Importance of "Elder Ray Index Indicator" in trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of "Elder Ray Index Indicator" in trading..
    INTRODUCTION:

    Assalamu Alaikum Dear number kaise hain aap sab log ummid hi kya aap sab theek honge aur forex market mein achcha workout kar rahe ho kya dear member Forex ek risky business hai hamen usko proper understand karna hoga tabhi Ham isko is mein kamyabi hasil kar sakte hain main aaj aapke important indicator discuss karunga Jo hamen signals provide karta hai aur market ki inverse moment ki prediction bhi deta hai to dear members mein a jao Kaisa elder Rai index indicator duty se discuss karta hun...

    ELDER RAY INDEX INDICATOR:

    Dear members forex market mein elder Rai index indicator ek important indicator hai jo hamen market mein selling aur Buying pressure ka batata hai. Is indicator ko market mein sleeve design Kiya Gaya hai kyunki indicator buying selling pressure find out karne ke liye use Kiya jata hai r ye bullish r bearish components bhi kam karta hai is ko bullish or bearish components may identify karne ke liye ye Kiya jata hai isko expansion moving average mein bhi use Kiya jata hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-07T211040.594.jpeg
Views:	1
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12511910

    IMPORTANCE OF ELDER RAY INDEX INDICATOR:

    Dear forex market mein aapko bataya gaya hai hai ki under Rai Intex indicator important components hai ine ko bullish power r bearish power kaha jta ha. Jab Ham inko trade main use karte hain to hamen main ine mein rakhni chahie ki forest ki all components or exponential moving average main use rakhna chahie inko use ek baat man mein rakhni chahie ki inko Ham short time frame mein bhi use nahin kar sakte hain ese answer of long time frame mein use kar sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-07T211047.909.png
Views:	8
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12511912

    FORMULA OF ELDER RAY INDEX INDICATOR:

    Is mein do Tarah ke power formula hai.

    Bullish power:

    Equal to daily low EMA (N period)


    Bearish power:

    Equal to daily low EMA (N period)

    TRADING STRATEGY WITH INDICATOR:

    Indian members for 1 market mein hamesha 1 important components mind mein rakhti Hui hai Karni chahie tabhi Ham ismein successful ho sakte hain ismein buy signal ki baat ki jaaye to jab baarish h aur price me divergence aa jae to wahan se buy ki trade active kerni chaheye. Q k tb humry pas buy ka signal hota ha. R is me isi trah hamare pass bullish power aur no price mein divergence banai tu tab humne sale ki trade active Karni chahie achcha fayda se kar sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-07T211107.737.png
Views:	5
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12511911
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ELDER RAY INDEX INDICATOR FOREX IN TRADING Elder Ray Index Indicator forex trading mein aik technical indicator hai jo market trends aur momentum ko samajhne mein madadgar hota hai. Is indicator ko samjhne ke liye neeche diye gaye hawale se tafseel se parhain: INTRODUCTION Elder Ray Index Indicator, Dr. Alexander Elder ne develop kiya tha, aur yeh trading mein market trends aur momentum ko evaluate karne ke liye istemal hota hai.Elder Ray Index Indicator do parts se mil kar banta hai Bull Power aur Bear Power.Bull Power market ke bullish strength ko darust karta hai jabke Bear Power bearish pressure ko show karta hai.Bull Power indicator market ke uptrend ya bullish trend ki strength ko measure karta hai Is mein current price aur Exponential Moving Average ke darmiyan ka farq shamil hota hai.Jab Bull Power positive hota hai, yani current price EMA se oopar hoti hai, toh yeh bullish signal hota hai. BEARISH PRESSURE Bear Power indicator market ke downtrend ya bearish trend ki pressure ko evaluate karta hai.Ismein current price aur EMA ke darmiyan ka farq shamil hota hai.Jab Bear Power negative hota hai, yani current price EMA se neechay hoti hai, toh yeh bearish signal hota hai.Traders Elder Ray Index Indicator ka istemal karte hain tijarat karne se pehle trend aur momentum ko samajhne ke liye.Bull Power aur Bear Power ke signals ke sath, doosre confirmatory indicators aur analysis tools ka bhi istemal hota hai. CONCLUSION Elder Ray Index Indicator forex trading mein market trends aur momentum ko evaluate karne mein madadgar ho sakta hai.Lekin isay akele mein istemal karne se pehle aur market conditions ko samjhne ke liye doosre indicators aur analysis tools ka sahara liya jana chahiye.Forex trading mein risk hota hai, is liye trading decisions lene se pehle hamesha apni research aur risk management ko ahem taur par madde nazar rakhein.

    اب آن لائن

    Working...
    X