Analysis of forex market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis of forex market
    Which things should we keep our eyes on during trading?

    Hamesha trading karne se pehle aap ko chahiye kya aap aisa hi trade na karya bilka ap ko us se pehle proper analysis kareni chaita aur analysis ki be 2 types hoti ha
    Fundamental analysis

    Jasa ka ap logo janta hai ka america ma barozgari zada ho aur export ma kami warga ho to is ka mtlb ha ka dollar kamzori hai dollar agr kamzor ho to ham logo ko kabhi be is par trade nahi karni chayia ka bilka ham logo ko chahiye kya ham euro par trade karya ya ham log euro buy karya yani ka EUR/USD buy karya aur jab is ka bilkul opposite ho yani ka america ma berozgri kam aur export wagra zada ho to us waqt dollar bahut strong hota ha agr dollar majboot ho to euro kamzor hota hai is waqt ham logo ko chayia ka ham logt euro ko sell kar da
    Technical analysis

    Forex m,a 2 type ki jo analysis hoti ha in ko ham log technical analysis bolta hai yeh analysis hum log apni techniques wagr ko use karta howa karta ha aur ya ham log bhot hi soch aur samaj ke baad hai is ma ikuch bol sakta hai is ka liya ham logo ka pas knowledge aur experiences hjona bhot hi zada zareroori ha jo ka agr ya ham logo ka pas hogya tab hi jaya h kar ham log market ki previous movement ko aur pattern aur trend wagra ko samjhta howa hi next movement ka anadaza lagya sakya ga aur ya techniques ha ham logo ko kafi lamba arsa tak trading waghra karne ke bad hi aati hai

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis of forex market

    dear friend, forex ma trading kay kay baray ma anaylisis boht zaruri hain, is sa traders market ko thek tarah samajh saktay hain aur pairs ki up ya down moment ko thek tarah predict kar patay hain, anaylisis hmari trade ko kafi secure kar daitay hain,

    types of anaylisis:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220303_0930092.jpg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12374749

    forex main anaylisis ki three types hoti hain,


    Technical anaylisis
    Fundamental anaylisis
    Sentimental anaylisis


    Technical anaylisis:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220303_0930091.jpg
Views:	1
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12374750

    technical anaylisis main hum price moments ki history ko study kartay hain jin ki base par future price moments ko predict kia jata ha, in anaylisis ma hum price charts kay ilawa, chart patterns, market trends, support aur resistance aur momentum wagera ko janchtay hain, technical anaylisis future moments par concern kartay hain is liay past trading information aur data ki help sa future ki prediction ki jati ha, in ki base par traders market ma entry aur exit kay point choose kartay hain, in ma mainly three types kay tools aur techniques use hoti hain jin ma price action, chart pattern aur technical indicators shamil hain

    Fundamental anaylisis:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220303_0930090.jpg
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12374751

    ki ye types external factors ki study ko kehtay hain jis ma koi coming event data ya news wagera shamil hotay hain, jo market ki moment ko effect kartay hain, in anaylisis ka goal pairs ki prices kay overvalued ya under valued honay ko janchna hota ha, in main market ki economic, social aur political changes ko understand karnay ka best option hota ha jo supply aur demands ko effect kartay hain

    Sentimental anaylisis:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220303_0930093.jpg
Views:	1
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12374752

    sentimental anaylisis main hm other traders kay market kay baray ma point of views ko janchtay hain aur unki base par apni trades ko adjust kartay hain, agr traders market ki position bullish samajh rahay hon ya bearish samjhain to us hisab sa trading strategy bna kar market ma entry ki jati ha,

    اب آن لائن

    Working...
    X