invertead hammer candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    invertead hammer candlestick pattern
    Assalamu Alaikum
    dear friend
    to umed Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Forex online business per mehnat Sapna work kar rahe Honge De friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Hamen Forex online business Mein Uttar ki Hasil karne ke liye knowledge or experience se kam karna padta hai Jitna Jyada hamare pass knowledge Hoga Ham apne business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie Maaf Jyada Se Jyada Apne knowledge to increase Karen Jitna Jyada mere pass knowledge ok Ham apne business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Hamen weekly bonus Hasil karne ke liye daily ki 3 post share Karni hoti hai aur Agar Hamari vah post Ho Jaati Hai To Hamen use Bihar per Achcha bonus Milta hai aur acche bonus pahimam Achcha Laga Ke profit Hasil kar sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain Ki Main daily aapko Ek newport post share Karti hun jismein eutopic per Ham discuss karte hain aur aaj ka Hamara topic jo hai use per Ham study karte hain study karne se Ham sabka knowledge Jarur game Hoga Chalte Ham Apne topic ki taraf

    introduction
    inverted hammer aik wahid mom batii hai jo is waqt zahir hoti hai jab koi stock down trained mein hota hai yeh aik ahem mom batii hai kyunkay yeh mumkina tor par poooray trained ko rivers kar sakti hai – down trained se up trained tak, isi liye usay chart par' bulish reversal ' candle stuck patteren kaha jata hai .
    mom batii hathoray ki terhan ulti hui nazar aati hai - usay' ulta hathora' kaha jata hai
    inverted hammer formation

    ulta hathora' tab bantaa hai jab qeemat aik khaas satah par khulti hai aur phir bohat ziyada chali jati hai, qeemat bohat ziyada ho jati hai aur phir yeh –apne khilnay ke qareeb band honay ke liye taizi se gir jati hai, mom batii ke rang se koi farq nahi parta hai - yeh surkh ya ho sakti hai .
    sabz yeh aik surkh mom batii hogi agar ikhtitami qeemat iftitahi qeemat se kam hai yeh aik sabz mom batii hogi agar ikhtitami qeemat iftitahi qeemat se ziyada hai dono ko' ulta hathora' kaha jata hai



    what does the inverted Hammer tell trader
    aik ulta hathora taajiron ko batata hai ke khredar market par dabao daal rahay hain yeh intibah karta hai ke mandi ke rujhan ke baad qeemat mein rdobdl ho sakta hai yeh yaad rakhna zaroori hai ke ulti hui hathori candle stick ko tanhai mein nahi dekha jana chahiye – hamesha izafi ke sath kisi bhi mumkina signal ki tasdeeq karen .
    farmishnz ya takneeki isharay aakhir mein ultay hathoray par kaam karne se pehlay –apne tijarti mansoobay se mahswara karen .

    Click image for larger version

Name:	1570625525168.png
Views:	1
Size:	47.5 کلوبائٹ
ID:	12510661

    1. 1.Log in to your trading account
    2. 2.Search the asset you want to trade in the ‘finder’ panel
    3. 3.Input your position size
    4. 4.Choose ‘buy’ or ‘sell’ in the deal ticket
    5. 5.Confirm the trade
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: invertead hammer candlestick pattern

    Inverted Hammer Candlestick


    Inverted hammer candlestick aik long upper tail k sath short body ki aik single candlestick pattern hai, jiss ka open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Inverted hammer ki aik long upper tail lower prices is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change hoti hai bulke jo candlestick hammer banti hai us k tail ki same side par trend shoro hoti hai. Inverted hammer candlestick pattern bullish aur bearish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada lower area main hone ki waja se ye bullish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.

    Click image for larger version

Name:	images (641).png
Views:	14
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12416045

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Inverted Hammer candle aik single pattern ki candle hotti hai, jo k qeematon lower side ya bearish trend me banti hai, jab k market me ye bullish trend reversal k leye istemal hoti hai.
    2. Candle ki aik small bullish ya bearish real body hoti hai.
    3. Candle ki upper side par aik long wick ya shadow hoti hai, jo taqreeban candle k real body ka dugna, ya us se bhi ziadda hota hai.
    4. Candle ki color lazmi nahi k koi khas ho, ye candle black and white ya red and green dono color me ho sakti chaheye, iss candle ka position lazmi prices k bottom par hona chaheye, q k top par banne par ye shooting star candle ban jati hai.
    5. Candle k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, jab k aik small si wick acceptable hai, jo k ziada lamba nahi hona chaheye. Q k long wick se candle ka shap change ho jayega.


    Click image for larger version

Name:	TBDKxgLROk.png
Views:	15
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12416046

    Pattern ki Tafseel


    Inverted hammer candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti hai. Ye candle aik long upper shadow k sath hoti hai, jiss k lower side par aik small real body hoti hai. Candle k lower side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jati hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai. Dekhne main ye candle bottom prices par banne wali dragonfly doji candle ki hi ulat lagti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (640).png
Views:	1
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12416047

    Pattern par Trading ka Amal


    Inverted hammer candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k upper side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai. Relative strength index indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop loss pattern k sab se lower position ya candle k real body k lower side par jo k prices k leye support level hoti hai, se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (639).png
Views:	34
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12416044

    اب آن لائن

    Working...
    X