Details of "Deliberation Candlestick pattern" in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of "Deliberation Candlestick pattern" in Forex Market.
    Aslamualaikum!


    Dear forex friends mujy umeed hain ap sab thk hon gay, or acha profit bana rahy hon gay.market mai doji candlestick pattern se indication aor direction mai change ho raha ho to aus time ye pata chal jata hai to aus waja se market mai jab ye candlestick pattern banta hai to aus mai reversal ki indication hoti hai. Aisy candlestick pattern ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain kun k ye patterns reverasal ka signal dy rahy hoty hai aor aisy patterns ko find karna bahot asan hota hai. Aisi candle ko asani k sath wick dekh k hum find kar sakty hain ais ki differnet types hai jin ko hum dekh k ais market mai trade kar sakty hain.agr ap market main zayda sy zayda profitable Trading karna chahty hain. to ap ko hamesha fundamental analysis Ky sath sath technical analysis ko perfect banana hota hai. Technical analysis ko complete krny Ky liye different important candlestick ko carefully study karna hota hai.Deliberation candlestick pattern aik trend reversal pattern hay, jo three consective bullish candles sa mil kar banta ha, ye oattern three white soldiers candlestick pattern sa kafi resemble karta ha, lakin in ma thora sa difference candles kay structure ma hota ha.

    APPEARANCE AND IDENTIFICATION OF DELIBERATION PATTERN:

    Dear forex friend Is pattern ma three bullish candles ka aik specific sequence hota ha jin ma confirmation kay liay hum na kuch condition identify karni hoti hain, patyrrn ki first candle aik significant bullish candle hoti ha us kay baad second candle previous candle ki opening price sa above open hoti ha aur us kay high sa above close hoti ha third aur last candle ki small body hoti ha aur ye candle second wali candle kay high ya below sa open ho sakti ha, lakin ye confirm bullish honi chaiay,



    INDICATIONS FOR TRADERS:

    Dear forex friend ye pattern market ma buyers kay momentum ko show karta ha, pattern ki pehli candle strong ya high buyers momentum ko indicate karti ha, jab kay second candle kay case ma ye strength decrease hoti ha aur third candle ma minimum ho jati ha, ye pattern end par buyers ki force kay reduce honay ko show karta ha aur sellers ki upcoming strength ki indication daita ha,

    BEST WORKING CONDITIONS FOR DELIBERATION PATTERN:

    Dear forex friend jab deliberation pattern overbought zone ma banta ha jahan RSI 70 sa above hoti ha to ye bearish trend reversal ki probability ka batata ha aur isi tarah jab ye pattern support zone ma banta ha to bullish reversal ki prediction daita ha, is pattern ko thek tarah analyze kar kay traders high time frames ma bhi market ki future moments ko predict kar saktay hain.

    PATTERN KI PEHCHAN K RULES:

    Deliberation pattern k leye market me pehle se high prices area ya bullish trend ka hona zarori hai.
    Pattern me teen white candles shamil hongi, aur har aik high-close honi chaheye (candles ki close price lazmi open price se ziada honi chaheye).
    1st aur 2nd candle bari real body wali candles honi chaheye.
    Pattern me shamil 3rd candle ki real body small (spinning top candle) honi chaheye, baaz dafa ye candle 2nd candle se uper gap me bandi hai.



    PATTERN PY TRADING:

    Dear forex friend Deliberation pattern agar high price area ya bullish trend k baad banta hai, to yahan se qeematon ka reversal hone k chances bohut ziada barh (increase) ho jate hen. Deliberation pattern me 3rd candle k baad sell ki entry karni chaheye. Trend confirmation k leye 4rth candle ka intezar karna chaheye, agar wo bearish banne k baad 2nd aur 3rd candle k lower close hoti hai, to is se trend reversal ka amal mukamal hota hai. Stop loss ko white candle k sab se highest position pe put karen.

    CHART IN ANALYSIS:

    Dear friend market main successful Hona Chahte Hain. To aapko different candlestick k related proper information honi chahie ta k ap successful trading kar sakyn, es ki explanation ap sy chart main share karn gi. Dear members Jab market ka trend aik khaas direction sy dosri direction mein change hota hy hum is hony wali changing ko Reversal kehty hen. Dosto Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy.agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein ap ko bhot acha profit milta hai. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota balky market thory time k liye Reversal hoti hy. Es ki tafseel main ap sy chart main share karun gi.Ji to yahan ham bat karain gay keh kis tarah is pattern say ham faidah utha sakty hain. Ager ham intraday traders hain to ham 5,15 minutes ya phir hourly time frame main isko find kar kay use kar sakty hain. Yani iskay bad is per ham sell kar sakty gain. Yeh pattern intraday, daily weekly aur monthly teenon types kay trading style main help out karta hai.

    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of &quot;Deliberation Candlestick pattern&quot; in Forex Market.

    Deliberation Pattern


    Deliberation candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend k baad banta hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hota hai, lekin akhari small real body candle ki waja se pattern continuation pattern ki jagah bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Deliberation pattern ko "Stalled Pattern" bhi kaha jata hai. Deliberation pattern me shamil teeno candles white real body wali honi chaheye, jis me 1st aur 2nd candle ki real body bare size me honi chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (1389).png
Views:	21
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12375350

    Pattern ki Pehchan ka Qayeda:
    1. Deliberation pattern k leye market me pehle se high prices area ya bullish trend ka hona zarori hai.
    2. Pattern me teen white candles shamil hongi, aur har aik high-close honi chaheye (candles ki close price lazmi open price se ziada honi chaheye).
    3. 1st aur 2nd candle bari real body wali candles honi chaheye.
    4. Pattern me shamil 3rd candle ki real body small (spinning top candle) honi chaheye, baaz dafa ye candle 2nd candle se uper gap me bandi hai.


    Click image for larger version

Name:	images (411).jpeg
Views:	33
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12375351

    Pattern ki Tafseel:

    aik bearish trend reversal pattern hai jo k teen candles par mushtamil hota hai. Pattern ki formation same "Three White Soldier Pattern" ki tarah hoti hai, lekin is ki akhari candle aik small real body wali white hoti hai, jo ziada tar Spinning top ya doji candle bhi ho sakti hai. Pattern me shmail 1st aur 2nd candles aik lambi real body wali white candles hoti hen, jo market me buying pressure dekhati hai. Pattern me shamil teeno white candles high pe close hoti hai. Pattern me banni wali 3rd candle aik small real body wali hoti hai aur aksar ye candle aik Spinning top candle hi hoti hai, jo k 2nd candle k high k sath close ho jati hai. 3rd candle qeematon k buying pressure ko khatam karti hai, jis se market ka agla trend reversal ho jata hai.

    Pattern pe Trading ka Amal:

    Deliberation pattern bhi "Advance Block pattern" ki tarah delibration pattern bhi bullish trend k khatme ka ishara deta hai, jo k 3rd number par banni wali spinning top candle se zahir hota hai. Deliberation pattern agar high price area ya bullish trend k baad banta hai, to yahan se qeematon ka reversal hone k chances bohut ziada barh (increase) jate hen. Deliberation pattern me 3rd candle k baad sell ki entry karni chaheye. Trend confirmation k leye 4rth candle ka intezar karna chaheye, agar wo bearish banne k baad 2nd aur 3rd candle k lower close hoti hai, to is se trend reversal ka amal mukamal hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1388).png
Views:	32
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12375349
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Details of &quot;Deliberation Candlestick pattern&quot; in Forex Market.

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Deliberation Candlestick Pattern


      Deliberation candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo prices k top par ya ziada buying k baad market main buyers k control ki kamzori ko zahir kia jata hai. Ye pattern teen bullish ya white candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli, dosri aur teesri teeno candles bullish candles hoti hai. Ye candles lagatar higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli aur dosri candles strong bullish candles hoti hai, jab k teesri candle aik small real body wali ya Spinning top bullish candle hoti hai. Spinning top candle dosri candle k qareeb ya gap dono tarah se ho sakti hai, jo k top trend ko mazeed bullish jane main rukawat banti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1419).png
Views:	4
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12375441

      Candles Formation


      Deliberation candlestick pattern main shamil teeno candles ka bullish hone k bawajood bhi ye pattern aik bearish trend reversal pattern hai. Ye pattern prices k top par banta hai, jiss se prices teezi k sath bearish jati hai. Pattern k teeno bullish candles ki formation darjazel tarah se hoti hai:

      Click image for larger version

Name:	a-complete-guide-of-japanese-candlesticks-signals-on-olymp-trade-14.png
Views:	2
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12375442

      1. First Candle: Deliberation candlestick pattern ki pehli candle aik strong ya long real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k bullish trend ki mazboti dekhati hai. Ye candle shadow samet ya bagher upper aur lower shadow ki bhi ho sakti hai.

      2. Second Candle: Deliberation candlestick pattern main shamil dosri candle bhi pehli candle ki trah same bullish candle hoti hai, jiss ka upper aur lower side par ziada tar koi wick ya shadow nahi hota hai, lekin small si wick ho sakti hai. Ye candle pehli candle k barabar ho sakti hai. Ye candle bhi white ya green color main hoti hai, jo pehli candle k top par close hoti hai.

      3. Third Candle: Deliberation candlestick pattern main teesri candle same white ya green color wali candle hoti hai, lekin ye candle aik small real body wali hoti hai. Ziada tar ye candle aik Spinning top candle hoti hai, jo k dosri candle se gap main ya uss k qareeb top par banti hai. Ye candle strong body main na hone ki waja se trend reversal ka sabab banti hai.

      Explaination

      Deliberation candlestick pattern aghaz main strong buyers pressure ki waja se banta hai, jiss main shamil teeno candles bullish hoti hai. Pattern ki pehli aur dosri candles ziada tar bagher wick ya shadow ki hoti hai, lekin teesri candle small size main bullish Spinning top candle hoti hai. Deliberation candlestick pattern prices k top par ya bullish trend main banne k baad prices ko teezi k sath downward ki taraf pressurized karti hai. Iss pattern main pehli aur dosri candles teesri candle ki nisbat real body main bari hoti hai. Pattern k aghaz main prices teezi k sath bullish move karti hai, lekin baad main buyers ki adam dilchaspi ki waja se pattern k top par aik Spinning top candle banti hai, jo k prices ko mazeed bullish jane se rokhti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (4) (543).jpeg
Views:	2
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12375444

      Trading

      Deliberation candlestick pattern teen bullish candles hone k bawajood bhi bearish trend reversal pattern hai, jiss par traders market main sell ki entry kar sakte hen. Pattern k baad confirmation candle ka hona zarori hai, jo k indicator se bhi asani se trend confirmation ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bearish real body main hona chaheye, jab k CCI oscillator aur Stochastics oscillator main value overbought zone main hon to uss waqat ye pattern ziada payedar k sell k signals de sakta hai. Pattern k baad white candles banne se iss k asarat mutasir ho sakte hen. Stop Loss pattern k sab se top side ya teesri candle k high se two pips above set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (1417).png
Views:	10
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12375440

      اب آن لائن

      Working...
      X