Renko chart pattern kia ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Renko chart pattern kia ha
    Aslamualaikum! Dear forex friends mujy umeed hain ap sab thk hon gay, or acha profit bana rahy hon gay.market mai doji candlestick pattern se indication aor direction mai change ho raha ho to aus time ye pata chal jata hai to aus waja se market mai jab ye candlestick pattern banta hai to aus mai reversal ki indication hoti hai. Aisy candlestick pattern ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain kun k ye patterns reverasal ka signal dy rahy hoty hai aor aisy patterns ko find karna bahot asan hota hai. Aisi candle ko asani k sath wick dekh k hum find kar sakty hain ais ki differnet types hai jin ko hum dekh k ais market mai trade kar sakty hain.agr ap market main zayda sy zayda profitable Trading karna chahty hain. to ap ko hamesha fundamental analysis Ky sath sath technical analysis ko perfect banana hota hai. Technical analysis ko complete krny Ky liye different important candlestick ko carefully study karna hota hai.Forex ma bhot sary market player asy hain jo volume ko sara sar ignore kar dety hain. Volume forex trading ma price action kay bad second most important factor samja jata hai. Ye bat bhot important hai kay market volume ko study karna bhot useful sabit hota hai. Jaha par technical analysis ka kirdar hota hai wahi par volume traders ki bhot help karta hai.




    RENKO CHART PATTERN IN FOREX MARKET;



    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	2
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12511044



    Dear friend Renko chart pattern ke series enton ke dewar say melte julte hey aik new ent bante hey jab price aik price ko dosre price mein montakell karte hey trader har block ko 45 degree kay zavey par rakh sakta hey aam tor par uper ke ent ka rang red ya white hota hey Renko chart financial chart market mein price ke movement ko zahair karta hey blocks ya enton say chart banta hey block ka size aik jaisa hey block ya to bearish ya bullish kay ho saktay hein jaisa keh yeh candle stick kay chart pattern mein ho sakta hey Renko chart mein aik he size kay unfrade block ho saktay hein kun keh chart wakt par ghor nahe karta renko chart par setting ka parameters hota hey jo keh batata keh har ent kay ley ken pips par ghor karen gay.


    TYPES OF RENKO CHART IN FOREX MARKET;





    HIGH/LOW RENKO CHART IN FOREX;

    Dear friend rang ke tabdele renko chart ka aik or tareeka hey or ap en kay sath trade kar saktay hein ap enton kay rang mein tabdele daikhen gay jo keh price direction mein tabdele ko sakhte say indicate karte hey lahza aik ager green ent hey or phir aik red ent hey to price serf 10 points banay kay ley red ent ke traf nahe increase hote Red renk ent ko mokamal karnay kay ley price ko green ent say 10 pips r phir mazeed 10 pips monytakell karna paren gay renko chart par har aik wick ka matlab yeh hey price nay pposite direction janay ke koshesh ke laken nakaam rehe wick red mein price ke movement ke lambai ko zahair karte hey.





    TRADER KO RENKO CHART PATTERN KEA BATATA HAI:




    Dear friend Renko chart pattern trader ko batata hey keh prices chart par movement ko filter karte hein takeh trader kay ley trend par towajah markoz karna bohut zyada important ho agerchay es say trend ka pata lagana moshkell ho jata hey laken negative pehlo yeh hey keh trader price ke kuch malomaat kho dayte hein yeh renko chart ke simple enton ke tameer ka result hey Renco chart main bazahir bricks color based trading easy hay. But is main aik major drawback yeh hay keh bricks ki completion main time ziadah lag jata hay. Maslan jab box size define kar dia jaye to aik brick baz dafa kuvh dinon main ban jata hay jab keh dusray hafton ya maheenon main banta hay. Is liye is main true signal find karny kay liye hamain bahut wait karna parr sakta hay. Iskay ilawah is main sirf closing prive li jati hay aur high and low ko ignore kia jata hay. Jis waja say renco chart main itni details nai mil pati.





    CHART IN ANALYSIS IN FOREX MARKET:




    Dear friend market main successful Hona Chahte Hain. To aapko different candlestick k related proper information honi chahie ta k ap successful trading kar sakyn, es ki explanation ap sy chart main share karn gi. Dear members Jab market ka trend aik khaas direction sy dosri direction mein change hota hy hum is hony wali changing ko Reversal kehty hen. Dosto Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy.agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein ap ko bhot acha profit milta hai. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota balky market thory time k liye Reversal hoti hy. Es ki tafseel main ap sy chart main share karun gi.Ji to yahan ham bat karain gay keh kis tarah is pattern say ham faidah utha sakty hain. Ager ham intraday traders hain to ham 5,15 minutes ya phir hourly time frame main isko find kar kay use kar sakty hain. Yani iskay bad is per ham sell kar sakty gain. Yeh pattern intraday, daily weekly aur monthly teenon types kay trading style main help out karta hai.



    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	7
Size:	50.5 کلوبائٹ
ID:	12511045

اب آن لائن

Working...
X