INTRODUCTION
Dosto kamyab trading ke liye bohat se ayse candle sticks ko market se munafe ke liye choose kya gaya hay jin ko market chart se identify karke aik trader acha munafa hasil kar sakta hay is liye lazmi hay ke hamain un candle stick patterns ke bare main malomat hona zarore hain to dosto jis candle stick pattern ke bare main hum bat karne wale hain us ko hammer candlestick pattern kaha jata hay to aaye dosto is ko tafslle ke sath jante hain
WHAT IS HAMMER CHART PATTERN
dosto aab sawal aata hay ke hammer candlestick chart pattern hota kya hay to dosto hammer aik aysa pattern hota hay jis ko japanes ne is ka nam aik hammer yani aik hattore ke uper rakha hay or yah aik trend reversal candlestick consider kya jata hay
IDENTIFICATION OF THIS PATTERN
Dosto aab bari aaye hay ke chart main hammer ko kis tarah identify kya jai to dosto simple hay ke jab bhe chart main aap ko aik ayse candle dakhai jos ke body small jab ke us ke lower wick body ke mukable 2% yah us bhe lambi ho or downtrend main bane ho to he us ko aap hammer man sakte hain ham dosto aik bat aur ke hamar ke jo uper shadow ho ge woh yato bilkul thore se yah bilkul bhe nahe hoge
HOW TO TRADE WITH HAMMER PATTERN
Dosto uper hamne jana ke hammer kya hota hay or is ko chart main kis tara identify kya jata hay aab jante hain ke hamain hammer ke sath kistarah tradi g karne hay
dosto jab bhe aap ko down chart main aik ayse candle mil jai jis ko aap har angle se hammer kah sakte jon to is main aap lo is yah dakhna hay ke jab price hammer candle ke high ko cross karle to aap market main intre lay sakte hain or jab tak aap ko koi aysa sign na mil jay jo trend reversal ho tab tak aap market main stay kar sakte hain
STOP LOSS
Dosto trading ke doran har trader ke liye lazim hay ke aapne trade ko mahfooz banane ke liye stop loss ka istamal zarore kare is he tarah se jab aap hammer ke sath khredari karte hain to aap ko intre ke foran bad hammer ke low ke neche ka stop loss lagana chahye trade profit main jane ke bad agar chahain to traling stop ka use bhe kya ja sakta hay jis ke zarye aap aapne profit ko mazeed increes kar sakte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим