Fibonacci indecator in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci indecator in fore x trading

    AOA

    INTRODUCATION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aap apna Forex trading Mein acchi earning bhi kar hasil rahe Honge acchi earning ke liye zarore hai ki hamare pass Acha knowledge or experience Ho aur Har ham har lamha trading Forex trading market ki information rakhte ho aur Duniya ke halat per Najar rakhte ho aur difference indecator Hamen use karna aata hun aur ham best analyst Hun To Ham aur zada best trading karte hue Achcha profit Hasil kar sakte hain aur yah cheez Usi Waqt Hasil hoti hain Jab ham mehnat karte hain aur Inko sikhane aur samajhne ki koshish Karte Hain isiliye main aapse aur Bar Bar karta hun ki aap apne knowledge or experience ko improve Karte Rahen aap acchi analyst Bane Achcha strong analysis karne ke bad hi apni trade open karen to aise trade achha profit deti Hain different tools use Karen unko sikhen aur samjhe aur jab aap analysis Karen To Duniya ke halat abhi Najar rakhna Hamen Pata honi chahie Kyunki ine se market price per bahut zada effect Hota Hai for example aajkal Russis aur ukrain Halat Jung Mein Hai jinki vajah se market bahut zada volatiyed hyi aur Iske ke halat mein trading ko bahut Soch Samajh Kar karna chahie aaj ki post topic Fiboncci indector Ham iske help sey Kaise apne trade main use Karke usko profitable bana sakte hain Aaj Iske bare main Apna knowledge aapse share karna chahta hun


    Fibonacci indecator

    HOW TO WORK FIBONCCI INDECATOR

    Agr ham isko nature ma dekhta hain to ya hma seas hell ma nazr aye ga , flower petal branch of tree main Working of fibonnaci retracement
    (0+1+2+3+5+8+13+21+34+55+89+144+233+377) jasa k ya ap dekh rha ha number hamna ek number ko dusra ma add kiya ha or hamara pas ya sequence agya ha ab jasa haman koi bi num find krna ha suppose krein ham
    34 find krna ha ham 34/34 than /21 krein ga hamara pas sequence ajae gi jasa ka
    34/34=1
    21/34=0.618
    13/34=0.236
    55/34=1.618
    89/34=2.618

    How to work fibonacci indecator




    FIBONACCI RETRACEMENTZ

    Fibonacci Support or resistance fibonacci levels ki reading py hai confirm ki jati hy. Fibonacci ky level 38.2% or 61.8%ko mainly support aor resistance ky leay use kia jata hy or yehi traders ko direct krty hain ky main trend py new position ko open kia ja skta hy

    Fibonacci retracement




    FIBONACCI INDECATOR SUPPORT & RESISTANCE LEVELS

    Fibonacci Support or resistance fibonacci levels ki reading py hy confirm ki jati hai. Fibonacci ky level 38.2% or 61.8% ko support or resistance ky leay use kia jata hy or yehi traders ko direct krty hain ky main trend py new position ko open kia ja skta hy
    Fibonacci Sequence aik numbers ki series hai jis ma agly number ko jama karen to next do preceding numbers show ho jatyhain. in ki misal yeh hai, 0, 1, 1, 2, 3, 5, 8. 13, 21, 34, 55, 89, 144 and so on isi trah yeh sequence indefinitely chalta rehta hai.fibonacci retaracemnet ka tool lana ha or apply krna ha down trend to up ab hama pata chala ga price kitna retrace hui ha retracemnet kak matlab price kitna opposite direction ma move hui ha or isi tarah
    retracemnet apko btati jati ha k apki price ki kitni fibonacci number pa retrace hui ha 0.00 ,0.236, 0.618, 0.382, 0.5, 0.786, 100 and so on


    Support & resistance levels

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci indecator in fore x trading

    Introduction

    Friends
    Fibonacci Tool ko Hamesha higher time frame per use karna chahie tab hi achy Results milty hain analysis jab ap lety hain market ke tu kafi Assani rehti hai agar ap Forex ke Chart main Lines Draw kar lain tu Fibonacci se aapko bahut achi performance mill sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	grade3-fibonacci-retracement-uptrend-end2-3.png
Views:	7
Size:	101.1 کلوبائٹ
ID:	12375831
    What is Fibonacci Tool

    Fibonacci mein basically hum nay Bearish or Bullish trend par fibonacci tool use Karna hota hai to is ke lye hum down point say up point par aur up point se down point par fibonacci line draw karain gay yeh jo dotted line hain is par app double click karke bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to aap isko sahi kar sakty hain hum is ko daily time frame aur H4 par bhi use kar saktay hain bullish market may sab say neeche wali most recent candle say draw karna shuru karain gay aur oper ki side par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gy isi tarha Bearish mein apko lines uper se down lines Draw karni hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	0_6J-juQfMw2oYzl6x.png
Views:	3
Size:	55.1 کلوبائٹ
ID:	12375832
    How to analyse
    Fibonacci

    Fibonacci mein 2 cheezay dekhi jati hain aik extension aur dusra retracement agar extension hua hay aur market 0% say oper ho gai hai tu is ka matlab yeh hay ke agar hum monthly time frame par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga aur hum is se indication lay kar price level ko judge karty hue aik achi entry market mein lay sakty hain.


    How to Draw Fibonacci retracements


    Fibonacci retracements ko draw karnay k liay hmain price range ma 2 extreme points pick karne hotay hain jaise high point aur low point, is tarah uptrend ma low point 1 ya 100% hota ha aur high point 0% aur downtrend ma 0% low point jb k 1 ya 100% high point hota ha, fibonacci retracement tool overall prices k trends ko bachnay k liye useful nhi hotay bl k large trends reversal ma support and resistance levels ko predict karnay k liay mufeed hain, traders inko entry point k liay ya stop loss levels aur take profit levels ko bachnay k liye use karte hain.

    Click image for larger version

Name:	Fib602x345.png
Views:	20
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12375833
    Percentage of fibonacci retracement

    Fibonacci retracement ma ik fix percentage hoti hai jis ma trader ko market ki movement sy ye andaza lagana hota hai k market agr es percentage sy zayada retrace kar gae to iska matlab ye samjha jae ga k market ab wapas main trend ma ni jaye gi balkt ye main trend k against move karna start ho jae gi or ham ye keh sakty hain k market reversal ki taraf jaane lagi hai or trader ko es side pae trade karny ko prefer karna chahe. Hence ham ye keh sakty hain k retracement indicator ki help sy ham market ko samajhne ma kamyab ho sakta hai or es base par profit hasil kar sakty hain

    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci indecator in fore x trading

      market ki movement sy ye andaza lagana hota hai k market agr es percentage sy zayada retace kar age to iska matlabye samjha jae ga ka market ab wapas main trend me ni
      jaye gi balkt ye trend k against move karna start ho jae gi ham ye keh sakty hain k market reversal ki traraf lagi hai or trader ko es side pae trade karny prefer karna chahe.
      hence ham ye keh sakty hain k retracement ki help ham market ko samajhen me kamyab ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci indecator in fore x trading

        Fibonacci Retracement



        Fibonacci ratio dar-asal tadad ki aik series hai, jo neutral qeemato me izafay ko bayan karne me madad deti hai. Ye number aik riazidan (mathematician) Leonardo Fibonacci ne daryaft keye they. Fibonacci ratio k pechay basic maqsad ye hai k is ka istemal qeematon k support aur resistance level ko malom karne k leye kia jaye. Fibonacci ratio k zarye se un levels ya position ki nishandahi ki jaye jo traders k leye munafay ka bahis banti hai.
        Jab market me qeematen aik trend k hisab se chal rahi hoti hai aur Fibonacci ratio bhi market ka sath de rahi ho to us sorat me qeematon ko tasalsul se chalne deya jaye. Trader trading plateforme software ki madad se Fibonacci Retracement k levels ka hisab laga sakta hai, jis se trader ko andaza ho jata hai k us ko kis level par apna munafa kamane ki zarorat hai. Forex trading me ziada tar traders apne technical analysis me Fibonacci Retracement levels par inhisar karti hai. Fibonacci retracement dar-asal pora aik forex trading ka package hai jis se trading analysis me madad li ja sakti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (1558).png
Views:	36
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12376042

        Fabonacci Retracement ki Aham Nukaat:


        Fabonacci retracement technical analysis me humen qeematon k support aur resistance ko malom karke trading k dowran take profit aur stop loss ki entry asani se kar sakte hen.
        Fabonacci retracement har tarah k timeframe me istemal kia ja sakta hai, yani short term traders bhi same faida hasil kar sakta hai, jo long term k traders lete hen.
        Fabonacci retracement ka samjhna aur is pe trading karna sab se asan hai, q k is pattern ki values ki calculation pehle se ho chuki hoti hai.

        Fabonacci Retracement ki Tafseel


        Fabonacci retracement ya levels ko hum wese bayan nahi kar sakte, is k leye zaroei hai k misal se wazahat karen. Mandarja-zel misal se wazih hota hai k fabonacci retracement ka concept kis tarah istemal kia jata hai. USD/CAD currency jore ka daily chart nechay deya gaya hai, chart ko dekhte howe andaza ho sakta hai k kam changes 0.9799 aur zida badlao 1.0313 par hai.

        Click image for larger version

Name:	images (443).jpeg
Views:	2
Size:	46.3 کلوبائٹ
ID:	12376043

        Chart k mutabiq USD/CAD ki darja-zel levels hen:

        1.0116 (0.382 or 38.20%)
        1.0056 (0.500 or 50.00%)
        0.9996 (0.618 or 61.80%)


        USD/CAD k Mandarja-bala chart bullish trend par hai lekin currency jore ne nechay (downward) side pe movement shoro ki hai q k 1.0313 currency jore ki peak point hai. Traders is intezar me hai k currency jore ki ye qeematen fabonacci retracement k 0.382 (38.20%) par ruk jati hai to wo is pe apna reaction dengay. Aur jab bhi qeematen fabonacci retracement k 0.382 (38.20%) par pohunch jayegi to wo aik long-term trade (buy) open karengay, jahan se un ko bara munafa mel sakta hai. Aam tawar par qeematen in levels me se kisi aik par ruk jayegi, q k ferokht (sell) k orders qeematon k leye kafi madad peda karti hai. Agar volatility ki waja se qeematen fabonacci retracement k 0.382 (38.20%) k level ko thorne (break karne) me kamyab ho jati hai, pher traders 0.50 (50.00%) k level ka intezar karengay k aya ye level breakout hota hai k nahi. Agar nahi to traders yahan pe market me lambi entry le sakte hen, warna breakout ki sorat me un ko fabonacci retracement k agle 0.618 (61.80%) tak intezar karna parega, aur agar wo bhi breakout hota hai to ye market mazeed nechay jayegi.
        • #5 Collapse

          Re: Fibonacci indecator in fore x trading

          Fibonacci Retracement

          Fibonacci Retracement indicator mathematically percentage lines create kartta hai, jiss ko trading k dowran support aur resistance levels faraham kartte hen, jin ka istemal prices k hadaf k maqsad k hosol k leye kia jata hai.
          Fabonacci retracement ko display karnne k leye sab se pehle do intehaye (high and low) points k darmeyan aik trend line ko draw karne se kia jata hai. Six horizontal lines ki ek series fabonacci levels 0.0%, 23.6%, 38.2%, 50%, 61.8%, aur 100% par trend line ko uboor kartti howi bannaye jatti hai.
          Leonardo Fibonacci ne13th century main fabonacci number bannaye they, jiss ko trading k dowran support aur resistance levels, take profit, stop loss, entry, exit, trend continuation aur trend reversal k tawar par istemal kia jata hai.

          Click image for larger version

Name:	images (1573).png
Views:	1
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12376054

          Fabonacci Retracement Calculation

          Fabonacci retracement lines ko to aam tawar par percentage main dekhaya jatta hai, lekin dar-assal ye lines fabonacci sequences hote hen, jiss ko 0, 1, 1, 2, 3, 5, 8, 13, 21, 34, 55, 89, 144, etc. draw kia jatta hai. Fabonacci sequences ki calculation bohut easy hai, iss main har aggla digit pehle do digits ka majmoaa hotta hai, jaisa k 0 +1 =1, 1+1 = 2, 1+2 = 3, 55+89 =144 wagher wagher...... Fabonacci sequences lamehdod numbers par mushtamil hotte hen. In sequences number ka sab se qabele-zekar baat ye hai k har number appne pechle number se taqreeban 1.61 gunna ziadda hai. In series main har ek number k darmeyyan aik makhsos reshta payya jatta hai, jiss ko technical analyst istemal karke retracement levels ka tayyun kartta hai.
          Fabonacci sequence bannane k baad fabonacci ratio malom karnna hotta hai, jiss ko bhi mathematically inhen numbers se hasil kia jatta hai, ye tareeqay kar bhi itnna ziadda mushkil nahi hai, lekin maths ki calculation iss main aham role play kartti hai. Fabonacci ratios ko darjazzel tareeqay se hasil kia jatta hai.
          Fabonacci ratio main 61.8% aik key number hai, iss number ko hasil karnne k leye aik number ko har ane wale number par divide karnne se hasil kia jatta hai, jaise 21 ko 34 par divide karnne se 0.6176 hasil hotta hai, jab k 55 ko 89 par divide karnne se 0.61798 atta hai.
          Fabonacci ratio k 38% number ko har aik number ko aik number chor kar aggle number par divide karnne se hasil kia jatta hai, jaise 55 ko 144 se divide karnne se 0.38194 hasil hott a hai.
          Fabonacci ratio ka 23.6% ko malomm karnne k leye aik number ko uss k baad do number chor kar anne wale number par divid kia jatta hai, jiss se taqreeban result 23.6% k aas pass atta hai, jaise 8 ko 34 par divide karnne se 0.23529 atta hai. Issi tarrah se dossre number bhi hasil keye jatte hen, jiss ka tareeqay kar upper bayyan keye gaye tareeqay k mutabiq hotta hai.
          Click image for larger version

Name:	images (1572).png
Views:	2
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12376055

          Fabonacci Levels ka Trading main Istemal

          Fabonacci levels ko nature se le gaye aik mathematically ratio hai, lekin ye namalom wajohat par financial markets jaise stock market, forex markets waghera main bohut aham role adda kartta hai. Technical analyst in ko aham point k tayyun karnne k leye istemal kartte hen, jahan par stock ki prices ka in levles se reversal honne k imkannat hotte hen. Day traders k leye fabonacci retracement aur bhi ziadda faida mand hotte hen, jo in levels ko apne analysis ka hissa bannate hen.
          Forex trading main fabonacci retracement ka istemal dossre indicator ki nisbat sab se ziadda hai. Aik to ye indicator sab se sadda hai, aur dosrra iss ka itlaq kisi bhi stock ya price par kia ja saktta hai. Fabonacci retracement ka istemal support levels, resistance levels, entry, exit, take profit aur stop loss k leye kia ja saktta hai.
          Fabonacci retracement horizontal lines hotti hai, jo support aur resistance levwls ki mumkinna points ki nishan-dahi kartti hai. Har levwl mandarja bala tanasub ya pesad se wabastta hai. Is se patta chalta hai, k qeemat kitne pechay hat gaye hai, ya ussi semat main agay ki taraf chali gaye hai.

          Click image for larger version

Name:	images (1574).png
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12376056

          Trading


          Fabonacci retracement forex trading main technical analysis k dowran istemal hotta hai, jiss se analyst prices ka support aur resistance levels maloom kartte hen. Ye prices akele main bhi thora bohut to kaam kartte hen, lekin dosre indicators ya price action k sath istemal karnne par bohut achah results detti hai. Jab bhi prices fabonacci lines ya levels ko choh letti hai, to yahan par ya to ye prices in levels ko uboor (breakout) karegi aur ya reversal ho kar palat jayegi.
          Trading k leye jab bhi prices in lines ko breakout kartti hai to uss sorat main kisi reliable indicator se prices ki trend ki tasdeeq karen aur ya price action k zarye se trend ka semat maloom karen. Ziada tar prices aksar in levels se takrane k baad palat jatti hai, lekin market main kisi aik side se ziada pressure hone ki wajja se ye in lines ko breakout bhi kar jatti hai. Stop loss ka istemal bhi in lines par hi karen, jiss ko dosrri tarraf take profit ka leye istemal kia jatta hai.

          Click image for larger version

Name:	images (1571).png
Views:	9
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12376053
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Fibonacci indecator in fore x trading

            AOA
            INTRODUCATION
            Companions kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aap apna Forex exchanging Mein acchi acquiring bhi kar hasil rahe Honge acchi procuring ke liye zarore hai ki hamare pass Acha information or experience Ho aur Har ham har lamha exchanging Forex exchanging market ki data rakhte ho aur Duniya ke halat per Najar rakhte ho aur contrast indecator Hamen use karna aata hun aur ham best expert Hun To Ham aur zada best exchanging karte tint Achcha benefit Hasil kar sakte hain aur yah cheez Usi Waqt Hasil hoti hain Jab ham mehnat karte hain aur Inko sikhane aur samajhne ki koshish Karte Hain isiliye principle aapse aur Bar karta hun ki aap apne information or experience ko further develop Karte Rahen aap acchi examiner Bane Achcha solid investigation karne ke awful hey apni exchange open karen to aise exchange achha benefit deti Hain various instruments use Karen unko sikhen aur samjhe aur hit aap examination Karen To Duniya ke halat abhi Najar rakhna Hamen Pata honi chahie Kyunki ine se market cost per bahut zada impact Hota Hai for instance aajkal Russis aur ukrain Halat Jung Mein Hai jinki vajah se market bahut zada volatiyed hyi aur Iske ke halat mein exchanging ko bahut Soch Samajh Kar karna chahie aaj ki post subject Fiboncci indector Ham iske help sey Kaise apne exchange primary use Karke usko productive bana sakte hain Aaj Iske exposed fundamental Apna information aapse share karna chahta hun
            Connection 83737

            Fibonacci indecator

            Instructions to WORK FIBONCCI INDECATOR
            Agr ham isko nature mama dekhta hain to ya hma oceans hellfire mama nazr affirmative ga , blossom petal part of tree fundamental Working of fibonnaci retracement
            (0+1+2+3+5+8+13+21+34+55+89+144+233+377) jasa k ya ap dekh rha ha number hamna ek number ko dusra mama add kiya ha or hamara pas ya arrangement agya ha stomach muscle jasa haman koi bi num find krna ha assume krein ham
            34 find krna ha ham 34/34 than/21 krein ga hamara pas grouping ajae gi jasa ka
            34/34=1
            21/34=0.618
            13/34=0.236
            55/34=1.618
            89/34=2.618
            Connection 83739
            Instructions to work fibonacci indecator

            FIBONACCI RETRACEMENTZ

            Fibonacci Support or opposition fibonacci levels ki perusing py hai affirm ki jati hy. Fibonacci ky level 38.2% or 61.8%ko basically support aor obstruction ky leay use kia jata hy or yehi dealers ko direct krty hain ky fundamental pattern py new position ko open kia ja skta hy

            Connection 83738Fibonacci retracement

            FIBONACCI INDECATOR SUPPORT and RESISTANCE LEVELS
            Fibonacci Support or opposition fibonacci levels ki perusing py hy affirm ki jati hai. Fibonacci ky level 38.2% or 61.8% ko backing or opposition ky leay use kia jata hy or yehi dealers ko direct krty hain ky primary pattern py new position ko open kia ja skta hy
            Fibonacci Sequence aik numbers ki series hai jis mama agly number ko jama karen to next do going before numbers show ho jatyhain. in ki misal yeh hai, 0, 1, 1, 2, 3, 5, 8. 13, 21, 34, 55, 89, 144, etc isi trah yeh grouping endlessly chalta rehta hai.fibonacci retaracemnet ka device lana ha or apply krna ha down pattern to up stomach muscle hama pata chala ga cost kitna follow hui ha retracemnet kak matlab cost kitna inverse heading mama move hui ha or isi tarah
            retracemnet apko btati jati ha k apki cost ki kitni fibonacci number dad follow hui ha 0.00 ,0.236, 0.618, 0.382, 0.5, 0.786, 100, etc

            اب آن لائن

            Working...
            X