Forex Market and Pairs Of Currency Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Market and Pairs Of Currency Trading
    Pairs of currency trading

    Forex ma jab bhi trading ki baat hoti hai to wo market ki movement ko dekhta howa hoti ha market ki movement ek waqt ma ik currency ko but karna ha aur dusra ko sell kiya jata ha jasa ka EUR/USD,AUD/USD,USD/JPY wagra wagra
    Trading brokers ka through ki jati ha currency ko pairs ma ya to buy kiya jata ha ya sell kiya jata ha jo currency strong hoti hai wo buy ki jati ha aur weak hoti ha wo sell ki jati hai
    Currency pairs ki types ha
    1. Majors jo ka american currency

    EUR/USD,GBP/USD,USD/JPY.USD/CHF
    1. Cross jis ma koi currency be american nai ha

    CAD/JPY, EUR/GBP
    1. Exotic in ma developed countries ki currencies hoti ha

    USD/HKD,USD/SGD

    Forex market

    Forex electronic banking ka zahria 24 ghanta monday sa friday tak jari ha
    Sab sa zada pehla number par american dollar dusra number par euro tesra number par yan ki trading hoti ha ap na note iya ho gaya har cheez ma dollar include ho raha ha ku ka dollar hamari majors ka 50 percent banta hai is liya is ko kafi importances hasal ha
    Dollars ko is liya be importances hasal ha ku ka sab muliko ki tejarat dollars maa hi hoti hai sab mulik apna sab razo razi dollar ma rakhta ha dollars american currency ha jis ki waja a be is ko kafi importances hasal ha ku ka america ko bhi sab countries wagra ma importances hasal ha is liya be forex market ma dollar ka bhot hi zada asar hota ha is ka up and down sa baqi currency par be bhot faraq parta ha

اب آن لائن

Working...
X