What is analysis and it important in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is analysis and it important in forex trading?
    What is analysis and why is it important in forex trading?
    Jab be ham log forex market ki baat karta hai to sab se pehla ham logo ka dimag ma trade hi ayti ha ku ka ham log trade hi laga kar profit earn karta ha jo ka ham logo ka forex ma aayna ka maqsaad hota ha is liya ham log jab trade lagna ka sochta ha to ham lgo ko sab sa pehla market ko dekhna parta ha aur is ko proper tyraka sa kuch waqt tak analysis karna parta ha us ka bad hi jaya kar ham log koi be trade laga sakta hai kabhi be ham log akhan band kar ka to trade nahi kar sakta hai jasa a agr ham log chata ha ka ham gold par trade karya ya GBP/USD par trade to hma logo sabse pehla chart dikhta hai aur trend rakha hai yani ka market sell ma jai rahi hai ya buy ma us ka bad ham log dekhta ha koi new news wagra to nai aayi hai forex ka related us ka bad in hi trade lagta hai in sab cheezo ko ham log analysis kahta ha
    Forex ma analysis ko bahut hi importances hazel ham log kabhi be koi be trade aisi hi nahi laga sakta ha yani ka ham logkoi market ko analysis na kar aur trade lagya to market ham log ki trdae ka opposite chali jaya aur ham log apna account wash karwa la is liya analysis ka bgr koi step nahi lana chahiye
    Analysis ki 3 types ha
    Fundamental analysis
    Technical analysis
    Sentimental analysis
    Fundamental analysis and technical analysis bhot sara traders wagra use karta ha aur new traders wagra be zada tyra yahi use karta ha magr sentimental analysis bhot hi expert traders wagra hi sirf use karta ha

اب آن لائن

Working...
X