Different types of trading strategies in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different types of trading strategies in Forex
    Forex trading market main different type of traders kam karte hain aur different traders ki trading strategies be different hoti hai aaj main form ke members ke sath Forex trading main trading karne ke liye different trading strategies share karne wala hun jismein mein trailer ko day trading scalping aur position trading ke bare mein bataunga.

    Scalping

    Sabse pahle main traders ke sath Kaling trading strategy ko share karunga scalping traders Ki Vo trading strategy hoti hai hai jismein traders short time ke liye trading Karte Hain aur thoda time main thoda profit Banakar apni train ko close kar dete Hain maximum new traders scalping trading strategy ko hi use Karke trading karte hain aur Thode time mein profit Banakar apni trade ko close kar dete Hain new Aane Wale.

    New Aane Wale traders ke liye scalping trading strategy bahut Jabardast trading strategy hoti hai ismein traders Sambhal time ke liye Small risk lete hain aur apni e-trading aur risk ke hisab se thoda profit Banakar trade ko close kar dete Hain.

    Day Trading

    Acchi trading strategy Hoti Hai is trading strategy main traders Apne trade ko din ke time hi karte hain aur Raat Ke Waqt apni trade ko close kar dete Hain apni trade ko safe rakhne ke liye Ye De trading strategy Ek Achcha option hai.

    Sometimes aisa hota hai ki traders apni trade Ko Raat Ke Waqt open Chhod Dete Hain aur Market Mein Kuchh Aisi movement Hoti Hai Jiski vajah se Unki trade loss Mein Chali jaati hai aur traders ko pata bhi nahin Hota aur unko Kafi Jyada loss ho jata hai hai isliye trading strategy traders ke liye bahut acchi hai bahut Sare traders day trading strategy ko use karte hain aur apni trade ko ovalite open karke Nahin rakhte.

    Position Trading

    Position trading Bhi Ek acche trading satellite ji hoti hai position trading main traders Ek acchi position se apni trade ko open karte hain aur usko Achcha profit Hasil karne ke bad close kar dete.

    Position trading karne ke liye traders newspaper depend karte hain aur fundamental analysis per be depend kar rahe Hote Hain position trading karne ke liye traders economy ko dekhte hain aur Iske alava Aisi e Jean per Najar rakhte Hain Jo position trading ke liye bahut jyada important Hoti Hai position trading Karne Wale traders long term trading karte hain aur apni trade Mein Achcha profit Banakar apni trade ko close Karte Hain.

    Yah teen trading strairegies hai aur aur sab hi bahut useful Hai traders in trading strategies ko Apne experience ke hisab se use karte hain aur apni trading Mein acche results Hasil Karte Hain
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Different types of trading strategies in Forex

    sclping
    sclping is very good work in expriness suda trader forex me scelping kart ha or kam kart ha as me forex tradign me ap sclping kar ka 5 min caht me kam kar sagta ha
    sclping karn ka la ap ko as domo par parktes kana ho gei or scelping sa ap bahot achat good parfert garnat kar saghta ha very good work in sclping in forex market forex tading
    so ap as ka fores me successfull ho sagta ha 21 wali moving averag and 10 wali movin averg ko chat par lang or 5 mint chat par aplye kar anslallah ap ko parfet ho ga forex me.
    • #3 Collapse

      Re: Different types of trading strategies in Forex

      Assalam o alaikum Relative Strength Index indicator, ya mukhtasir tor par RSI indicator , financial market mein sab se ziyada maqbool technical indicator mein se aik hai. Yeh oscillators ke family se talluq rakhta hai, jo overbought aur oversold honay wali sharait ka taayun karne ke liye istemaal honay walay technical tools hai. RSI indicator market ke psychology ka andaza laganay ke liye istemaal hota hai.
      J. Welles Wilder ka tayyar kardah, RSI indicator qeemat ki naqal o harkat ki raftaar aur tabdeeli ki pemaiesh karta hai. RSI indicator values ko parhnay ka aik maqbool tareeqa yeh hai ke un divergence ko talaash kya jaye jo is waqt runuma hotay hain jab RSI indicator ki reading se qeemat ki nai bulandi ya nai kam honay ki tasdeeq nahi hoti hai.



      RSI Kaam Kese Karta Hai?


      RSI indicator aik momentum indicator hai, jo yeh 0 se 100 ki amoodi range par zahir hota hai. 0 ke qareeb reading ko" oversold " ke tor par dekha jata hai, jab ke 100 ke qareeb values " overbought " market ke halaat ki alamat hain. kuch dosray momentum indicators ke bar aks, reading 0 se neechay ya 100 se ziyada nahi ho sakti.


      J.W Wilder ke mutabiq, Relative strength index farmolh mandarja zail hai :

      RSI = 100 – [ 100 / ( 1 + ( oopar ki qeemat mein tabdeeli ka ost / neechay ki qeemat mein tabdeeli ka ost ) ]


      Jab RSI 70 se ziyada reading dekhata hai, to is ka matlab hai ke market ziyada kharidi hui, ya ziyada qeemat walay ilaqay mein trading kar rahi hai, jab k doosri taraf, 30 se ​​nechay ki kami market ki ziyada farokht honay wali haalat ki akkaasi karti hai .
      RSI indicator k two levels , 70 aur 30, pehlay se tay shuda value hai, jin mein trader ki tarjeehat ke mutabiq tarmeem ki ja sakti hai. kuch trader ziyada khareeday hue ya ziyada farokht honay walay ilaqay mein periodski tadaad ko kam karne aur RSI ki taseer ko badhaane ke liye 80 aur 20 ki value ko tarjeeh dete hain.


      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Different types of trading strategies in Forex

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
        Forex trading market main different type of traders kam karte hain aur different traders ki trading strategies be different hoti hai aaj main form ke members ke sath Forex trading main trading karne ke liye different trading strategies share karne wala hun jismein mein trailer ko day trading scalping aur position trading ke bare mein bataunga.


        Scalping

        Sabse pahle main traders ke sath Kaling trading strategy ko share karunga scalping traders Ki Vo trading strategy hoti hai hai jismein traders short time ke liye trading Karte Hain aur thoda time main thoda profit Banakar apni train ko close kar dete Hain maximum new traders scalping trading strategy ko hi use Karke trading karte hain aur Thode time mein profit Banakar apni trade ko close kar dete Hain new Aane Wale.

        New Aane Wale traders ke liye scalping trading strategy bahut Jabardast trading strategy hoti hai ismein traders Sambhal time ke liye Small risk lete hain aur apni e-trading aur risk ke hisab se thoda profit Banakar trade ko close kar dete Hain.

        Day Trading

        Acchi trading strategy Hoti Hai is trading strategy main traders Apne trade ko din ke time hi karte hain aur Raat Ke Waqt apni trade ko close kar dete Hain apni trade ko safe rakhne ke liye Ye De trading strategy Ek Achcha option hai.

        Sometimes aisa hota hai ki traders apni trade Ko Raat Ke Waqt open Chhod Dete Hain aur Market Mein Kuchh Aisi movement Hoti Hai Jiski vajah se Unki trade loss Mein Chali jaati hai aur traders ko pata bhi nahin Hota aur unko Kafi Jyada loss ho jata hai hai isliye trading strategy traders ke liye bahut acchi hai bahut Sare traders day trading strategy ko use karte hain aur apni trade ko ovalite open karke Nahin rakhte.

        Position Trading

        Position trading Bhi Ek acche trading satellite ji hoti hai position trading main traders Ek acchi position se apni trade ko open karte hain aur usko Achcha profit Hasil karne ke bad close kar dete.

        Position trading karne ke liye traders newspaper depend karte hain aur fundamental analysis per be depend kar rahe Hote Hain position trading karne ke liye traders economy ko dekhte hain aur Iske alava Aisi e Jean per Najar rakhte Hain Jo position trading ke liye bahut jyada important Hoti Hai position trading Karne Wale traders long term trading karte hain aur apni trade Mein Achcha profit Banakar apni trade ko close Karte Hain.

        Yah teen trading strairegies hai aur aur sab hi bahut useful Hai traders in trading strategies ko Apne experience ke hisab se use karte hain aur apni trading Mein acche results Hasil Karte Hain
        Aapny bilkul theak kaha hy trading mukhtalif qisam ki hoti hain aur har aik trading k apny apny faidy hain jaisy k sclaping k apni jaaga bohat sy faidy hain air sath sath day trading k bhi aur DAY trading main sab sy bara faida yeh hy k hum apna order check karty rehty hain aur sath sath market ki condition ka bhi pata chalta reh hy

        اب آن لائن

        Working...
        X