AOA
INTRODUCATION
Friends kia hal hn ap ky maim umeed karta hon ly ap sub theak hon gy or fore x trading acje earning b hasil kary jon gy aj meon ap ky support or resistance per bat karna chahta hon ky support kia jote hy or resistance kes ko kaj jata or kasy in levels per hum trading kar skty hn Support aur resistance respective levels ka liay terms hain, jo price chart per asay apear hotay hain keh market ki range of movement ko limit kartay hain. Support level woh hota hai jahan per price regularly falling stop kar deti hai, aur bounces back krti hai. Resistance level wo hota jahan per price normally rising ko stop kar deti hai aur dips karti hai back down in levels per trading karny sey bohat faida hot hy or lpss b ho skta hy q l lhbe asa n jota hy tradongeon break b hoty hn or ye in level lo crpss karny ko je break out jona kahtu hn
DEFINITION OF RESISTANCE & SUPPORT
Agar real time trading main supply aur demand ko justify karty hain keh agar market main kisi bhi metal ki ya phir currency ki supply ziada ho jay to market main us ki jo demand hoti hai wo bhi kam ho to, us currency ki value kam ho jati hai aur us currency ya phir matel ko lenay walay log kam ho jatay hain. Agr market main kisi chez ki demand bhi ziada ho aur us ki supply bhi limited ho to market main us currency ya phir matel ki jo value hai wo ziada hoti hai aur us ka buyers bhi ziada hotay hain kyun keh us ki demand ziada ho jati hai to us ki investment bhi ziada hoti hai aur us ki value bhi ziada hi hoti haiMisal ka taur per samjhnay ka liay dekha jay tou, Supply ji hai aik lafzi Matlab say hi pata chalta hai keh supply ka matlb kisi cheez ko bhi provide karna hota hai aur demand ka kia mtlab hota hai keh kisi bhi cheez ki demand kia hoti hai , mtlab us chez ki market main mang kitni ziada hai aur kitna us cheez ki need hai basically
SUPPORT & DEMAND ZONE
Forex trading main demand ka kia matlb hota hai keh market main kisi bhi currency ya pher metal ki kitni ziada mang hai aur is say market main us currency ki value bhi kam ya ziada hoti hai kyun keh agar market main koi cheez limited maujood hai tw us ki demand bhi ziada hoti hai tw us ki value main bhi izafa hota hai, For example: Gold ko hi lay letay hain gold market main limited hota hai, es ki demand bhi ziada hoti hai aur market main isi waja say es ki value bhi ziada hi hai aur Gold mehnga bhi ziada hai aur es main investment bhi bahot ziada hain
RESISTANCE & SUPPORT ZONE
Market mein supply mein matlb hota hai, kisi cheez ya phir currency ki amount market main maojood hoti hain es supply say bhi market main kisi currency ya metal ki supply kam ho gi to us cheez ki value bhi ziada ho gi aur log us ka investor bhi ziada hon gy kyun keh us cheez ki value aur price main izafa hota jay ga isi liay log us main ziada say ziada investment krain gay tah keh us sa wo faida hasil ho. Forex market main supply aur demand ki importance ko smjhnay ka liay hamain es ki 3 important states ko smajhna bahut zarori hota hai