Bid and Ask Price

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid and Ask Price
    Bid and Ask Prices

    Jab bhi financial markets open hotti hen to day trading markets (jaise; stocks, futures, forex, aur options) teen mukhtalif prices real-time main update hotte hen, jiss ko bid, ask aur last prices kaha jatta hai. Ye markets ki bohut aham aur maojooda prices k bare main information detti hen. Bid price wo qeemat hotti hai, jiss par trader markets main stock ko khadeed letta hai, jab k ask price main trader market main stock ko ferokht kartta hai.Bid aur ask price k elawa bhi aik qeemat hotti hai, jiss ko last price price kaha jatta hai. Last prices main stock ki akahari qeemat hotti hai, jiss k baad market close ho jatti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (564).jpeg
Views:	21
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12512461

    Bid Price


    Bid price sab se highest price hotti hai, jiss par trader uss waqqat market ki maojodda qeemat main buy ki entry kartta hai (yahan par trader stock khareedta haiaur tawaqa kartta hai k ye mazzeed upper jayega). Poree dunyya se sarmayakari honne ki waja se qeematen bohut teezen se tabdeel hotti hai. Jab bid ka order deyya jatta hai, to iss baat ki koi guarantee nahi hai, k bid laggane wale trader ko utne hi shares, contracts ya lots lazzmi melengy. Financial market main lain dain k leye khareedar (buyer) aur ferokht kunanda (seller) ki zarrorat hotti hai. Iss waja se bid ka order denne wale ya shares khareedne wale k leye sellers ki zarrorat hotti hai.

    Bid Price Example


    Aggar kisi stock ki mojooda qeemat $50 dollar hai, to trader $50 dollar par trade k limit order put kar saktta hai, lekin aggar prices $45 dollar par a jatti hai to $45 se upper jitnni bhi bid order hongay wo sare op3n ho jayengay, uss k baad hi $45 wala order open hogga.
    Trader ko bid ask spread kam se kam karnna chaheye, mesal k tawar par aggar market ki maojooda bid price $10.1 hai aur ask price $10.3 hai to trader aggar trade open kartta $10.1 par bid ka order degga to ye $10.3 par put hogga, iss waja se trader ko limit orders $10.2 ki position par set karnni chaheye, to iss tareeqay se wo bid ask spread price ko mehdood kar saktta hai.

    Bid Exit and Options


    Aggar aik seller khareeda howa stock ko exit karke aur yahan par ferokht ka oder detta hai (yanni sell ki entry karrne se pehle buy trades ko close karen) to ye market k maojooda bid price par sell hongay. Yanni market ki bid price par sell ka order open ho jayegga.
    Traders k pass bohut sare mawaqe hotte hen, market main orders enter karrnw k leye. Wo market k maojooda bid price se nechay ya upper par bid lagga saktte hen. Maojooda bid position se above par bid price set karne se bid-ask-spread kam ho jatta hai.

    Ask Price


    Ask price market ki maojooda wo kam se kam qeemat hotti hai, jiss par trader stock ko ferokht kartta hai. Dosre exchange prices ki tarah ye bhi trader k market main reaction aur prices ki movement se tabdeel hotti hai. Aik baar pher, iss baat ki koi guarantee nahi hai k trader aggar shares, contracts ya lot ka order detta hai aur wo lazzmi filled hongay. Ferokht kunannda orders k keye buyers ki bhi zarrorat hotti hai.

    Ask Price Example


    Aggar kisi tock ki mojooda qeemat k mutabiq koi trader ask limit order set karrta hai aur wo qeemat $50 ho, to qeemat ki bid price iss level par sare order ko fill kar degga lekin aggar koi order $55 par limit k leye set howa ho to uss se pehle jitnne bhi lower satah k orders hongay wo fill hongay uss k baad $55 ka order fill hogga.

    Ask Exit and Options


    Jiss tarah se bid price k trade ko last main kisi high price par close kia jatta hai, issi tarrah se ask price k trades ko bhi lower position par profit k leye close karke market main buy ki entry ki ja saktti hai. Jab bhi ask ki trades ko close kia jatta hai to ye market ki maojooda bid price k mutabiq band hotti hai, jiss main prices k mazzeed nechay na janne ya reversal honne k ishare hotte hen. Ask price bid price se ziadda hotti hai, aur market order main ye bid price par sell k trade k hisab se open hotti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bid and Ask Price

    Bid Price


    Jab forex trading market ko aik makhsos (specific) currency k khareedne k leye tayar kia jata hai, to is ko bid price kaha jata hai. Is qeemat (price) pe trader currency jore k base currency ko bhej (sell kar) sakta hai. Base quote k left side pe hoti hai. Misal k tawar par (for example), USD/CHF 1.4527/32 quote me, bid price 1.4527 hai, is ka matlab hai k app aik American dollar (USD) ko 1.4527 Swiss Francs (CHF) me sell kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (588).jpeg
Views:	21
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12379260

    Ask Price


    Bid price k bar-aks Ask price me forex trading market ko aik makhsos currency k ferokht karne k leye tayar kia jata hai. Ask price ko "offer price" bhi kaha jata hai. Is qeemat (price) par tajir (trader) base currency khareedta (buy karta) hai. Is qoute k dayen (right) taraf dekhaya jata hai. Misal k tawar par, USD/CHF 1.4527/32 qoute me, ask price 1.4532 hai. Jis ka matlab hai k app 1.4532 Swiss Francs (CHF) me aik American dollar (USD) khareed (buy) kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (590).jpeg
Views:	12
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12379261

    Bid-Ask Spread


    Bid price aur ask price k darmeyan faraq ko Spread kaha jata hai. Spreads ko financial market me pipsbme count kia jata hai. Agar aik currency jore USD/JPY ki bid qeemat 110.50 aur ask qeemat 110.76 hai to ye 50 aur 76 k darmeyan faraq (pips) ko spread kehte hen. Spreads dar-asal brokers ki commission hoti hai, jo wo apne clients se trading k sahulat k badle le rahe hote hen. Aam tawar par brokers apne clients ko pehle teen digits me radu-badal nahi karte. Bulke wo sirf last 2 digits ka hi hawala pesh karte hen k 50 aur 75, yani bid price 50 hai aur ask price 75. Aaj kal forex market me 5 digits ki sahulat bhi muhaya ki jati hai. Is waja se market me bid aur ask ki trade lagane se pehle is ko baghawar tajzeya zarori hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1864).png
Views:	7
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12379262
    • #3 Collapse

      Re: Bid and Ask Price

      Assalamu alaikum Forex members ummid hai aap sab thik honge aaj ka hamara topic hai bid and ask price per yah kya hai aur yah kis tarike se kam karta hai is per aaj Ham baat karte hain.


      Bid and ask price:

      Bid price and ask price bahut jyada acchi tarike se highest price ko dekhte hue bike ko pay karte hain uski security ko aur is ko refer Kiya jata hai lowest price ko sal ke liye aur usko accept karte hain uski security ko jitne acche tarike se Ambedkar ko dekhte rahenge itni acchi tarike se aapko iske bare mein knowledge hasil Hoga aur uski price ki changing ke bare mein iski spread ke bare mein smallest raat ko dekhte hue aap greater than A value ko dekhenge aur isko security ke mutabik kam karke bahut achcha benefit hasil kar sakte hain.


      Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	3
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12379330



      Why is the bid and ask so different?

      Bid and ask price agar Ham acche tarike se dekhte hain to yah different represent karta hai profit ko broker ki specialised handily transactions ko jisse Ham spread karte hain basically toppers ko represent karte hain supply and demand ko specific purpose ko dekhte hain jisse including stock Hamen refer hota hai nafrat karte hain b ko aur iski incoming ko dekhte hue Ham demand karte Hain ki Ham aur Ko refer kar sake supply ke liye aur usko bahut jyada acchi tarike se market ko samajhne ki baat kam karte hain aur kaun karke hi Ham bahut acche tarike se admin hasil kar sakte hain.


      Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12379331
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bid and Ask Price

        Bid and Ask Price

        Bid and Ask Prices

        Jab bhi financial markets open hotti hen to day trading markets (jaise; stocks, futures, forex, aur options) teen mukhtalif prices real-time main update hotte hen, jiss ko bid, ask aur last prices kaha jatta hai. Ye markets ki bohut aham aur maojooda prices k bare main information detti hen. Bid price wo qeemat hotti hai, jiss par trader markets main stock ko khadeed letta hai, jab k ask price main trader market main stock ko ferokht kartta hai.Bid aur ask price k elawa bhi aik qeemat hotti hai, jiss ko last price price kaha jatta hai. Last prices main stock ki akahari qeemat hotti hai, jiss k baad market close ho jatti hai.



        Bid price sab se highest price hotti hai, jiss par trader uss waqqat market ki maojodda qeemat main buy ki entry kartta hai (yahan par trader stock khareedta haiaur tawaqa kartta hai k ye mazzeed upper jayega). Poree dunyya se sarmayakari honne ki waja se qeematen bohut teezen se tabdeel hotti hai. Jab bid ka order deyya jatta hai, to iss baat ki koi guarantee nahi hai, k bid laggane wale trader ko utne hi shares, contracts ya lots lazzmi melengy. Financial market main lain dain k leye khareedar (buyer) aur ferokht kunanda (seller) ki zarrorat hotti hai. Iss waja se bid ka order denne wale ya shares khareedne wale k leye sellers ki zarrorat hotti hai.

        Bid and ask:

        Aggar kisi stock ki mojooda qeemat $50 dollar hai, to trader $50 dollar par trade k limit order put kar saktta hai, lekin aggar prices $45 dollar par a jatti hai to $45 se upper jitnni bhi bid order hongay wo sare op3n ho jayengay, uss k baad hi $45 wala order open hogga.
        Trader ko bid ask spread kam se kam karnna chaheye, mesal k tawar par aggar market ki maojooda bid price $10.1 hai aur ask price $10.3 hai to trader aggar trade open kartta $10.1 par bid ka order degga to ye $10.3 par put hogga, iss waja se trader ko limit orders $10.2 ki position par set karnni chaheye, to iss tareeqay se wo bid ask spread price ko mehdood kar saktta hai.

        Aggar aik seller khareeda howa stock ko exit karke aur yahan par ferokht ka oder detta hai (yanni sell ki entry karrne se pehle buy trades ko close karen) to ye market k maojooda bid price par sell hongay. Yanni market ki bid price par sell ka order open ho jayegga.
        Traders k pass bohut sare mawaqe hotte hen, market main orders enter karrnw k leye. Wo market k maojooda bid price se nechay ya upper par bid lagga saktte hen. Maojooda bid position se above par bid price set karne se bid-ask-spread kam ho jatta hai.



        Ask price market ki maojooda wo kam se kam qeemat hotti hai, jiss par trader stock ko ferokht kartta hai. Dosre exchange prices ki tarah ye bhi trader k market main reaction aur prices ki movement se tabdeel hotti hai. Aik baar pher, iss baat ki koi guarantee nahi hai k trader aggar shares, contracts ya lot ka order detta hai aur wo lazzmi filled hongay. Ferokht kunannda orders k keye buyers ki bhi zarrorat hotti hai.

        Ask Price:

        Example:

        Aggar kisi tock ki mojooda qeemat k mutabiq koi trader ask limit order set karrta hai aur wo qeemat $50 ho, to qeemat ki bid price iss level par sare order ko fill kar degga lekin aggar koi order $55 par limit k leye set howa ho to uss se pehle jitnne bhi lower satah k orders hongay wo fill hongay uss k baad $55 ka order fill hogga.

        Ask Exit and Options

        Jiss tarah se bid price k trade ko last main kisi high price par close kia jatta hai, issi tarrah se ask price k trades ko bhi lower position par profit k leye close karke market main buy ki entry ki ja saktti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X