	20
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12376258

    MARUBOZU BLACK CANDLE


    Marubozu white Candle ki trah Marubozu black candle bhi pori body yani real body me hoti hai. Lekin faraq ye hai k white candle bullish trend k leye istemal hoti hai aur Marubozu black candle bearish trend ki pukhtagi ya bearish trend continuation k leye istemal hoti hai. Black candle ki bhi uper aur lower side pe koi wick ya saya nahi banta. Bearish Marubozu candle me stock ki opening price closing price se ziada hoti hai, is waja se ye candle banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1620).png
Views:	15
Size:	1.7 کلوبائٹ
ID:	12376259

    MARUBOZU CANDLE ANALYSIS



    Marubozu candle market ki trend continuation ko samajhne k leye bohut zarori hai. Ye candle trend ki lower ya uper side pe mazboti dekhati hai. Candle k baad banne wali ziada tar candles usi pattern ki hi hoti hai. Marubozu candles aksar market me breakout ya strong signal melne pe ban jati hai. Marubozu candle agar white hai to trade buy ki aur agar candle black banti hai to us waqat matket me entry sell se karni chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (1617).png
Views:	12
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12376261

    اب آن لائن

    Working...
    X