Dark cloud cover pattern in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud cover pattern in fore x trading
    AOA

    INTRODUCATION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap thik Honge aur Forex trading Mein acchi kamyabi Hasil kar rahe Honge future mein Main Ham apni profit ratio ko zada Se zada Behtar karne ke liye Aur loss ke ratio Ko kam se kam karne ke liye Hamesha ham Forex trading ke bare mein education Hasil Karen Iske bare mein zada Se zada information ho Jitna zada knowledge hoga Ham zada Kamyab Honge Or knowldge ke sath sath experience ki Bhe important hoti hai aur experience Milta Hai Bar Bar practis karne se Hamen Maloom Hona chahie ki Ham fore x tradong Mein Jab kam karne ka Irada banate hain to unko kam karne ke liye Hamen kaun kaun si chij ki importance milati Hai Jab Ham analysis Karte Hain To Analysis karne ke liye Hamen Har use fector ko study karna perta hai jo market ki price per affected Hote Hain aur difference integrator hote hain Jin ki help se Ham analysis karte hain Jitna Hamara analysis strong Hoga Hamari kamyabi ke chance bahut zada Honge aur yah Tamam kam use Waqt hoti hain Jab Ham practice karte hue knowledge or experience hasil karte hain Pakistan forum Mein yah jitne bhi members post karte hain acchi informative post hoti hain in se bhi aap bahut Achcha knowledge Hasil kar sakte hain bahut acchi post hoti hai agar post ko hi read kiya jaaye to Achcha knowledge Hasil se ho sakta hai main aaj aapke sath ak special subject Lekar Aaya hun aur chahta hun kya aap ke sath uska knowledge share karo to aaj ki post ko aap acchi Tarah Dekhen samjhe to aapke knowledge mein Achcha improve hoga aaj ki post ka topic hai Dark cloud cover pattern
    Es pattern ko hum trading chart mein kasy find out karty hn or kes trah es pattern sey hum anpe trade ko profitable banna skty hein or ye pattern kesy kam karta hy
    Click image for larger version

Name:	Dark-cloud-cover-candlestick-pattern.png
Views:	11
Size:	271.4 کلوبائٹ
ID:	12511111




    DEFINITION OF DARK CLOUD COVER PATTERN
    Es Dark cloud cover pattern prices main gap banne ki waja se prices k top par banta hai, jiss par prices k ziada trend reversal hone k chances hote hen. Ye pattern do mukhalif colour k candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik long real body wali bullish candle bantti hai, jo k prices k bullish trend ki alamat hoti hai. Ye candle prices ko bullush push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k top par gap main open ho kar pehli candle k centre se thora se below band ho jati hai. Ye candle pehli candle k open prices se pehli hi close hoti hai, lekin prices k downward jane ka aik strong bearish signal deta hia. Or aksar sell trend dekhney ko milta hy
    Click image for larger version

Name:	main-qimg-3b236c0c7dddf369beb874802e517ead.png
Views:	1
Size:	50.8 کلوبائٹ
ID:	12511108






    CANDLE FORMATION IN TRADING CHART

    Dark cloud cover pattern k ley important hai, k prices ka top ya bullish trend ho. Pattern ky top prices se reversal ky chances zada hote hen. Dark cloud cover pattern 2 candles ka hota hai, jiss main candles ki formation ko hum es trah dekh skty hn( 1) Dark cloud cover pattern ki pehli candle aik long real body main bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buyers ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k beal body k sath hoti hai.
    (2)/Dark cloud cover pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko badal deti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss ka open pehli candle k top par gap main hota hai, jab k close ussi candle k real body k centre se nechay hota hai.


    Click image for larger version

Name:	darkcloudcover1.png
Views:	4
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12511109






    TRADING WITH DARK CLOUD COVER PATTERN
    shadow cover plan standard market fundamental sellers ziada solid hote hen, ye plan aik solid negative inversion plan hai. Slow light ki aik bari real body market me costs pe bullish trend ko end kar deti hai aur costs ko 1 new plan k leye prepared karti hai. Ye plan traders k leye sell ki signal ki opportunity datta karta hai. ye plan exorbitant cost area ya bullish model k baad creat hota hai. Ye shadow cover plan me second slow light ki confirmed body aur position one important hy

    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_zoomedindarkcloudcoverGBPUSD.png
Views:	87
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12511110



    ADVICE ABOUT THIS PATTERN
    Dark cloud pattern is very important if u just focus on this type of pattern you will know about all the trading facts about the market

اب آن لائن

Working...
X