what is falling wedge pattern
Falling wedge pattern aik gerta hova wedge hey jab price 2 nechay ke taraf dahlwan banate hey or converging trend line kay darmean mein ochalte hey or es ko taize say chart ke tashkeel samjha jata hey laken yeh reversal or continuation dono pattern mein samjha jata hey or yeh es baat par depend karta hey keh trend kaha par zahai ho raha hey
Identification of falling wedge pattern
Falling wedge pattern kay taize ke or taize kay reversal wallay pattern or continuation dono pattern say taiber kea jata hey jo keh pattern ko identify karnay kay ley kuch oljhano ko janum dayta hey dno manzar namo mein market kay hallat mkhtalef hotay hein jen par ghor karna bay had zarorey hota hey
tafreeq karnay walla ansar j keh continuation or reversal pattern ko alag karta hey jab keh yeh pattern gerta hova wedge zahair hota hey or jab yeh nechay kay trend mein zahair hota hey to yeh aik reversal pattern hota hey
continuation pattern or reversal pattern
up trend ya down trend ko identify karen
trend lines ka estamal kartay hovay lower highs ko joren dono lines nechay ke taraf dahlwan hon ge r apas mein mell jain ge
price oscillator jaisay RSI stochastic oscillator kay darmean farq ko talash karen
over sold ke tasdeeq dosray technical tool oscillatr say ke ja sakte hey
How to trade with falling wedge pattern
Descending wedge pattern up trend mein indicate hota hey jab trade stable hte hey ya zyada side way mein ja rehe hote hey lower highs or lower level ko jornay kay ley or price finally increase honay say pehlay wedge nechay ke taraf jhokawao karay ge jes kay nateejay mein baray up trend ko dobara start karnay kay ley wedge breakout karta hey
nechay dey gay gold chart mein yeh daikhna wazay kea geya hey keh price serf nechay ke taraf wapes anay kay ley nechay ke taraf wapes nechay gerte hey yeh aik fake break out hta hey financial market mein yeh reality hote hey fake breakout ka manzar nama sahi stop loss laganay ko wazah karta hey