What is PIP and SL?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is PIP and SL?
    What is PIP and SL?
    Assalamu Alaikum dosto jab Ham Forex trading business Mein kam Karte Hain To Forex trading market mein agar aap kamyabi hasil karna chahty hain, to is k liye forex trading market ki complete information aur knowledge ka hona bahot zarori hota hy. Aaj main aap sy PIP and Stop Loss k related kuch information our knowledge share karna chati hun jo aap ki Trading ko successful bana main helpout kry ge.
    What is PIP?
    Dear friends PIP ( Price in Percentage) aik eysa important tool hy, jis ki basis par aap market ki movement ko calculate kar sakty Hain. Our is k sath Effective Trading karne ke liye aap ko market ki movement ko properly calculate karna zarori hota hy agr aap is ko achi tarha samjhty hain to is main aap ko maximum advantages hasil sakty hain.
    Calculation of PIP
    Dear Jab aap Price in Percentage ki calculation karte hain, to aap ko mind main ye question aa sakta hy, K hum iski calculation Kun krty Hain, is ki aik important reason hy jab aap market ko international standard ki basis par study krty Hain, our iski movement ko find krna chahty Hain, to PIP ki mukammal information aap ko market ki asal movement sy related information provide kar rahe hote hy. Internationally market ko calculate krny Ky liye same parameters ka available hona important hota hy, is liye PIP ki calculation ka international standard aap ko ye facility provide krta hy.
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12511629
    Procedure of PIP
    Dear friends Forex trading market mein Price in Percentage ki calculation krna bahut aasan hota hy. different pairs par is ki calculation totally different hoti hy. Is liye aap Price in Percentage calculation process ko acchi tarah understand Kar k apni working karna hoti hy. Jab aap different commodities aur currency pairs ki prices par Price in Percentage Calculate krty Hain, to aap ko iski requirements ko aachi tarah samjh lena chahy. Agr aap currency pairs par trading karty Hain, to following mentioned explanation ki basis par aap Price in Percentage Calculation Process ko complete kar sakty Hain.
    Stop loss
    Dear friends Jab aap market main enter hony sy phly ik eysa level select kar laty Hain, Ky itni specific amount of loss par ap apni trading activities close kr dain gay ya khud close ho jye, to us amount ya point ko aap stop-loss ka naam dyte Hain.
    Calculation of Stop loss
    Dear forex friends Jab aap Forex trading market mein enter hoty Hain, to aap Ky mind main ye question ata hy K hum kon sy point par stop-loss ki limit select krin, is k liye ratios ap ki help kar sakhti Hain.isily
    Forex trading market mein enter hoty huy risk and reward ratio equally select krty Hain, to is main aap Ky Take profit or Stop losss ki value same hoti hy. For example aap market mein 2000 USD Ky account balance par trading karna chahty hain, our is main ap stop-loss ki limit 500 USD select krty Hain or take profit ki limit bhi 500 USD rakhty Hain, eysi situation main aap isko 1 : 1 khety Hain. Ap ko hamesha ya ratio aik achy account balance waly account par utilise krni chahye.
    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	57.6 کلوبائٹ
ID:	12511630
    Conclusion
    Dear friends agar aap daily basis per acha quality work karte hain aur iske sath sath aap PIP aur stop loss ka istemal bhi acche tarike se karte hain to aapko uski acche advantages hasil hote hain.Agar ap market main regularly basis par stop-loss ki limit ko set kar Ky Trading karty Hain, to ap definitely draw down position sy avoid kar sakhty Hain. Is liye SL ko apni trading main zaroor shamil kr lena chahye. Or is ki proper calculation ka method bhi learn kr lena cheye tab hi ap apni trading main acha gain karain gay otherwise ap k kiye trading karna difficult ho sakhta hai...

اب آن لائن

Working...
X