Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern in Forex Market.
    Aslam u Alaikum Dear member i hope ap sab thk hon gay, or acha kam kar rahy hon gay.Dear Agar Ham market me successful trading karna chahte hain to ismein humko fundamental analysis ki bahut jyada jarurat hoti Hai. Forex trading market Mein technical analysis ko complete karne ke sath sath fundamental analysis per bahut jyada tawajjha dene ki jarurat hoti Hai. Agar aap fundamental analysis ko ignore karte Hain to aap successful trader nahin Ban sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai. Fundamental analysis ki vajah se market mein bahut jyada movement hoti hai aur ismein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai.Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha, q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta hai.aj main ap ko bearish Abandoned baby candlestick pattern ki details ap sy share karun gi .

    WHAT IS BEARISH ABANDONED BABY CANDLESTICK PATTERN IN FOREX:

    Dear member Bearish abandoned baby pattern main prices buyers ki pressure ki waja se bearish trend reversal main tabdeel hoti hai. Pattern teens candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo prices k uptrend ka ishara deti hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle jo ziada tar doji star candle hoti hai, pehli candle se above gap main banti hai. Pattern ki teesi candle jo Jab aap market Mein kam Karte Hain To usmein aapko different Jaat available hote hain aur aap market Mein different analysis Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain .k trend reversal ka bhi kaam karti hai, aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k dosri doji candle se below gap main open ho kar lower par ja kar close hoti hai. Candles k darmeyan banne wale gap ko candles ki real body ya shadow cover bhi nahi karti aur nahi uss ka koi hisa uss main ata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (92).jpeg
Views:	16
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12510954

    IDENTIFICATION OF BEARISH ABANDONED BABY CANDLESTICK PATTERN IN FOREX

    Dear member Bearish abandoned baby candlestick pattern ka shumar bhi bearish trend reversal pattern main hota hai, jo k aapko Hamesha apni learning ke sath aur experience ke sath kam karna Hota Hai Jab aap market ko acchi planning ke sath kam karte hain to aapko ismein fayda Milta Hai prices k top ya bullish trend k baad banta hai. Bearish abandoned baby candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    1. FIRST CANDLE: Dear Bearish abandoned baby candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bullish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai.

    2. SECOND CANDLE: Dear Bearish abandoned baby candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jiss ka koi color nahi hota hai. Ye candle prices ko waqti tawar par mazeed upper jane se rok leti hai. Ye candle pehli bullish candle se above gap main banti hai. Jo k bearish aur bullish dono hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ko bearish candle hi tasawar kia jata hai.

    3. THIRD CANDLE: Dear Bearish abandoned baby candlestick pattern ki teesri candle aik bearish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bearish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bearish third candle banti hai to is mein aapko yah pata chal jata hai ki aap market Mein Bhaiya ka pressure jyada hai aur aap ismein trade lagakar Achcha profit bana sakte hain, candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye doji candle se nechay side par gap main banna chaheye.

    TRADING:

    Dear member Bearish abandoned baby candlestick pattern k pattern same to same dekhne main "Evening Doji-Star Candlestick Pattern" jaisa hi hai, lekin iss pattern main doji candle dono candles se nechay gap main banti hai. Bearish abandoned baby candlestick pattern high prices main bearish trend reversal ka sabab banti hai, jo k teen candles par mushtamil pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k bad aik doji candle above gap main banti hai aur last par aik bearish candle hoti hai jo k doji candle se above gap main banti hai. Doji candle aur dosre candles k darmeyan lazmi gap ka wazih hona zarori hai, jiss main candles ka shadow bhi nahi ana chaheye.


    CHART IN ANALYSIS:

    Dear member market main ap ko diffrent factor par study kr k achi tara judgement karna hai. ta k ap successfull trading krain, jab ap analysis karty hain to ap ko bhot zyada advantage available hoty hain.ap ko humesh khoshish krna ho gi k candlestick pattern ko achi tara study krain. ager achhay real chart mein faling window ko identify karnay mein moshkel hote hey laken medan mein kadam rakhnay say pehlay apni salaheton ko action mein lanay say ki moshkell nahe hote hey opar de gai example mein ap asan red arrows ka sahara lein apnay tor par falling window ko talash karen,Dear members, Nechy diy gay chart me ap clearly round bottom chart pattern ko daikh sakty hain. Agr ap is pattern ki clear understanding lay laity hain to ap ko trade krny main buht asani hogi.Forex trading ki agr bat ki jaye to es ma linear regression kay tor par time or place ko use kiya jata hai. Kisi bi time period ma daye gaye data ko observe karny sy ham future performance ko find kar sakty hain. Linear bhot zayada effective tb hoti hai jb trader es ko trend ma use karty hain. Serf yaha par he linear regression indicator stop ni ho jaty. Wo zayada tar asy channels form karty hain jis sy market kay support or resistance levels ko find kiya ja sakta hai. Wo ye sb probability theory ki base par karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (81).png
Views:	8
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12510955
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern in Forex Market.

    Assalam o alaikum High price gapping play pattern, price chart par prices k uptrend main continuation k leye jana jata hai, jo k high prices ya bullish trend k baad banta hai. High price gapping play pattern panch candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo aik long real body main banti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish aur bearish mixup candles hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hoti hai. Ye teeno candles pehli candle k open aur close price se bahir nahi nekate hen. Teeno small candles prices ko waqti tawar par mazeed bullish jane main rukawat dalti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali bullish candle hoti hai, jo aik to ye small candles se top main banti hai aur dosra ye prices ko sabeqa trend yanni bullish trend main continue karwati hai.



    Candles Formation


    High price gapping play pattern trend bullish continuation pattern ki waja se prices k uptrend ya newly bullish breakout trend main banta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hote hen;



    1. First Candle: High price gapping play pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss k upper aur lower side k wicks ya shadow real body se kam hone chaheye. Ye candle bullish trend ki alamat hoti hai, jo k white ya green color main banti hai.

    2. Second Candle: High price gapping play pattern ki dosri candle aik small bullish ya bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main top par banti hai, yanni candle ka open aur close pehli candle k andar hota hai.

    3. Third Candle: High price gapping play pattern ki teesri candle bhi aik real body wali small candle hoti hai, aur same dosri candle ki tarah bullish ya bearish color main hoti hai, jiss ka open aur close pehli candle k andar hota hai. Ye candle dosri candle k nechay aur pehli candle k real body main banti hai. Agar dosri small candle bullish banti hai to ye candle bearish hoti hai.

    4. Fourth Candle: High price gapping play pattern ki forth candle bhi dosri aur teesri candle ki tarah bearish ya bullish candle hoti hai aur small real body main hoti hai. Ye candle teesri candle k baad nechay banti hai lekin ye candle bhi same dosri aur teesri candles ki tarah pehli candle k andar hota hai. Ye candle ziada tar dosri candle ki color se mushabehat rakhti hai.

    5. Fifth Candle: High price gapping play pattern ki last candle bullish hoti hai, jo k pehli candle ki taqreeban parallel aur open forth candle k baad thora sa above gap main banti hai, jo k long real body k sath upper side par ja kar close hoti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k bullish trend continuation ka kaam karti hai.

    Explaination

    High price gapping play pattern main dekhne main same "Mat-hold pattern" ya bearish trend par banne wala "Bullish Three Line Strike Pattern" se melta julta pattern hai, jo k uptrend k leye istemal hota hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k uptrend ki alamat hoti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish aur bearish mixup candles hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Ye small candles prices ko temporary tawar par bullish jane se rokti hai, jiss se prices k dowran waqti tawar par pause a jata hai. Lekin baad main small candles se above gap main aik bari real body wali bullish candle banti hai jo k prices ko uptrend main continue karwati hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X