Money Managemint k bary mei
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Managemint k bary mei
    Forex member aaj ka topic niyati ahem topic hai money management ke bare mein yah Jo Ham ghar baith kar kam karte hain forex market mein ek niyati acchi market aur is topic kesari Jo aaj ka hamara topic hai Ham niyat hi acchi trading kar sakte hain ghar baith kar yah hamari money kamane mein madad de sakti hai aur hamen chahie ki Ham bahar se bhitar kam Karen aur pita se pata hai paise


    Novices ke liye forex ki behtareen hikmat e amli kya hai.


    marketplace mein kayi tijarti hikmat e amli hai jo kuch aur doosron ko attraction kar sakti hai, shayad pasand nahi hosakti hai, lekin ibtidayi mahireen ke liye hamari tajweez yeh hogi ke woh mukammal tajzia ke sath variety buying and selling ya rujhan buying and selling ki koshish karen aur agar yeh sab se behtar hojaye to un ka istemaal karen..

    Had itlaq tijarti hikmat e amli k mutaliq

    variety trading hikmat e amli tamam tijarti marketon mein maqbool tijarti hikmat e amli mein se aik hai, aur f x tajir aksar is ka istemaal karte hain. Foreign exchange traders range trading ki hikmat e amli mein madad aur muzahmat ke nakaat ki nishandahi karte hain aur is ke mutabiq tijarat karte hain .Takneeki tajzia jaisay ka istemaal variety buying and selling hikmat e amli ki kuleed hai, aur yeh hikmat e amli kisi bhi Adam istehkaam ya Adam istehkaam ke baghair mukammal tor par kaam karti hai, jis se yeh f x trading ke behtareen tareeqon mein se aik hai. Yeh qeemat motion buying and selling ke sath mil kar istemaal kya ja sakta hai aur buying and selling ke mawaqay ki kaafi tadaad faraham karta hai.

    Final Words kia ha

    yeh sab se ziyada istemaal honay wali aur achi buying and selling hikmat e amli hai jisay aik tajir takneeki aur bunyadi tajzia ke sath istemaal karsaktha hai. Tijarti hikmat e amli ka istemaal karte waqt, is ka mawazna deegar hikmat e amli ke sath karna zaroori hai jaisay waqt shaamil ho, tijarat ki , aur hadaf ke liye aam faasla ho. Har hikmat e amli –apne –apne andaaz mein kaamil hai, aur is mein kuch taajiron se appeal ki ja sakti hai, aur kuch ko dosray behtareen mutabadil mil satke hain, lekin jo zaroori hai woh sahih hikmat e amli istemaal ki jaye jo tajir ke tijarti patteren par foot ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Managemint k bary mei

    Dear friend, Forex trading main kamyabi k liy aapko different factors ko apni trading strategy banaty wakt daikhna hota hai. In factors main time management aur money management sab say important factors hain. Aj aapko in factors sa related information share karna chahti hoon.

    Importance of Time Management:

    Forex trading mein Kamyabi k liy aapko hamesha time management ko focus karna chaiy. Qk aik sai time per trade open aur close krna trader k liy sab say zayda important hota hai. Trading decision krty wakt market ki opening aur closing time, is k different sessions or time frame ki bases per Trading entry, closing ko perfect bana laty hain, tu ap kam wakt k ander, zayda profit hasil kr sakty hain. Time management krty wakt ap ko in factors ko focus krna chaiy.

    Perfect entry time:

    Aik achy time pay trading entry ap k profit earning ratio ko increase krti hai. Trading entry krny k li ap ko market k different time frames ko study krna chaiy. Hamesha aik bary time frame ko daikh k trading entry laini chaiy qk bary time frame main milny wala trading signal hamesha powerful hota hai.

    Perfect exact from trade :

    Dear friends,ager trading krty howy market ki movement app ki position k against ho jati hai, to ap ko trade say exit ho jana chaiy. Lakin exit entry ka signal / reversal sign ap ko hamehsa bary time frame main daikna chaiy. Ager ap achy point pay tarde say exit ho jaty hain to ap loss say bach sakty hain.

    Importance of money management:

    Forex trading main kamyabi k liy money management bahut zarori hai. Money management krty howy aap lot size ki selection krty hain. Lot size hamesha account balance per depend krti hai. Is liye aapko forex trading market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye money management ko zaroor follow krna chaiy. Money monegement k liy risk to reward ratio ko bi follow krna chaiy.Click image for larger version

Name:	IMG-20220302-WA0000.jpg
Views:	5
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12374629

    اب آن لائن

    Working...
    X