Important Things To Know Before Trading Gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Things To Know Before Trading Gold
    Important Things To Know Before Trading Gold

    Gold ke demaad hazaron saalon say rahi hai aur gold ko safeheaven asset kay torr par liyaa jaata hai. Wakat guzzarny kay sathh sathh gold ke demaand main izaffa hotta rahaa hay aur gold ko baad main currency ke base kay torr par istemaal kiyaa jany laga. Ess post main maa apko ko gold ke price ko drive karny buniyaadi nukaat say aa,gah karun ga.

    Gold Supply And Demand
    Weessy to saari commodities Supply aur demand parr hee chalti gain lekin gold ke demand hamesha say bahut zaida rahi hai aur gold gradually apni demand main izzaffa karta chala gya. Chahy wo jewellery ke soorat main ho, industrial uses ke soorat main yaa phiir safe heaven currency ke soorat main ho. Wesy to gold ke demand rehte he hai lekin main reasons yeh hai hai gold Financial crisis ya dosry economic problems main gold hamesha sy stable raha hai aur esii sorat main demand main izafa hua ha. Aur gold ke Supply gold barrs ya jewellery wegehra main bhe available rahi hai.

    Government Policies Effects
    Kaaghzi note yaa Paper money kay bar'akas gold aik physical commodity hai aur es par govt ke policiess ka assar nahi parta hai. Financial crisis kay doraan ho sakta hai kay Central banks mudaakhlat kar kunkayy interest ko decrease karty hain jiss ke wajha say afratezar main izzafaa hota hai lekin gold aik wahid investment hai jis par esi cheezzon kakooi asar nahi parta hai jo kay gold ko aik mashoor investent ka darja deta hai.

    Effect Of US Dollar
    Gold United States Dollars (USD) main trade hota hai to Dollars ke keemat main utaar chharhao directly gold ke qeemat par assar andaazhota hai. Dollar ke wajha say dosray mullkkon kay liey gold khardedna mushkiil ho jaata hai too gold ke demand kam hoo jaate hai aur price main kami wakiya hoti hai. Essi tarha jab dollar ke keemat main izzafa dekhny ko milta hai to gold ke keemat main kami dekhny ko milte hai. Chunaacha gold aur US dollar ka corelation hai.

    Technical Analysis
    Gold ky techniccal analysis main chart parr pattern ko identiffy kar kay us pe trading ke jaa sakkti hai aur pass ke price ko dekhha kar anddaza lgaya jata hai kay muustaqbil main price ke movement kiss janib ho sakti hai. Esi tarha chart par different timeframes ka istemaal kar kay trend ko dhoonda jaata hai aur trend par trading ke jaati hai. Technical Analysis maain indicators aur price action ko dekh kar trading ke jaaati hai jo kay market main gold ke price ko aaffect karti hai.



    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important Things To Know Before Trading Gold

    Hamen dosto gold per trading nahin karny chahie kun kay agar hum forex men gold per trading karty hain tu hum kamyab nahin ho sakty hain balkeh hum nakam ho jaty hain kun kay ofrex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain kun kay forex men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy kun kay forex men kam arna asan nahin hy as men dil laga kar kam karny waly hi achy earning hasil kar sakty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X