forex market timing According To pakistani time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    i think forex market ka time pakistan k time say 3 genty pechy hai or ab forex raat ko 2 am pr band hoti hai or subah 3.30 am pr open hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Thanx my dear brother for sharing such a nice and useful information. this is really very appreciatable. maen samajhta hoon k Pakistan forex forum ki ye bahot achi khoobi hae k yahan per ap jaise ache log bahot informative material post karte hein.
      • #378 Collapse

        bhai ap ka bhot bhot shukria forex me itni achi malomat dene ke lye waise mujhe itna ni pta tha pr ap ki is post ne hamen bhot kuch sekhaya aur bta dya ha thankx to you timing btane ke lye
        • #379 Collapse

          yes my dear ap ne buht best achi information di hai or buht wazahat k sath is k liye ham sab members ap k mashkoor hain buht se traders sawal krte hai k forex kese rn krti or kis trah chalti hai to mein samjta hoon ap ne un sa traders k sawaloon k answer dey diye hain
          • #380 Collapse

            assalam-o-alaikum janab mein is business mein new hoon aur mujhe timing ke bare mein bilkul bhi nahi maloom hai apki post ki waja se mujhe bohat achi information mili hai timing ke bare mein thanks for posting...
            • #381 Collapse

              Assalam O alaikum, G bhai jaan aap ne yeh boahat achhi post yahn per add ki hai jiss main sab ke liay bohat hi achhi information maujood hai. Yeh sabhi new traders ke liay Forex trading ke time ko samajhnay main bohat help karey gi.
              • #382 Collapse

                If you want to earn good money with Forex trading in very short time then you should trade after 4 PM in Pakistan because this is the best time for trading.
                • #383 Collapse

                  app ne bohat he achi thread likhi ha jis k zariye se humen ek achi information mil sakti ha aur ham aek achay treeke kaar k mutabiq time ko dekh ker trading kar sakte hen
                  • #384 Collapse

                    dear app na kafe ache timming ka hawa slay mention keya hai per mai jab bhe trade ker ho tu high impact news ke timing apne country ka hesab say set ker ly ta ho es say muzha kafe ache news high impact ka pata lag jata hai.
                    • #385 Collapse

                      forex market timing According To Pakistani time? Brother forex market aik spacial routine k hisab say chalti hay.is many total 4 session hotay hany.sab say bara sesion sham 5bajay wala hota hay.
                      • #386 Collapse

                        forex trading market ka time pakistani time k matabic kia hota han. jee forex aik international trading market pakistan time sunday 3AM ka time hota han jab open hoty han aur week main do din market close hoty magar ya 24 hours open hony ky waja se pakistani members din main zadq trading karty han.
                        • #387 Collapse

                          jee bhai theek kaha pakistani time forex timing ke 3 gntay aage he or market jo open hoti he woh 3am hoti he or closing bhe kuch iis timing me hoti he weakend ko lakin time se koi farak nahi prta hamara trading way hi hamko acha earn karne me help karta he
                          • #388 Collapse

                            is mai app is ko jub marzi kar skaty hain janb,,is mai time ki koi kahs pabandi nahi hay janb...jub bhi is mai kaam karin an janb,,,shai trha say hi karin janb
                            • #389 Collapse

                              dear bohat bohat shukria ap ki information ka is trah ki information kabhi kisi ny nahi di ager her koi is trha ki information share kry to sub new trader is forum sy hi trading sekh jaen gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                dear ap ne bohat achi thread post ki hai is se humy bohat knowledge mila hai ap esy hi thread post kiya karein tan,ky hamare experince main ezafa ho main ap ko thanks kehta hoon ye thread post karny ke liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X