What is pivot point and how it work?
Dear friend, forex market main kaam karnay k liye aur isay samjhnay k liye hamain kuch aisay tools ki zarurat hoty hai jis say ham market main entry aur exit ko asaan bana kar market say acha profit earn kartay hain, aisay he aik perfect tool hai jisay ham pivot point indicator k name say jantay hain yeh aik technical indicaotor hai jisay ham market k chart main supports, resistances, high aur low k baray main jannay k liye use kartay hain.
Pivot point indicator ko ham kisi bhi time frame main use kartay hwuay market k trend ka andaza laga saktay hain k pair main price kahan say reject hoty hai aur kahan say is main entry lian asaan hai, is indicator ko ham M1 time frame say lay kar D1 k time frame tak trades idea hasil karnay k liye istemaal kartay hwuay acha trades idea hasil kar skaaty hain.
How to calculate pivot point:
Dear members, baisically pivot point indicator ko har aik time frame main ad kia ja sakta hai aur isk levels automatically calculate aur displaye ho jatay hain, aik baat ko hamain apnay mined main rakhna chaye k pivot points ziada tar day trading k liye he use karnay main ziada tar faida hota hai jis main is indicator ki help say ham high,low aur previous day ki calculation kar saktay hain.
1. Agar ham market main Tuesday ki trading start kartay hain to tab hamain Monday ka high aur low calculate kartay hwuay Tuesday ki trading pick karni chaye.
2. Market k close ho janay say pehlay ya next day k start ho janay say pehlay yeh sab say ziada perfect baat hai k ham chart main high aur low ko seach kartay hwuay trading ko pick karain.
3. Jab ham pivot k baray main jaan laitay hain tab hamain yeh maloom ho jata hay k S1, S2, R1 aur R2 high aur low k baray main jannnay k liye ham previous day k chart ko calculate kartay hwuay sahi pivot point say entry hasil kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим