Assalamualaikum members kaysy ap sb omeed krta hn Kay sab khyreat say hn gy
Main bhee thk alhamdullilah ap sunain trading kasi ja rhe hy aj hm jis topic par
Bahas karanay ja rahay hn wo hy leverage or margen
Dear Forex user Umeed karta hun ky ap sub kahriyat se ho gy our trading se bhurpoor faiada hasal kr rahey ho gy AJ ka harama topic bi trading ky bary me ha.
Margen
Dear Forex user mein Jab aap metatrader 4 ko open karte hain, aur ismein koi trade open karne lagte Hain.
to ismein aapko available free margin ki option provide ki ja rahi hoti hai, jo aapko yah indicate kar rahi hoti hai, kay aapke pass remaining balance itna hai, aur aap iski bases per apni trading activities ko complete kar sakte hain,
agar aap currently ek trade open kar rahe hain to uske bad second trade open karne ke liye aapko hamesha free margin ko carefully focus karna hota hai. Jab aap free margin ki basis per apni next trade open karte Hain to usmein aap ko hamesha maximum advantages available ho sakte hain.
Sath main yeah bhi bataata chaloon k jab taak is main clearity nahi hogi aao in k interlink connection ko samjh nahi sakty hain.
Leverage
Dear forex user Leverage basically 1 credit facility hoti hai, jo broker humko provide kar raha hota hai. Is facility ki basis per Ham minimum account balance per maximum trading kar sakte hain,
for example Agar hamara account balance market mein 100 units ko purchase karne ke liye enough hai, to iski against maybe broker humko 1000 units purchase karne ke liye leverage facility provide kar raha .
Kyunki Jab aap Forex trading market mein completely profitable trading karna chahte hain.to ismein aapko hamesha different strategies ko apni trading ko carefully focus karna hota hai. Otherwise app successful trading nahin kar sakte hain,
Fark;
Dear forex user available free margin totally aapki leverage facility per depend kar raha hota hai, agar aap ek highest leverage facility avail kar rahe hain, to ismein aapka minimum available margin bhi aapke liye bahut jyada important role play kar sakta hai,
.aur ismein aap minimum account balance per bhi maximum trading kar sakte hain, lekin iske against Agar aapki leverage facility minimum hai, to aap hamesha minimum account balance per maximum selling aur purchasing nahin kar sakte hain, iske liye aapko hamesha enough aur extended capital ki jarurat hoti hai. Agar aapka available free margin minimum hai, to sometime app Koi trade open karne ki position mein nahin hote Hai.
Forex trading main jab bhi haam koi order open karty hain tu is main leverage aur margin ko daikha jata hai jo k ek dosry k sath bhut zada iner link hoty hain. aur ismein aapko is k zariye bhut zada trading ko samjhny ka moka mil sakata hai. Margin aur leverage ke interlink ko samjhany ke liye sabse pahle main aapko margin aur leverage ko discuss karta hon us k baad main ap k sath in k intelink ko bhi share karta Chalon ga.