what is a demo trading account ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is a demo trading account ?
    Assalamu Alaikum Forex members-only De aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai demo account demo account kya hai Forex mein kis tarike se kam Karte Hain Is per Aaj Ham baat karte hain.


    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12508341



    Demo account:



    demo account Ek Aisa account Hota Hai Jis per aap bahut acchi tarike se trading co products ko samajh sakte hain ya Ek teacher ki tarah aapko guide karta hai aur bahut acchi tarike se apne rules and regulations ko bolo karwata hai aur trading kis kis ke bare mein aapko batata hai jisse aapko trade Lagane mein bahut aasani hoti hai aur aap isase bahut jyada benefit Hasil kar sakte hain is per Jyada Se Jyada practice Karke experience Hasil kar sakte hain.




    How to open a demo trading account:



    demo trading account bahut easily tarike se open hota hai aur isko Ham Agar kam Karte Hain To yah Hamen bahut jyada benefit provide karta hai use Karen Agar demo account of Forex trading Mein isko Ham bahut acche tarike se Forex demo trading account kaise open Karte Hain Jisko consider Kiya Jata Hai downloading ki Jaati Hai trial demo account mein aur jab is demo account ko trading Mein Dekha Jaaye To Hamen Iske step-by-step isko kam karna padta hai aur isse Sahi Ham trading Sikh sakte hain.



    Why new trader should trial a Forex demo account:



    kya aap Jante Hain global Trading volume foreign exchange market record rakhti hai apne submarkets ka thanks ka valuated ka global economy Jo ke Hamen bahut acche tarike se active Rakhta Hai trading Mein forex market Mein isliye Hamen chahie ki trading market Mein Ham bahut acchi tarike se 5 tunnel signals daily ke Dete Hain jo aapko bahut acche tarike se for the first Forex account Forex demo account hota hai Jisko start Ham acche tarike Se Karke kam kar sakte hain.



    Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	2
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12508342

    Table of contents:






    Open a demo trading account in 5 steps:




    exactly purpose Ham bahut acchi tarike se trading global financial market ko Dekhte Hain Jo Hamen bahut acchi tarike se follow karte hain good news ko aur trading ke demo account score tha ki Hamen within minutes following step Karen To Ham trading mein bahut acche tarike se kam kar sakte hain aur bahut jyada benefit bhi Hasil kar sakte hain Hamen inke 5 ke 5 steps ko Jarur follow Karte Rahana chahie isase trade karne mein easy rahata hai


    1. Create an Admirals demo trading account
    2. Download our state-of-the-art trading platform
    3. Log in to MetaTrader 5
    4. Install MetaTrader 5 Supreme Edition
    5. Place your first demo trade!


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is a demo trading account ?

    Demo Account


    Demo account forex trading market ki origenal aur asal trading seekhne ka aik aham platform hai, jiss ko har aik trader k leye free me dasteyab kia gaya hai. Demo account pe trading se na sirf ghaltion se chutkara mel sakta hai, bulkeh trading k dowran hone wale mukhtalif analysis ka bhi sahi tareeqay se istemal ka knowledge hasil ho jata hai. Forex trading ka karobar bohut zyada riski hai, aur koi bhi shakhs is ko asaani se sar-anjam nahi de sakta. Forex trading me real money ka istemal hota hai, dosra is business me mamoli se ghalti se minton aur ghanto k andar andar investors ko lakhon (millions) ka loss ho sakta hai. Is waja se har broker apne clients k help k leye free me demo account ki access deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (343).jpeg
Views:	3
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12372584

    Trading k dowran loss sab ko hota hai, kamyab trader us loss ko kam se kam karte hen, jab k new trader ya na-turaba-kar trader losses me phanste jate hen. Agar hum demo account pe pehle se kaam karte rahe to is se hum real trading k dowran apne losses ko kam kar sakte hen.
    Demo account normal forex trading k live account ki hi tarah se kaam karte hen, bas me istemal hone wala raqam majazi (virtual) hota hai, yani is k nafa nuqsan se humen koi faida ya loss nahi hota. Demo account k bagher koi bhi trader asani is business me successful nahi reh sakta. Kam az kam aik new trader k leye seekhne k sath sath do (two) maheene tak demo account pe trading karna zarori hai.
    Jab tak trader mukamal tawar par expert nahi banta us waqat demo account istemal karna chaheye, lekin do maheene me agar koi seekhna chahy to bohut kuch learn kar sakta hai. Forex trading me demo account k wese to bohut sare fawayed hen lekin un me se chand aik aham hososeyat nechay deye gaye hen;

    Knowledge aur Experience


    Demo account se hi forex trading ka knowledge increase kia ja sakta hai, q k ye business bagher knowledge aur experience k karna bohut riski hai. Forex trading me wese to hazaron aur lakhon ki tadad main daily base par traders kaam karte hen, lekin ziada tar loss hi uthate hen, q k maximum traders ya to new hote hen aur ya un k pass forex trading ka knowledge nahi hota hai. Demo account k istemal se traders k experience aur trading k hawale se skills ki improvements hoti hai, jo k hamare trading k leye bohut hi ziada zarori hai. Knowledge se experience aur experience se knowledge bhi demo account ki madad se hasil hota hai.

    Technical Analysis ka Experience

    Demo account technical analysis main bohut help uss waqat deta hai, jab bhi hume new trading skills ya strategy banate hen lekin uss k azmane k leye koi account ki zarorat hoti hai. Demo account hamare analysis me bohut ziada kar-amad sabit hota hai. Seekhne k marahil k dowran jitne bhi analysis pehle agar hum demo account pe test karengay to is se hamare analysis ki success ziada hoti jayegi, aur trading me uss me koi masla nahi deta hai.

    Risk Management

    Forex trading me hamesha wo trader kamyab rehte hen, jo trading ko aik proper osool k mutabiq sar anjaam dete hen. Real trading me discipline ka hona bohut ziada zarori hai. Lekin aksar awqat jab trader loss me hota hai, to wo sab kuch bhool jata hai, is waja se humen trading k dowran discipline ko barqarar rakhne k leye demo account ka istemal karna chaheye, jo humen apne discipline pe barqarar rakhne me madad kare. Demo account se traders money management aur risk management seekh sakta hai, jo k humare trading me risk-reward ratio k leye bohut hi ziada zarori hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X