Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.
    Introduction:

    Dear friends!
    Forex trading main technical analysis buht zarori hai. Tab hi trading Mein successful ho sakte hain. Technical analysis karny k liye candlestick aur chart pattern ap ki buht help krty hain. In candlesticks main, bearish belt hold candlestick, aik buht important pattern hai. Ager ap is candlestick ko apny technical analysis main include kr laity hain to ap ko buht advantage milta hai. Aaj main ap say bearish belt hold candlestick pattern ka knowledge share krna chata hoon. Agar aap is analysis ko apni learning Mein shamil karenge to aap bhi forex trading per acchi trade kar sakenge. Bearish Belt Hold Chart pattern aik bahut important candlestick hai. Yah aik trend reversal pattern hai. Yah aik strong uptrend k bad resistance level per banta hai. Jab kisi trend main resistance level per yah candle banti hai to is ka matlb hota hai k uptrend khtum hony wala hai aur downtrend start hony wala hai. Is candlestick ko identify krna buht asan hai. Agar aap chat par dekhen to aap isko easily identify kar sakte hain.


    Identification:


    Dear members, agar aap chart ko dekhen to isko attendify karna bahut aasan hota hai. Is ki candle strong bearish hoti hai. Jis ki upside pay wick ni hoti aur downside pay wick bilkul na hony k barber hoti hai.


    Trading with bearish hold candlestick pattern:


    Is candlestick ko daikhny k bad ap ko sell ki trade lagana chaiy kiyon k ye market main jab yah candlestick banti hai to yah show krti hai k market main uptrend khtum hony wala hai aur downtrend start hony wala hai. Ager ap ko yah candlestick kisi resistance level, ya Fibbonacci level per mily to yah buht powerful signal hota hai. Ik professional trader apna analyses complete karne ke bad hi trade karta hai hai tab hi wo successful hota hai.


    Explanation on the chart:


    Dear members, main ap k sat chart share kr raha hoon. Bearish Belt Hold Candlestick Pattern ko identify kr k ap boht achi trade kr sakte hain. Ye trading main boht helpful ho gi Is say ap mazeed asani k sath is pattern ko samjh sakty hain.


    Click image for larger version

Name:	111.png
Views:	1
Size:	69.0 کلوبائٹ
ID:	12512932

    Click image for larger version

Name:	222.png
Views:	2
Size:	268.7 کلوبائٹ
ID:	12512934

    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern


    Bearish belt-hold line candlestick pattern se traders is se sell trade ki inverse direction me movement ka ishara lete hen. Ye pattren bohut hi ziada bante hen aur is ko sahi mano me samajhne ki bohut hi ziada zarorat hai. Bearish belt-hold line pattern hamen strongly ishara deti hai k ab se trend uptrend k leye inverse hoga. Aam tawar par ye pattren do dino k darmeyane hese me ziada bante hen jab market ki movement normal up down ho rahi hoti hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, bullish candle aik normal real body wali white candle hoti hai. Bullish candle k baad aik strong bearish candle prices k top par gap main open (bagher lower shadow or wick k) ho kar ussi k real body k darmeyan se thora sa nechay close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (738).png
Views:	29
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12416474

    Candles Formation


    Bearish belt-hold line pattern pehli din ki candle aik bullish candle hoti hai, lekin dosre din ki candle bearish candle k close prices par hone ki bajaye top gap main open ho kar ussi k real body main close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images (2) (342).jpeg
Views:	30
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12416475

    1. First Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle white ya green color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali strong bearish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k top par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se below hoti hai. Bearish candle k upper side shadow ya wick nahi hota hai, issi waja se ye aik strong bearish trend reversal ka sabab banti hai.

    Explanation

    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices main aksar do dino k darmeyan main banta hai, jiss se market ki downtrend jane ka ishara melta hai. Pattern ki pehli candle k baad dosri candle ussi k closing price par open hone ki bajaye top gap main open ho kar midpoint se nechay close hoti hai. Normal ye pattern ziada tadad main bante hen, lekin top prices ya bullish trend main banne par ye prices ko bearish trend reversal main badale par majbor karti hai. Pattern ki pehli candle shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai, jab k dosri candle k upper side ya open side par shadow ya wick nahi hona chaheye. Pattern main dono candles aik dosre k opposite direction main open hote, jab k dosri candle pehli candle k midpoint se below aur open price se pehle close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (737).png
Views:	38
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12416476

    Trading

    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices main traders k leye bearish trend ki indication deta hai, jiss par sell ki entry ki jati hai. Pattern k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Ye candle real body main bearish honi chaheye, jo k dosri candle k bottom main ban jati hai. Pattern k baad bullish candle banne se pattern trading invalid ho jayega, jab k CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main honi chaheye. Pattern ziada reliable na hone ki waja se stop loss ka istemal zarrori hai. Pattern ka Stop Loss dosri candle k top ya open price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (343).jpeg
Views:	11
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12416477
    • #3 Collapse

      Re: Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.

      assalium o alekum

      dear forex member
      umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work complete kry hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti hai jitni achi or knowledge hga itna hi Ham acha bounce hasil kr skty hai r profit hasil kr skty hai chlty h aj k topic ki

      What is bearish belt hold ?

      bearish belt hold aik candle stuck patteren hai jo uopar ki taraf rujhan ke douran bantaa hai. patteren mein yahi hota hai :
      Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	10
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12416643

      1 taizi ki tijarat ke baad, aik mandi ya black candle stick hoti hai .

      2 iftitahi qeemat, jo din ke liye buland ho jati hai, pichlle din ke band honay se ziyada hai .

      3 stock ki qeemat din bhar girty rehti hai, jis ke nateejay mein aik lambi siyah shama daan banti hai jis mein aik chhota sa nichala saya hota hai aur uopri saya nahi hota hai .


      bearish belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai .


      bearish belt hold explaind

      bearish belt hold aik aisa namona hai jo aksar sarmaya car ke jazbaat mein taizi se mandi ki taraf ishara karta hai. taham, bearish belt hold ko ziyada kabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai. candle stuck charting ke kisi bhi dosray tareeqay ki terhan, rujhanaat ke baray mein pishin goi karte waqt do din se ziyada trading par ghhor kya jana chahiye .

      Click image for larger version

Name:	222.png
Views:	2
Size:	268.7 کلوبائٹ
ID:	12416644
      understand bearish belt hold

      bearish belt holds ko talaash karna nisbatan aasaan hai lekin is ki tasdeeq zaroori hai —yani un adwaar ko dekhna jo din ke doraniye se agay barhatay hain. pichlle dinon ki mom batian wazeh tor par oopri rujhan mein honi chahiye, is baat ki tasdeeq karte huye ke jazbaat badal gaye hain. signal ki durustagi ki tasdeeq karne mein madad karne ke liye, yeh zaroori hai ke candle stick lambi ho, isi terhan aglay session ki candle stick bhi bearish honi chahiye .

      beariah belt hold example


      t-mobile ke stak mein 2018 ke aakhri hissay aur 2019 ke awail mein izafah dekhnay mein aaya. is taizi ka silsila saal ke aaghaz mein bearish belt hold ke sath khatam sun-hwa. belon ke zareya t-mobile ke stak ka control bearish candle stuck ke sath hil par laya gaya. candle stuck aik bearish belt hold saabit hui jis mein amli tor par koi oopri saya nahi aur nechay ka chhota sa saya hai. aik aur surkh ( neechay ki taraf ) candle ka izafah batata hai ke neechay ka rujhan kaam mein ho sakta ha
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	5
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12416645
      • #4 Collapse

        Re: Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.

        Belt Hold



        Belt hold pattern Ek Aisa pattern Hai jismein Ham Dekhte Hain Jo yah market ki price hoti hai jo iski movement hoti Momentum Hote different Kishan ki formation Mein unique candlestick pattern use Kiya Jata Hai yah single candlestick hota hai jo offer Karta Hai Ek signal ko current market ki direction ke upar Ham simply 9 Kare To Ham identify Karte yah pattern Jo Hamare liye Nahin Hota Hamen isko full study karna chahie identify karna chahie ki belt hold candlestick pattern kya hai Iske advantage Ham Kaise Le Sakte practical price action Mein kaise hota hai strategy aur trade Mein Ham simple candlestick pattern Mein Dekhe to chat ko Ham Kaise analyse kar sakte hain

        Belt Hold candlestick pattern is a single candle pattern.
        • Reversal Pattern

        Click image for larger version

Name:	BearishBeltHoldCandlestickDiagram.jpg
Views:	11
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12416685

        Bearish Belt Hold



        Bearish belt hold candlestick pattern mein agar Ham opening price Ko Dekhe to yah iska Koi upper Shadow Nahin Hota market Ek without direction came off Katti Hai ismein Baarish Ham hold Karti Hain Ham may simply market Ko Dekhe to ismein candlestick Masti Bholi honi chahie jo ki Hamen close karte hain Amit ki body ki previous action ke sath Itni Ham shape Karte Hain Ki yah bottom aur top ke significant Mein belt hole Kaise work Karta Hai iske sath sath Ham considered Karte Hain Ki Ham Jo pattern edit karte hain significance Li Ham usko find out Gale daily time frame ke upar Ham Akole present Kare session Ke Sath Jo ki Munh Karen market ki direction ko market ki movement ko Usi pattern ke mutabik Ek acchi trade lene ke liye Hamen market ko analyse karna padta hai market ke bare mein kachra knowledge Hona chahie

        ESSENTIAL CONDITIONS

        Bearish belt hold candlestick pattern is Baton Mein Ham initially Dekhe to ismein koi bhi hire opening price Nahin Hoti belt hold candlestick Ek Barish Hoti Hai ismein previous candle jo hoti hai vah bullish honi chahie

        OPTIONAL CONDITIONS

        Bearish belt hold candlestick pattern is mai Hum Dekhe to candlestick close Hoti Hai body keep TVS candlestick per Ham belt hold candlestick Ke Dekhe to yah Ek should be near Hona chahie log ke Jim matlab ke l lower Shadow Hona chahie further Ham Yahan per Ko Dekhe Jo Jab Bhi open higher than ho hi of previous candlestick yah Saddam Jo point hote hain indicate karte hain understand karte hain price ko Uske behaviour ko Ham design Karti Hain different strategies ko aur sath Nahin isko Foundation ke sath price action price Mein Ham Kuchh market ke experience ko dekhte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.

          market ki price hoti hai jo iski movement hoti Momentum Hote different Kishan ki formation Mein unique candlestick pattern use Kiya Jata Hai yah single candlestick hota hai jo offer Karta Hai Ek signal ko current market ki direction ke upar Ham simply 9 Kare To Ham identify Karte yah pattern Jo Hamare liye Nahin Hota Hamen isko full study karna chahie identify karna chahie ki belt hold candlestick pattern kya hai Iske advantage Ham Kaise Le Sakte practical price action Mein kaise hota hai strategy aur trade Mein Ham simple candlestick pattern Mein Dekhe to chat ko Ham Kaise analyse kar sakte hain

          Belt Hold candlestick pattern is a single candle pattern.

          • Reversal Pattern


          body keep TVS candlestick per Ham belt hold candlestick Ke Dekhe to yah Ek should be near Hona chahie log ke Jim matlab ke l lower Shadow Hona chahie further Ham Yahan per Ko Dekhe Jo Jab Bhi open higher than ho hi of previous candlestick yah Saddam Jo point hote hain indicate karte hain understand karte hain price ko Uske behaviour ko Ham design Karti Hain different strategies ko aur sath Nahin isko Foundation ke sath price action price Mein Ham Kuchh market ke experience ko dekhte haiapna work complete kry hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti hai jitni achi or knowledge hga itna hi Ham acha bounce hasil kr skty hai r profit hasil kr skty hai chlty h aj k topic ki

          What is bearish belt hold ?

          bearish belt hold aik candle stuck patteren hai jo uopar ki taraf rujhan ke douran bantaa hai. patteren mein yahi hota hai :


          1 taizi ki tijarat ke baad, aik mandi ya black candle stick hoti hai .

          2 iftitahi qeemat, jo din ke liye buland ho jati hai, pichlle din ke band honay se ziyada hai .

          3 stock ki qeemat din bhar girty rehti hai, jis ke nateejay mein aik lambi siyah shama daan banti hai jis mein aik chhota sa nichala saya hota hai aur uopri saya nahi hota hai .


          bearish belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai .


          bearish belt hold explaind

          bearish belt hold aik aisa namona hai jo aksar sarmaya car ke jazbaat mein taizi se mandi ki taraf ishara karta hai. taham, bearish belt hold ko ziyada kabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai. candle stuck charting ke kisi bhi dosray tareeqay ki terhan, rujhanaat ke baray mein pishin goi karte waqt do din se ziyada trading par ghhor kya jana chahiye .

          understand bearish belt hold

          bearish belt holds ko talaash karna nisbatan aasaan hai lekin is ki tasdeeq zaroori hai —yani un adwaar ko dekhna jo din ke doraniye se agay barhatay hain. pichlle dinon ki mom batian wazeh tor par oopri rujhan mein honi chahiye, is baat ki tasdeeq karte huye ke jazbaat badal gaye hain. signal ki durustagi ki tasdeeq karne mein madad karne ke liye, yeh zaroori hai ke candle stick lambi ho, isi terhan aglay session ki candle stick bhi bearish honi chahiye .

          beariah belt hold example


          t-mobile ke stak mein 2018 ke aakhri hissay aur 2019 ke awail mein izafah dekhnay mein aaya. is taizi ka silsila saal ke aaghaz mein bearish belt hold ke sath khatam sun-hwa. belon ke zareya t-mobile ke stak ka control bearish candle stuck ke sath hil par laya gaya. candle stuck aik bearish belt hold saabit hui jis mein amli tor par koi oopri saya nahi aur nechay ka chhota sa saya hai. aik aur surkh ( neechay ki taraf ) candle ka izafah batata hai
          Belt Hold candlestick pattern is a single candle pattern.

          • Reversal Pattern



          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading with Bearish belt hold candlestick chart pattern.

            Dear member forex mein kamyabi hasil karna chahtey hein tu forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain aj hum forex market mein bearish belthold candlestick pattern ke barey mein maloomat hasil kartey hain.
            BEARISH BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN
            dear member yeh aik important candlestick chart pattern hai jo mostly forex market mein price action ke decline hone per banta hai.dear yeh aik bullish reverse pattern hai jo mostly long black candle per mushtamil hota hai aur yeh pattern market mein recistance ki vaja se banta hai.dear member es pattern ke start mein aik bullish candle hoti hai aur baad mein recistance ki vaja se aik black candle banti hai jo bearish candle bhe kehlati hai es candle ki real body high wick aur lower shadow hota hai aur small shadow hota hai es candle ka koi upper shadow nhi hota tu yeh pattern strong bearish pattern ko represent karta hai.
            TRADING WITH BEARISH BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN
            dear member jis tarah hum read kar chukey hain keh es pattern mein aik strong bearish candle with real body aur small lower shadow ke hoti hai tu yeh strong bearish pattern ko represent karta hai lakin yeh pattern zyada reliable nhi hai.es pattern mein suddenly prices decline hoti hain jiski vaja se market reverse pattern mein jaati hai lakin yeh risky bhe hai agr market small time period ke liye jaati hai aur prices tabhi decline hongi jub previous day ki prices uptrend mein hon.dear member apko apni trade open kartey waqt bahut ehtiyat se kaam lena hoga aur soch samajh kar apni trade ko open karna hoga.

            اب آن لائن

            Working...
            X