what is three black crows candelstick??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is three black crows candelstick??
    assalium o alekum

    dear forex
    friend to umed Karti hun aap sab khairiyat se Honge their friend Forex online business bahut Achcha business hai Hamen Kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat Se Apna work complete karna hota hai Jitna Jyada Noori Sahab Apna work complete karte hain apne business Mein Kamyab hote hain Hamen trade Lagane ke liye Kafi knowledge ko increase karna hota hai Jitna Jyada knowledge Hoga Ham acchi trade Laga Sakenge trade Lagane ke bahut se tarike Hote Hain Jis topic per Ham baat kar rahe hain usko Ham 3 black cross Kahate Hain Is per Ham study Karke Apna knowledge can kar sakte hain

    what is three black crows
    teen siyah kaway aik fiqra hai jo aik bearish candle stuck patteren ko bayan karne ke liye istemaal kya jata hai jo oopri rujhan ke ulat jane ki paish goi kar sakta hai. candle stuck charts aik khaas security ke liye din ki iftitahi, ziyada, kam aur ikhtitami qeematein dikhata hain. onche harkat karne walay stock ke liye, candle stick safaid ya sabz hai. jab neechay ki taraf barhatay hain to woh siyah ya surkh hotay hain .

    kalay kaway ka patteren lagataar teen lambay jism wali shama daan par mushtamil hota hai jo pichli mom batii ke asli jism ke andar khuli hoti hain aur pichli mom batii se neechay band hoti hain. aksar, tajir is isharay ko dosray takneeki isharay ya chart patteren ke sath mila kar istemaal karte hain jaisay ke ulat jane ki tasdeeq hoti hai .

    ahem take ways
    ✅three kalay kaway aik bearish candle stuck patteren hai jo mojooda up trained ke ulat jane ki pishin goi karne ke liye istemaal hota hai .
    tajir usay dosray takneeki isharay jaisay ke rishta daar taaqat index ( rsi ) ke sath istemaal karte hain .
    ✅teen kalay kvon ki mom batian aur saaye ka size yeh faisla karne ke liye istemaal kya ja sakta hai ke aaya ulat jane se wapsi ka khatrah hai .
    ✅teen kalay kvon ka mukhalif patteren teen safaid sipahi hai, jo neechay ke rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai
    how to explaine three black crows
    teen kalay kvon ki aik aam shakal mein, bail session ka aaghaz karen ge jis ki qeemat pichlle band se mamooli had tak ziyada ho gi, lekin poooray session mein qeemat ko neechay dhakel diya jata hai. aakhir mein, qeemat reechh ke dabao mein kam session ke qareeb band ho jaye gi .

    is tijarti karwai ke nateejay mein bohat mukhtasir ya ghair mojood saya hoga. traders aksar teen sishnz ke douran barqarar rehne walay is neechay ki taraf dabao ko mandi ke rujhan ka aaghaz qarar dete hain .
    how to use three black crows
    basri namona ke tor par, dosray takneeki isharay se tasdeeq haasil karne ke liye teen kalay kvoN ko nishani ke tor par istemaal karna behtar hai. teen kalay kvon ka patteren aur aik tajir is mein jo aetmaad daal sakta hai is ka inhisaar is baat par hai ke patteren kitni achi terhan se zahir hota hai

    Example of How to Use Three Black Crows

    teen kalay kaway aik basri namona hain, matlab yeh hai ke is isharay ki shanakht karte waqt fikar karne ke liye koi khaas hisaab nahi hai. teen kalay kvon ka patteren is waqt hota hai jab reechh lagataar teen tijarti sishnz ke douran belon ko peechay chore dete hain. yeh patteren qeematon ke chart par teen bearish lambay jism wali mom btyon ke tor par zahir hota hai jis mein chhootey ya baghair saaye ya vicks hotay hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is three black crows candelstick??

    what is black through candle stick pattern

    Three crows candle stick pattern aik fikra hai jo k aik bearish candle stick pattern ko identify karny ky liye use hota hai jo k uptrend ky reversal ko identify karta hai .candlestick chart show the days opening ,high ,low and closing price jo k aik khas security ky liye hai.jo stock higher move hoty hain un ky liye candle white ,green hoti hain .jab lower move karti hai tu candle black ya red hoti hai .
    Black crow candle shamil hota hai three consecutive candle long body candle stick jo k aik real body mai open hota hai previously and close hoti hai lower than the previous candle .aksar trader es indicators ko use karty hain jo k other indicator ky conjection hoty hain or chart pattern mai reversal ki confirmation karty hain .



    Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	49
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12375283


    Explained three black crows candle

    Three black crows candle aik visual candle pattern hai matlab ye hai k es ka ki particular calculation nhi hai tu es ky liye pareshan hony ki zarorat nhi hai jab ham es indicator ko identify karty hain .jaise three black crows candle occur hota hai jab bears overtake hota hai bulls during three consecutive trading session .ye pattern pricing chart per show hota hai three bearish longed bodied candlestick jo k short hoti hai or us ka koi shadow or wick nhi hota .





    Example how to use three crows candle stick pattern

    Dear member visual pattern ky tor per,doary technical indicators sy ishara leny ky liye three black crows ka sigh ki confirmation behtar istamaal hai .three black crows pattern aik trader jo es mai confidence ho sakta hai us ka inhasar es baat per hai k pattern kitni achi trha sy zahor hota hai .
    Three black crows ko misali tor per nisbatan lamby jism wali bearish candle sticks honi chahea .jo muddat ky liye low price per ya phr us ky qareeb band ho .dosry alfaaz mai candlestick long ,real body and short ,shadow honi chahea .agar es mai shadow pehl rhy hain tu ye sirf bulls and bears ky darmiyan hony chahea jo k raftar mai aik mamoli tabdeeli ki nishan dahi kar sakta hai es sy pehly opar ka rujhan dobara zahir ho jaye



    Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	49
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12375283

    limitation of using three black crows candle

    Dear member agar three black crows candle mai involves hain significant move lower tu trader ko oversold condition sy hoshiyar rehna chahea . Jo mazeed kam hony sy pehly istahkaam ka base bany .stock ya doary asset ki oversold condition ka andaza lagany ka behtreen tariqa technical indicator ko dakhna hai .jaisa k relative strength index (RSI) jaha per reading 30. Below ho tu woh oversold condition ko show karta hai or stochastic oscillator indicator es ki raftar ko show karta hai
    Last edited by ; 07-03-2022, 04:26 PM.
    • #3 Collapse

      Re: what is three black crows candelstick??

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Three Black Crows Pattern


      Jab bhi aik bullish trend ya high prices area main teen black or red lagatar candles bante hen, to ye aik three black crows candlestick pattern banate hen. Ye pattern bearish trend reversal k leye jana jata hai, jo k bullish trend k akher banta hai. Three black crows candlestick pattern risk reward ratio main sab se best pattern hai. Pattern ki teeno candles shape main ya length main taqreeban aik jaisi hoti hai, jiss main har agli candles ka open price pechli candle k open price se kam hota hai. Traders iss pattern ko sellers ki pressure k tawar par dekhte hen, jiss se prices mazeed bearish ja sakti hai. Ye chart pattern bullish trend k ikhtetam aur buyers se sellers main market k cotrol k mutaqeli ka ishara deta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (723).png
Views:	41
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12416340

      Candles Formation


      Three black crows candlestick pattern main teen bearish candles aik dosre k bottom par open aur close hoti hai. Ye pattern top price pe bearish trend reversal aur bearish prices par same bearish trend continuation ka kaam karta hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (3) (724).png
Views:	11
Size:	1.1 کلوبائٹ
ID:	12416341

      1. First Candle: Three black crows candlestick pattern main main pehlee candle aik strong aur real body wali bearish candle bantti hai. Jo k trend k main tasalsul ki alammat hai. Ye candle black ya red color main hotti hai.

      2. Second Candle: Three black crows candlestick pattern main dosree candle bhi pehlee candle ki tarrah aik strong aur real body wali bearish candle hotti hai, jo k color main black ya red main bantti hai.

      3. Third Candle: Three black crows candlestick pattern main teesri candle bhi same pehlee two days candles ki tarrah bearish candle hi hotti hai, jo k color main black ya red hotti hai. Ye candle bearish pattern ki mazzbotti main mazzeed izzafa kartti hai.

      Explanation

      Three black crows candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai jo k bullish trend main banta hai, jo semat ki tabdeeli ki nishan-dahi karta hai. Ye pattern teen lagatar bearish candles par mushtamil hai jo aik dosre k lower low par open aur close hoti hai. Ye pattern wese bagher confirmation bhi aik strong bearish signal deta hai, k ab bearish trend reversal hone wala hai. Pattern ki dosri candle pehle candle se size main bari hoti hai, jab k dosri aur teesri candles size main taqreeban same hoti hai. Iss pattern k teeno candles k up aur down par wick nahi hoti, jiss se pattern ki mazboti ka pata chal jata hai, k market sellers k control main hai. Ye pattern wese resistance zone k qareeb ziada banta hai, jiss se prices support levels ki taraf harkat karna shoro karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (725).png
Views:	10
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12416342

      Trading

      Three black crows candlestick pattern price chart par banne se aik strong message melta hai, k ab market mazeed ooper jane muatahamel nahi ho sakta hai. Iss waja se ye pattern jab bhi bullish trend ya high price main banta hai, to ye bearish trend reversal ka aik strong signal deta hai. Yahan par market main sellers active hone ki koshash kartte hen. Ye pattern sideways market main ban sakta hai, jiss ka rawaya same bearish trend ka hi hota hai. Trading k leye beariah trend ki continuation aur bearish trend reversal dono main prices bohut teezi k sath bearish jati hai. Three black crows candlestick pattern main trade open karne se pehle trend confirmation ka indicator se zarror karen, q k aksar ziadda peak value par market main entry bare loss ka bhi sabbab bantti hai. Pattern ki trend confirmation price action yanni aik aur bearish candle se bhi ho saktti hai. Stop Loss ko pehli candle k top point ye aggar ye candle size main ziada lambi ho to dosri candle k upper price par set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (722).png
Views:	48
Size:	23.9 کلوبائٹ
ID:	12416343
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: what is three black crows candelstick??

        WHAT IS A THREE BLACK CROWS PATTERN :





        Three black crows candelstick pattern ha ya pattern market ka chart ma uptrend ka top ma banata ha or ya three black crows pattern huma market ka downtrend ke traf reversal ka batata ha. Ya pattern jab banay ga to ya market ko reverse kar da ga jab ya pattern bnay ga to is sa phalay market ma uptrend chal raha ho ga or jab ya pattern banay ga to ya market ka uptrend ko reverse karda ga ya reversal jo ho ga downward ke trag ya ak sharply reversal ho ga is ma market ke price ak strong downtrend ko banate hoi lower ke traf ay ge or ya huma ak strong downward trend ko show kara ga. Ya pattern market three candlestick sa mil kar banay ga jo market ko strongly bullish sa bearish ke traf reversal karna ka kam kara ga or is pattern ke ya teeno candle bearish ke candle ho ge or is pattern ka starting point sa market ma reversal star ho jay ga or market lower ke traf ana lag jay ge. Ya pattern market ka chart ma three white soldiers pattern ka opposite ke traf ho ge is three white soldiers pattern ma market ke price downtrend sa reversal ho kar uptrend ke traf jay ge or ya traders ko market ka strong bearish sa bullish ke traf reversal ka batay ga ya bhi three candels sa banay ga magar ya three candles three black crows ka opposite ho ge yani ya bullish ke ho ge.





        FORMATION OF THREE BLACK CROWS CANDLESTICK PATTERN :





        Ya three black crows pattern market ka uptrend ma three bearish ke candle sa mil kar ak specific sequence ma banay ga :


        1: Is three black crows pattern ke jo first candle ho ge wo is pattern ka uptrend ka top sa open ho ge or ya first candle is pattern ka uptrend ko end kara ge or market ke price ko up low ke traf la kar ay ge ya first candle is pattern ke market ka current trend ko reversal karna ka kam kara ge ya market ko uptrend sa downtrend ke traf la kar ay ge. Ya first candle is pattern ke ak long real body bearish ke candle ho ge ya uptrend ka end sa open ho ge or ak low point ma market ko la kar low ma close ho ge is ma market ke price sharply high sa low ke traf ay ge ya first candle is pattern ke long body sa bane ho ge or is candle ka colour read ya black ho ga or is candle ka top or lower ma small shadow ho sakta ha magar is ka koi long shadow ni ho ga.

        2: Is pattern ke second candle is pattern ke first candle ko follow karte hoi banay ge yani ka ya bhi bearish ke candle ho ge or ya candel bhi market ke price ko high sa low ke traf la kar ay ge ya candle ak long real body bearish ke candle ho ge ya candle is pattern ke first candle ka closing point sa open ho ge or is ma market ke ak long lower ma ana ka bad close ho ge or ya candel market ka downtrend ko increase karna ka kam kara ge ya bhi read ya black colour ke bane ho ge jo ka is pattern ka previous jo uptrend ho ga os ka opposite ma ho ge.

        3: Third candle is pattern ke bearish ke candle he ho ge or ya bhi market ke price ko lower ke traf la kar jay ge ya bhi ak long real body sa banae ho ge or ya market ko strongly market ko low ma la kar jay ge or ya third candle red ya black colour ke banae ho ge or jo is candle ka opening point ho ga wo is pattern ke second bearish candle ka closing point ma ho ga or closing point ak long lower ma ho ga or is pattern ke ya third candle is pattern ke first or second candel ka lower ma ho ge or ya market ka strong downtrend ke traf jana ka batay ge. Ya third candle is pattern ke last candel ho ge or ya final candle ho ge is pattern ke or ya market ka strongly bearish ke traf jana ka batay ge.





        TRADING WITH THREE BLACK CROWS PATTERN :





        Ya three black crows pattern jab market ka chart ma banay ag to is pattern ka start ma ma market uptrend ke traf ja rahe ho ge or ya pattern traders ko market ka downtrend ke traf reversal ka sugnal da ga. Ya pattern banay ga to is sa phalay market ka bull ka control ho ga or is bull ke wajansa market ke price high ke traf ja rahe ho ge or jasa he ya three black crows pattern banay ga to ya market ka is bull ka pressure ko lost karda ga or market ke price ko bull sa bear ke traf reversal karna lag jay ga ot ya pattern traders ko market ma bear ka pressure ke waja sa bearish ke traf jana ka batay ga. Jasa jasa is pattern ke candel bante jay ge to jo market ma bear ka pressure ho ka wo increase hota jay ga jasa he is pattern ke first candle banay ge to ya market ko bear ka pressure ke waja sa low ke traf lay ge or jo second candle ho ge ya bhi bear ka pressure sa banay ge or ya market ka downward momentum ko increase kara ge or jab is pattern ke last candel banay ge to ya market ka downwards ke traf market ka jana ko confirm kar da ge or traders ko ak strong sell ka signal da ge. Is pattern ke last third candle ka closing point sa is ma sell ke trade ko enter kara ga or stop loss point ko is pattern ke first candle ka top ma place kara ga.

        اب آن لائن

        Working...
        X