When is the best time to entry a Forex trade?
Assalam-o- alaikum dosto, Dear market mein trade karne ke liye best time aur best entry ka hona bahut important hai iske liye main aapke sath iske different strategies ko share kar raha hun umeed hai ki aapko is bahut jyada benefit hoga.

FOREX ENTRY STRATEGY#1
TREND CHANNELS:
Dear is strategy main ap jb trade lagate Hain to market mein banne wale channel per trade karte hain market agar trend mein movement kar rahi hoti hai to ismein channel bante Hain aapko market ke trend ke hisab se channel dekh kar trade lagani hoti hai .agar market ka trend up hi to aapko up trend mein channel ki down trendline ya phr support ya buy ki trade leni hoti hai, jisse aapke take profit market ki resistance hota hai ya channel ki uptrend line hoti hai.
FOREX ENTRY STRATEGY#2
CANDLESTICK PATTERNS:
Deer is strategist main aapko market mein candlesticks se banney wale Pattern ko dekhna hota hai aur use per trade karni hoti hai .Dear jaise ke Agar Ham trading k bary mein study Karen to hamen bahut se different candlestick pattern study Krny ko milte Hain Jo ke reversal Pattern hote Hain, Jo ki market ka current trend change kar dete Hain ismein Is tarah se market mein entry Le jaati hai.
FOREX ENTRY STRATEGY #3
BREAKOUT:
Dear is strategy main aapko market k breakout structure per entry Lena hoti hai jaise ki Ham dekhte hain ki ismein market Agar kisi bhi support Ko Agar break krti hai to ismein uska next target next support hota hai to ismein aap next support Tak sell ki entry Le sakte hain. Is tarah jab market support se reject hoti hai aur wapas resistance ki taraf jaati hai aur resistance ko break krti hai aur uska next resistance hota hai ,is Resistance k breakout per ap trade laga sakte hain.