Introduction
Asslam.o.Aliakum.!
han ji dosto umeed hai ap sab kheriyat se hon gy dosto aj ham jis topic py bat krne wale hain us topic ka naam hai (Dark Cloud Cover Candlestick Pattern) umeed krta hn dosto is topic se apko kafi help mile gi apki knowledge increase ho gi qk achi trading krne k liye patters pr study krna zarori hai.
Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:
han ji dosto dark cloud cover Candlestick pattern ik bearish trend reversal pattern hai jo k prices k top par ya phr bullish trend main banta hai ye pattern bullish trend khatam hone ki nishandahi krta hai dart cloud cover Candlestick pattern 2 days ki candles pr mushtamil pattern hai jis main pehle ik long real body wali bullish candle hoti hai iske k bad second candle long real body wali bearish candle banti hai jo k first candle k darmiyan main aa k close hoti hai second candle dosto ik to bearish signal deti hai dusra ye uptrend ko khatam krti hai jus k bad prices bearish trend main ana shuru ho jati hain.Name:
Candles Formation:
han ji dosto dark cloud cover pattern ik bearish trend reversal pattern gai jo k uptrend k bad banta hai ye pattern dosto 2 candles k banne se complete hota hai to iske liye candles ki darja zel format honi chahiye.
First Candle:
han ji dosto bearish dark cloud cover main pehle din ki ik long real body wali green/white candle banti hai jo prices k uptrend ki tarjumani krti hai dosto ye candle normal size aur bullish trend k mutabiq banti hai.
Second Candle:
han ji dosto bearish dark cloud cover pattern main dusre din ki candle ik red/black candle banti hai jo k first candle k darmiyan main ya thora first candle ki opning k taqreban barabar he close hoti hai aur dosto second day ki candle first day ki candle se upper gap main hoti hai.Name:
Explanation:
han ji dosto dark cloud cover pattern bearish meeting line pattern se milta julta pattern hai jo same bullish trend ko bearish trend main reverse kya jata hai dosto ye pattern normal 2 days ki candles pr mushtamil hota hai jis main first day ki candle bullish candle hoti hai jo k prices ki uptrend ki nishan dahi krti hai ye candle size aur formation main normal long real body wali bullish candle hoti hai but second day ki candle ik long real body wali bearish candle hoti hai jo k open to first day ki candle se upper gap hoti hai lakin close bullish candle k darmiyan ya darmiyan se thora lower main hoti hai second day ki candle dosto ik to bearish signal deti hai dusra ye bullish trend ya uptrend k khatam hone ki waja b banti hai.
Trading With Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:
han ji dosto dark cloud cover pattern par trading krne ka tareeqa kar b bearish meeting line pattern jesa hai jis pr market main sell ki entry ki jati hai pattern ki confirmation krne k liye dosto pehle market ko read kr lain market ya to uptrend main honi chahiye ya phr prices top pr honi chahiye pattern ki pehli candle normal real body wali bullish candle hoti hai aur dusre din ki candle normal body wali bearish candle hoti hai dark cloud cover pattern main dusre din ki candle ki formation boht zarori hai ik to ye gap main pehle din ki candle se upper side main honi chahiye aur dusra ye k candle close first candle k darmiyan ya thora darmiyan se lower main honi chahiye iake bad jab 3rd candle b bearish bane to confirmation ho jati hai k ab market ka trend reversal hone wala hai aur hamain yahan se sell ki trade active kr leni chahiye aur is main hamara stoploss pattern ki second bearish candle ki opening se thora upar place hona chahiye aur hamara take profit agli support level ya phr apni mrzi se kahen pr b place kr sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим