Moving average Kia h??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average Kia h??
    assalam alaikum dear members umeed hai aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading achi jaa rahi ho ge.
    dear members aj ki post main hum moving average ko detail se study karen gy.

    Moving average Kia h??

    assalam alaikum dear members umeed hai aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading achi jaa rahi ho ge.
    dear members aj ki post main hum moving average ko detail se study karen gy.


    Click image for larger version

Name:	AC4B413E-2CD3-4CC9-A6F1-92EE6DBD9BCE.png
Views:	2
Size:	205.7 کلوبائٹ
ID:	12511098

    Types of moving average;

    Moving averages ki basically 2 types hain jo k nchy bayan ki gai hai

    1) simple moving average Kia h??

    Simple moving average 1 technical indicator ha jo k taza tareen values jo k ksi bhi trading pair ki hoti hain unka sum nkal k unhnen total number of values py divide krta ha or phr aik average deta ha.
    Traders simple moving average ko entry or exit point ki pehchan k lye bhi istmal karty hain.laikinh SMA backword looking indicator ha q k ye historical data ko use kr k fiture ki prediction karta ha.
    simple moving average 1 trading pair ki different prices k lye istmal hota ha for example opening price closing price ya phr high and lo.

    2) exponential moving average Kia h??

    Moving averages ki or type exponential moving average ha jo k simple moving average se ziada reliable hai.Exponential moving average recent data points ko ziada weight deta ta k unhen recent prices k lye ziada responsive bana skay.jb k es k muqably main simple moving average tmam prices ko 1 hi weight deta ha.
    es lye ziada traders or analysts exponential moving averages hi use kart hain ye bhi price ki low high or open close py lgaya ja skta hai.

    Or es k ilawa moving average ap apni marzi ki istmal kar skty hain apni marzi k days k mutabiq jesa k most commonly use hony wali moving averages 10,20,50,100,200 hain.

    Baz oqat 50 or 200 moving averages ko ikthy as a technical indicator istmal kia jata ha market ki direction or trend ko janchny k lye.jb in do moving averges ko ikthy istmal kia jay to in main cross bhi hoty hain.

    cross ki 2 types h.

    1) golden cross;

    Golden cross 1 bullish chart indicator ha.Golden cross us situation ko bolty hain jb 50 moving average 200 moving average ko nechy se opr ki trf cross karta ha market 1 up trend main hoti ha.
    jb golden cross ho jy kisi bhi trading pair main to hamen us pair ki prices main 1 boom dekhny ko milta ha.Es trha hm golden cross mtlb k moving averages ko istmal kr k achi bullish entry dhond sakty hain

    [IMG]null[/IMG]

    Death cross;

    Death cross 1 bearish chart indicator ha.Death cross us situation ko bolty hain jb market down trend main ho or 50 moving average 200 moving average ko oprr se nechy ki trf cross kary.jb Death cross kisi bhi trading pair main hota ha to hamen us pair ki prices main dump dekhny ko milta ha.es trha hum moving average ko istmal kr k achi bearish entry dhond sakty hain.

    [IMG]null[/IMG]

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average Kia h??

    Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai moving average per moving average kya hai aur yah kis tarike se kam Karte Hain Is per Baat Karte Hain Aaj ham.


    What is a moving average?


    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	4
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12374907




    Moving average Ek Aisi statistics hai jo ki Hamen calculate karte hain aur analyse karte hain data Kyon point ko create Kiya Jata Hai Aage average kar sake and different subset ko aur isko full data main bhi dekha Jata Hai Iske alava ismein finance ke Taur per moving average ko stock Mein integrated ko commonly topper use Kiya Jata Hai Jisko technical analysis Mein Dekha Jata Hai season Koi calculation ko moving average question stock ko help dene ke liye smooth reader price Jata ko create Kiya Jata Hai Tanki aapke up data ko average price mil sake jisse calculate karte hain moving average aur Iske impact ko randomly short term lease price ko stock Kiya jata hai aur Iske specific tarike ko Dekhte Hue timeframe Mein Dekha Samjha jata hai.



    Key takeaways:



    Click image for larger version

Name:	download (4).jpg
Views:	3
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12374905




    moving average Ek Aisa stock Hai Jiske integrator ko comedy Taur per use Karke technical analysis ko Samjha jata hai.
    Kuchh reasons Aisi Hoti Hai Jisko calculate Karke aap acche tarike se moving average case talk ko uski helpdesk 3 tarike se smooth out karte hain price data ko aur uske specific period mein time period ko create Kiya Jata Hai kaun se train Chali tu ab data ko average price Mein laane ke liye.
    Simple moving average ko calculate Kiya Jata Hai calculation ki Jaati Hai automatically matlab ke agar aap acche tarike se Kuchh set given karte hain price ke over specific number deta aur Iske Desh Ke in the past cricket score for example ke To Ham dekhte hain 15 din previous 15 din 30 days 100 days 200 days in days mein dekhne wale samajhte Hain Ham moving average ko simple moving average ko.
    Exponential moving average Ko Dekha Jata Hai uski width average se jisse vah bahut acche tarike se greater importance price Mein stock karta hai apne desh ko yahan se aur acche integrated ko follow karte hue responsible Taur per news formation deta hai.



    Understanding a moving average:



    moving average Ek simply topper technical analysis tools ko use karti hai moving every usually calculate kar diya identify Karti Hai Trends KK direction ko aur stock key determinant ko yah support or residence level bhi Dekhti Hai Iske alava isko train ko follow karna padta hai aur iski indicator ko Kyunki yah basically Tauba past price Mein jata hai.



    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	3
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12374906

    اب آن لائن

    Working...
    X