Fundamental Analysis kia ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis kia ha
    Forex market 1 bahut acchi market hai aur yah topic hamen bahut madad de sakta hai hi friend ke dauran Ham jyada se jyada munafa hasil kar sakte hain Ghar baithkar


    Introduction






    Dear members jesa keh hamain amloom hain k market ko samjny k liye hamain different tareeky hoty hain wahein paar hamain fundamental aur technical analyses karny ki zarorat hoti hai aur hamain jin ki amdad sy market ko samjhny mian asanai hoti hai. Jab ap market main different important analysis par completely study karty hain to ko bhot zayda advantage milty hain. Ap ko hmesha market main apny analysis ko strong karna chahye, Agar aap market Mein kamyab trading karna chahte hain, to iske liye aapko different type ke analysis apni trading Mein shamil karna hote hai. Forex trading market me fundamental analysis, technical analysis or sentiment analysis hote hain. Fundamental analysis se related kuch important or valuable discussion karna chata hon.


    you mean by Fundamental Analyses?

    Dear member fundamental analysis wo analysis Hote Hain, Jo aap Forex trading market me expected news ki basis per mukmmal kar rahe hote hain, aur apni trading ko fayda mand banane ki koshish kar rahe Hote Hain. jab market Mein different news expected hoti hai to us time per market ki volatility bahut jyada ho jaati hai aur aap minimum time mein bahut Achcha munafa Hasil kar sakte hain. Is main ssab sy zada news ka effect hotaq hai aur hamin globally different cheezooon ko daikhna hota hai jo keh financially aur non financially effects rakti hain. Kyun keh khas tooor par yeah cheezain forex trading paar direct asar andaz hoti hain.

    Different Major News in Fundamental Analyses.


    Forex market main daily basis per bahut jyada newses market ko negatively or positively effect kar rahi hoti Hain iske sath sath monthly basis per bhi bahut hi strong newses market ko effect kar sakti hain, Jin ki vajah se market ki volatility bahut jyada ho sakti hai Agar aap market Mein newses koo properly categories main convert karke unke mutabik update trading karte hain, to aapko bahut munafa mil sakta hai. Following type ki news is market mein bahut jyada volatility ka reason Baan sakti hai. Aur in ko bhut bareeeki sy daikhna is liye zarori hain keh in ka effect bhut zada aur jaldi daikhny ko milta hai jo market ki direction ko change kar k rakh deta hai.
    KB1) Non Farm Payroll
    2)FOMC<br>
    3)Interest Rate News
    4)News Affecting US Index


    Importance of Fundamental analyses in Forex Trading.

    Dear market Mein fundamental analysis ki bahut jyada importance hoti hai, jab aap fundamental analysis ki basis per apni trading Ko mukammal karte Hain, to ismein aap minimum time mein bahut Achcha munafa Hasil kar sakte hain. Kyunk minimum time mein aap apne target ki achievement kar sakte hain. Agar aap market Mein fundamental analysis kay expert Ban jaate Hain to aapko bahut accha profit mil sakta hai aur na sirf haam acha profit hasil kar sakty hain haar dafa market ki sahi prediction karny maim kamayabi hasil akr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental Analysis kia ha

    Fundamental Analysis


    Account aur finance main fundamental analysis microeconomic aur macroeconomic k mukhtalif awamel ki analysis k zarrye se security (stock, currencies, commodities) ki value ka andazza laggane ka ek tareeqa hai. Fundamental analysis ka basic maqqsad kisi security ki andaronni value ka ka andazza lagana hai. Financial markets aur forex trading main trading ki maddad k leye uss ki andarroni qeemat ka muazena uss k market ki maojooda qeemat se laggaya jatta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (453).jpeg
Views:	1
Size:	34.5 کلوبائٹ
ID:	12374508

    Components of Fundamental Analysis


    Fundamental analysis main teen aham component shamil hen;

    1. Economic analysis
    2. Industry analysis
    3. Company analysis


    Fundamental analysis aik intehayye jameaa nuqta-e-nazzar hai, jiss k leyye bohut ziadda accounting, finance, aur economics ki knowledge ki zarrorat hotti hai. Fundamental analysis main economic ki basic knowledge aur uss k sath matlobba stock ki market ki value aur historical data ki zarrorat hotti hai. Kisi stock ya kisi company ki historical data uss ki aane wale analysis main asaani k sath sath uss ki behtaree main bhi aham hotti hai.

    Top-down vs. Bottom-up Fundamental Analysis


    Fundamental analysis ya to upper se nechay (top-down) ya nechay se upper (bottom-up) ki taraf ho saktti hai. Aik investor jo upper se nechay (top-down) ki nuqta-e-nazzar ko follow kartte howe economic ki overall condition ka ajzzeya kartta hai. Investors mukhtalif economic awamel jaise; interest rates, inflation, aur GDP k levels ka tajzeyya karke economic ki overall semat ka tayyun karnne ki koshash kartta hai, aur un awmel ki nishan-dahi kartta hai, jo sarmayakari main bahtareen hotte hen. Top-down approach main issi pehlo ko dekhte howe analyst pehle market ki overall condition ka moazenna market ki behtar karkardaggi dekhanne wale awamel se kartta hai, aur us main wo muntakhib bhi kartta hai.
    Bottom-top analysis main investor market ki bare pemane par tajzzeya karnne ki bajaye pehle chotte chotte awmel ko made nazar rakhta hai. Bottom-top analysis main investor inferadi tawar par sttock ka tazzeya kartte hen, jo unn k khayal mein ye market k overall tazzeya karnne se bohut behtar result detta hai. Bottom-top analysis basically microeconomic awamel par markoz hotti hai, jese har aik kaam main inferaddi tawar par behtari k leye istemal kia jatta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X