indicators and its types?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators and its types?
    What is an indicator and its types?

    Agr ham log forex par koi be trade karne se pehle hum log market ki movement ka analysis karta hai jis ko analysis karna ka liya hum log candlesticks ka istemal karte hai agar ham log market ka bara ma aur information chata ha to is ka liya ham logo indicators use karta ha yani ka indicators forex ka bara ma information data ha aur forex ma ya indicators zada tyr use kiya jata hai
    1. Fibonacci
    2. Moving average
    3. Cross over
    4. Bollinger Bands
    5. MACD
    6. Parabolic SAR
    7. STOChastic
    8. RSI
    9. ADX
    10. Ichimoku kinko hyo

    Filhal ka liya ham log trading wagra ma ya sab oindicators zada use karta ha mgr ham log jab be in inbdicators ko use karna lagaya to ham logo ko pata hona chahiye ka kon sa indicator kis cheez ka liya use hota hai ham log ko chayia ka sab sa pehla ham log indicators ka bara ma acha sa samaj l;aiya tay ka ham logo ko market ki movement ko predict karna ma asani ho jab ham log market ki movement ka predict kar laita ha yani ka ham log market ko analysis karna seekh laita ha tab ham log koi be trade lagya us ka profit ma jana ka chances zada hota ha mgr ham log kabhi be 100 percent sure nahi ho sakta hai kya trade profit ma hi jaya gi mgr forex ma kabhi be indicators ko ignore nahi karna chahiye ku ka ya ham logo ka failure ka bhot bara reason ban sakhta ha is liya is ko hamay seekhan chayia tay ka ham log professional traders ban sakta aur achi tyra sa trading wagra kar sakya



اب آن لائن

Working...
X