Bullish Harami Candelstick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Harami Candelstick Pattern
    AoA kise ho ap sab log me bilkul thek ho or umeed karta ho ke ap bhi bilkul thek ho ge aj me apko Pakistan Forex forum me bullish harami candlestick

    Pattern ke naked me btana chahta ho or umeed karta ho ke Jo statistics me apse proportion karo ga wo data apke expertise or experience me zaror
    Izafa kare ge or ap agar is thread ko gor se parho ge to ap ak pain trader ban sakte ho or bhot Sare incomes bhi Kar sakte ho

    what's Bullish Harami?
    Aik taizi harami aik bunyadi candle caught chart patteren hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke kisi asasa ya market mein mandi ka rujhan tabdeel ho sakta hai
    Name: down load (18).Png Views: 168 Size: four.2 KB

    Key Takeaways;
    1)- Aik taizi harami aik candlestick chart indicator hai jo reechh ke rujhan mein ulat phair ko dekhnay ke liye istemaal hota hai
    Click image for larger version

Name:	images (33).png
Views:	32
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12512967
    2)-Yeh aam tor par qeemat mein aik chhota sa izafah ( safaid mom batii ke zareya ishara kya jata hai ) se zahir hota hai jo pichlle kuch dinon se di gayi aykoyti ki neechay ki qeemat ki harkat ( siyah mom btyon ke zareya ishara ) mein shaamil ho sakta hai

    Understanding a Bullish Harami;
    Aik taizi harami aik candle caught chart indicator hai jo batata hai ke mandi ka rujhan khatam ho raha hai. Kuch sarmaya automobile taizi ke harami ko aik achi alamat ke tor par dekh satke hain ke inhen kisi asasay par lambi role mein daakhil hona chahiye.
    Candlestick chart aik qisam ka chart hai jo safety ki karkardagi ko track karne ke liye istemaal kya jata hai, jis ka naam chart mein dekhaya gaya mustateel shakal ke liye rakha gaya hai, jis mein oopar aur neechay se lakerain phaily hui hain, jo mother batii aur VICKS se mushabihat rakhti hain. Aik candle caught chart aam tor par aik din ke inventory ki qeemat ke information ki numaindagi karta hai, Bashmole iftitahi qeemat, ikhtitami qeemat, ziyada qeemat, aur kam qeemat
    Click image for larger version

Name:	download (18).png
Views:	4
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12512965

    Opar wala chart taizi se harami ko zahir karta hai. Pehli do siyah mother batian asasa mein do din ke neechay ki taraf rujhan ki nishandahi karti hain, aur safaid mother batii teesray din qadray oopar ki taraf rujhan ki numaindagi karti hai, jo pichli mother batii ke jism mein mukammal tor par mojood hai is taizi harami ko dekhnay walay sarmaya vehicle is khaka se hosla afzai kar satke hain, kyunkay yeh market mein tabdeeli ka ishara day sakta hai

    Further Information;
    Jab ke taizi harami aur is ke hum mansab, bearish harami, qeematon ke rujhan saazi ki simt mein anay walay ulat phair ki pishin goi karne ka kaam karte hain, candle stuck chart ka tajzia mustaqbil ke rujhanaat ki pishin goi karne ke liye namonon ki aik wasee variety paish karta hai blush aur bearish harami muthi bhar bunyadi candle stuck patteren mein shaamil hain, Bashmole blush aur bearish crosis, night stars, growing three, aur engulfing patteren. Aik gehra tajzia mazeed jadeed mom batii ke namonon ka istemaal karte hue baseerat faraham karta hai, Bashmole jazeeray ka ultana, hook reversal aur kosan ya teenager gapes patteren
    Click image for larger version

Name:	download (19).png
Views:	19
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12512966
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Harami Candelstick Pattern

    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share ki hai hai aur Hamare knowledge ko increase Kiya Hai forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen ismein proper knowledge or experience Hona chahie Jo members acche experience ke sath aur acchi knowledge ke sath kam karte hain vah is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye hamen bhi Koshish Karna Hogi ki Ham is market Mein acche experience ke sath kam Karen aaj main aapko bullish Harami candlestick pattern ke related information share karungi Jisko aap acche se samajhkar trading Mein Achcha result Hasil kar sakte hain.

    BULLISH HARAMI PATTERN:

    Dear forex market mein aapko different candlestick pattern Mil Rahe hote hain agar aap ine ko acche tarike se understand kar lete hain to aap is market Mein Achcha profit bana sakte hain. Bullish Harami pattern ki Kuchh details aapse share karungi ya Ek candlestick pattern hai jo is baat ki nishandehi Karta Hai Kisi asaasa market mein Main Mandi ka vajan tabdeel ho sakta hai yah indicator ki madad se bahut jyada Ham profit banaa sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	bullish-harami-pattern_body_BullishHaramiCross.png
Views:	22
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12376207

    IDENTIFICATION OF BULLISH HARAMI PATTREN:

    Dear forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aap ko buying and selling karte hue Hamara relation candlestick se hota hai agar in candlestick ki Hamen samajh Ho To Ham apni boy and seling Behtar kar sakte hain isliye iski aaj ki post Mein Ham Ek virtual candlestick pattern Jo ke Harami kendstick pattern kahlata hai use eliminat se explain Karenge,

    Dear participant yah Ek reversal sample Hai matlab yah reversal hone ki Nishan Dahi karta hai aur ise Ham Agar acche se indentify Karte Hain To Hamen is bar kit mein bahut jyada advantages available hote hain isliye Hamen is market Mein Jab kam karna Hota Hai To Ham ismein acchi planning Karke kam kar rahe Hote Hain ismein Jo S candle banti hai Jaisa ke s friend hote hain bullish aur bearish se Ham bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain

    CONCLUSION:

    Dear member forex market Jab aap kam Karte HainTo is main aapko different tarike se analysis Karke trading karna hoti hai.agar aap market Mein fundamental sentimental aur technical analysis per completely study karte hain to aapko maximum advantages available hote hain aapko Hamesha market Mein analysis Karke trading karna Hogi jitne acche tarike se aap market Mein analysis karte hain. aur Market Mein proper time Dete Hain To aapko is market mein bahut jyada profit Mil Jata Hai aapko market Mein showing hai aur swimming log per proper study karna hi chahie Jab aap is mein proper study karte hain aur showing Lo aur Sewing Hai ka trend banta hai to ismein aapko yah pata chal jata hai ki market Mein trade ban rahi hai to aap is Mein acchi tarike se earning kar sakte hain isliye aapko market main proper judgement karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	Harami-Candlestick-Pattern.png
Views:	5
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12376208
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Bullish Harami Candelstick Pattern

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Bullish Harami Candlestick Pattern


      Bullish harami candlestick pattern chart pattern par dk candles se zahir hota hai, jiss main prices k bottom ya bearish trend ko bullish trend reversal pattern main tabdeel kia jata hai. Financial market main prices action ko aik leading indicator k tawar par istemal kia jata hai, q k ye pehle se trend reversal ya trend continuation ka signal de deta hai. Trend reversal main aksar bohut sare pattern do candles par mushtamil hote hen, jo k dosre technical indicators k muqabele main short term k traders ko bohut reliable information deta hai. Bullish harami candlestick pattern price chart par buyers k taqat aur market par control ka indication deta hai, jo k aik bullish trend reversal leading indicator ka kaam karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (466).jpeg
Views:	11
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12376239

      Candles Formation


      Price chart par two days indicator main pehli candle aksar market k pehle trend ko zahir karti hai, jab k dosri candle trend reversal ka kaam karti hai. Bullish harami candlestick pattern main bhi pehli candle market k sabeqa trend k mutabiq hoti hai, jab dosri candle hi prices k trend reversal k leye jani jati hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (1605).png
Views:	1
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12376240

      1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli aik bearish candle hoti hai, jo k sabeqa bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle aik normal real body main hoti hai, jo k black ya red color main banti hai. Candle ka close open prices k bottom par hota hai, jab k candle k shadow ka hona ya na hona zarori nahi nahi hai.

      2. Second Candle: Bullish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle ki nisbat small real body main hoti hai. Ye candle aik bullish candle hone k sath sath open aur close pehli bearish candle ki real body main hoti hai. Candle ka open close se above hona chaheye, jab k shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai, lekin open aur close pehli candle k high aur low prices se above ya below nahi hona chaheye.

      Explanation

      Bullish harami candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern low prices area ya bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai. Bearish candle aik long real body main hoti hai, jiss ka close price open price se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k real body main pehli candle se small hoti hai. Bullish candle ka open aur close dono point pehli candle k andar hota hai. Jiss se ye pattern "Bearish Engulfing Pattern" ka opposite shape ban jata hai. Dosri candle ka open aur close lazmi pehli candle k high uar low prices se kam hona chaheye, q k ye candle prices main bearish trend ka khatma karti hai, jo k bullish trend reversal ka sabab banti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1604).png
Views:	8
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12376241

      Trading

      Bullish harami candlestick pattern par trading k leye zarori hai, k ye pattern long timeframes main hona chaheye. Pattern ka bottom ya bearish trend main hona zarori hai, jiss k baad aik confirmation candle ki zarorat hogi market main buy trade ki entry karne k leye. Confirmation candle ka bullish candle hona chaheye, jab k ye candle lazmi dosri candle k top par close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se ye pattern invalid ho jata hai, jo k buy entry k leye riski ho jata hai. CCI indicator, RSI indicator aur Stochastic oscillator par value oversold zone hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom ya pehli candle k close price se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (1603).png
Views:	46
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12376238

      اب آن لائن

      Working...
      X