Dargonfly Doji
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dargonfly Doji
    Friends Doji candle ki ye formation Dragonfly doji candlestick Kay naam sy hi zahir Hy Kay flying dragon aur is Ki neechy aik tasveer lgai Hy usy dakh Kay ap asani sy is ko smjh skty hen aik fashion reversal candlestick hai, is okay zada aur powerful impact
    marketplace trend py tab hota hai market mein aid level consistent with dragonfly doji banti hy. Essentially ye Candlestick aap ko marketplace mein upward ya buying stress ko display krti hai jis Ka mtlb hota Hy Kay market fashion Kay chances fowl Kay alternate Hoga aur billing
    fashion shuru hony wala basically ye apko aik strong sign deti Hy Candlestick jis ki madad sy ap asani sy trend ko smjh Kay apni trade open KR skty hen.

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	14
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12511999
    Dragonfly Candle Body Type

    the Forex market marketplace mein Dragonfly Doji English Kay Words "T" sy milti julti hy aur Candlestick ki Kisi bhi pair kay chart me asani sy Find out kia ja skta Hy is ko discover krna zada mushkil Nahi hota is ky head py aik wick Hoti hy. Is Candlestick ki frame bilkul choti
    hoti hai aur is Candlestick ka shadow body sa 2 to 3 guna lamba hai. Is Candlestick ki formation hamesha uper sy shuru hoti hai aur is ka shadow neechy ki taraf hota hy.
    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	2
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12512001
    Identification And Formation:

    Dea contributors, dragonfly doji candlestick ko discover krna buht smooth hai. Is candlestick ki pehchan yah hai keh is ki frame minimum and shadow bilkul no hota. Market ki 0 volatility ki waja say yah candle banti hai. Jo almost zero volatility show Kar rahi
    hoti hai, is ko aap hourly foundation in keeping with discover kr skhty Hain. Four Price Doji Candlestick Ko pick out karna baht asan hota hai kyun Kay uski period hight wagera sab bht small Hoti Hy.
    Click image for larger version

Name:	images (22).jpeg
Views:	20
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12512002Click image for larger version

Name:	images (22).jpeg
Views:	20
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12512002
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dargonfly Doji

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candle


    Dragonfly doji candle uss waqat banti hain jab security open hone ke baad numaya tor par neechay chali jati hai, lekin din k ahtetam par prices wapis apne open position par close ho jate hen, iss prosses mein anay wali candlestick aik lambi nechay saye (lower shadow) ke sath T shap ki tarah dikhaye deti hai. Mandarjabala candlestick agar bearish trend ya low price area main banta hai, to iss ko dragonfly doji candlestick kehte hen, jo k bullish candle ki hososeyat rakhti hai aur bullish trend reversal ka sabab bhi banti hai. Dragonfly doji candle ka taluq doji family se hai, jiss main candle ki upside bagher real body ki hoti hai, jab k lower par aik long shadow hota hai. Candle k open aur close point k upper side par shadow ka nahi hona chaheye, lekin small wick acceptable hai.

    Click image for larger version

Name:	Dragonfly-Doji (1).png
Views:	24
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12375405

    Candle ki Formation


    Dragonfly doji candle aik signle candle pattern hai, jiss ka pattern bearish ya low prices area main ziada moasar hota hai. Ye candle baqi doji candles ki tarah trend reversal ka sabab banti hai. Prices main candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images (1408).png
Views:	1
Size:	606 بائٹ
ID:	12375406

    Dragonfly Doji Candle: Dragonfly doji candlestick ziada selling pressure ki waja se banti hai, jiss main candle ki ziada tar hososeyat bullish trend ki hoti hai. Ye candle bagher real body main hoti hai, jiss ka lower side par aik long shadow hota hai. Ye candle bagher real body hone ki eaja se aik black lines jaise nazar ati hai, lekin bullish hososeyat rakhti hai.

    Explaination

    Dragonfly doji candle aik bullish trend reversal ka single candle patteren hai, jo iss baat ki nishandahi karti hai, k stock apni bottom level tak pahonch gaya hai, aur prices ka trend tabdeel hone ki position mein hai. Dragonfly doji candle khaas tor par, yeh ishara karta hai, ke sellers market mein ziada active ho chuke hen, jiss se wo prices ko ko akhari bottom level tak push karte hen. Lekin baad main market main buyers ki pressure ya tadad main izafa hone ki waja se prices din k akhtetam tak wapis upper chali jati hai, jo iss baat ka ishara hota hai, k prices ab trend tabdeel karne k mode main a chuki hen. Candle k lower side par aik long shadow prices k mazeed bearish jane ka rejection zahir hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1409).png
Views:	10
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12375407

    Trading

    Prices chart k bottom area main T shakal ki banne wali aik single pattern candle jiss k upper side par prices ka open aur close same point par hota hai, aik dragonfly doji candle hoti hai, jo prices ko mazeed bearish jane se rok kar trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle market main sellers ka ikhtetam aur buyers ka prices ko upward pusha karne ka ishara hota hai. Candle par trading se pehle trend confirmation k leye aik to prices ka bottom hona chaheye, jab k dosra aik bullish real body wali candle bhi honi chaheye. Lekin dragonfly doji candle k baad bearish candle k banne se ye candle invalid ho jayegi. Ye single candle pattern hone ki waja se trend ki confirmation CCI indicator aur Stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jo k oversold area main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se lower side ya candle k shadow k bottom se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (1407).png
Views:	41
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12375404

    اب آن لائن

    Working...
    X