Discussion about Moving Average.
MOVING AVERAGE.
Introdcution.
Traders starting main jab trading join karty hain to bahut sary different indicators use karty hain aur apni trading ko complex bana dety hain.
Halankay agar aap apni trading ko aur apny charts ko jitna zaida simple rakhty hain utna he aapki trading achi rehti hai aur aap bhetar decisions lay paaty hain.
Identify Trend For Simple Strategy
Apni trading ko simple bnaany kay liey aap apny chart main thory indicators lagain aur chand rules jo un indicators kay liey zaroori hain un ko follow karin,
Ab agar aap charts par ghor karin to market main aapko 2 cheezin nazar aati hain. Ya to market ksi bhe trend main hoti hai jesa kay buy ya sell trend main ya phir market range main move kar rahi hoti hai.
Technical analysis aap use kar kay aap market ka idea laga saktay hain kay market trend main hai ya range main move kar rahi hai. Phir aap indicator ke madad sy idea laga sakty hain kay market main enter/exit ks point pe hona ha.
Trading With Moving Average
Moving average ksi bhe strategy kay liey aik simple aur one of the best indicator hai. Moving Average sy aapko trend ko pechanny main asani rehti hai aur trend ke simt main aap ye indicator use kar kay asani sy achi entries lay sakty hain.....\
Aap apny chart main 1 ya aik sy zaida Moving Average indicators laga sakty hain. Aur trend main buy ya sell kar sakty hain. Neechy de gai picture main Simple Moving Average (SMA) ko dekhin

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим