ManualTrading
Manual Trading se murad yeh hai ky aap market mein trading khud karyn aur is ky liye aap ko apny analysis par work karty huey market mein trades enter karni padti hain. Manual trading mein aap apne accounts ko khud manage karty huey pehly trades ko find karty hain. Aur is tarah aap apne analysis ke base par market mein se good trade points kin selection karty hain.Is tarah aap us par trades enter kar sakte hain. Apni marzi se market mein targets select kar sakte hain aur stop loss bhi apny analysis ky mutabiq choose kia jata hai. Is trha aapko manual trading ky liye bhut si mehnat sur knowledge ka hona bhi zaruri hota hai.
Robot Trading
Robot trading mein aap market mein apny accounts banate hain aur in accounts oar work karny ky liye aoni knowledge aur analysis ki bjaye robots buy karty hain jo ky aapke accounts ko. Manage karty hain. Is tarah robots different markets mein kam karny ky liye designed hity hain. In mein apny functions hity hain aur yeh apni madad se analysis khud karty hain. Isi tarah trades mein automatically entries lety huey trading karty hain. Iss tarah robot trading mein aap without knowledge gain kar sakte hain. Robots achy hon to aapky accounts ki growth bhut fast karwaty huye aap ko profits de sakte hain. Isi tarah agar robot acha nahi hai to aap ko yeh bahut nuksaan de sakta hai.
Benefits of Manual Trading over Robot Trading
Manual trading mein agar aap khud apni mehnat karty huey achi learnings karty hain to aap ek achy trader ban sakte hain. Is tarah aap robots se zyada achi earnings kar sakte hain aur accounts ki zyada behtar growth karwa sakte hain. ROBOT trading mein aap ki koi apni learning nahin hoti.Manual trading karty huey aap apni trading mein time to time positive changes laa skty hain. Is tarah aap professional trader kehla skty hain.
Manual Trading mein agar aap achi learning par work karta hai to aap ko accounts ky wash hony ka dar nahi hota aur aap apne aap ko losses se bacha sakte hain. Isky muqable mein aap ko Robot trading mein large investments ka bhut risk lena parta hai. Agar robot achy treqy se work nahin kar rha to aap ko apni amounts ky washout hone ka khatra ho sakta hai.
Human Trading
Yah Forex trading Ki Ek Aisi type hai jismein Hamen sari trading aur Sare analysis Khud karne Hote Hain aur is mein Hamen fundamental analysis karne ke liye bahut jyada time ki jarurat Hoti Hai,
Kyunki Jab Bhi hamare pass Forex trading se related time nahin Hoga To Ham yah trading nahin kar Sakenge Aur Is Tarah Ham Ek acchi trading karne Ke Kabil Nahi Ho Sakenge Kyunki human trading Mein Hamesha food fundamental analysis karne ke liye bahut jyada time Lagana padta hai aur iske sath sath Hamen technical analysis bahut design Karne padte hain.
Importance of Human Trading
Is Kasam Ki Forex trading mein main Tumhen Kasam ke fundamental analysis Khud Se karne padte hain aur aur Iske alava technical analysis karne ke liye Bhi Koi hamare pass robot available Nahin Hota.
Isliye trading ki yah type bahut jyada complicated hai lekin ismein ek Achcha experiential karne ke bad is main bahut jyada profit kaise kar sakte hain Kyunki is mein apni Marzi ki trading Shuru ki Ja sakti hai aur per usko apni Marji Se Hi complete Karke Ek Achcha profit Banakar market se exit Kiya Ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим