what is Traded?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear hum forex business mein aik currency k badle doosri currency purchase kerty hen or us k rate up and down hone per humein profit ya loss hota he.ye itni simple nahin he jitnt lagti he ye bohut hard business he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      treding k bary janny aur treding main acha profit earn karnay kay liye achi treding skills ka hona bohat zaruri hay jo sirf Demo account par practise kar kay hi maintain ho sakti hain
      • #123 Collapse

        i think that k ap forex me new ho trended forex trading me bohat importance rekty hai is ap ko trading karne me asani ho jati hai aur is pe precitace karne se ap loss se b bech sakty hai
         
        • #124 Collapse

          bhai jan muje lagta hai.,,,traded nekla hai,...trade say our trade ka amtlab hai busniess..is pak forex trading mai hum log currencay ke trading karty hai is mai hamy loss bhi hota hai our profit bhi...
          • #125 Collapse

            Dear forex aik bohat easy work hy ap si se bohat kam time main zayda profit hasil kar skaty ho forex mani ap nay kai kism kay currency pair kay trend ko dakhty hue sell aur buy lagani hoti hy jis se ap ko loss ya profit hota hy
            • #126 Collapse

              Forex mein sirf currency ki trading hi nahi hoti balkay bohat si cheezen hain jin ki trading hoti hain. Jin mein Gold, Silver, Petroleum aur doosri companies kay shares waghera ki bhi trading hoti hain
              • #127 Collapse

                Traders trade uko khatay hain jo ham kisi b pair main kartay hain . yane buy ya pher sell . ya pher asan lafzon main yon ha kay jab ap dakhan kay kisi pair keymarket value bohat down ho gaye ha to ap is mainagar buy kar latay hain to is buy karnay ko ham aik trade khan gay . or agar ham dakhan kay kisi pair ki market value bohat up ho gaye ha to is mainsell kar lain to is sell ko ham aik trade khan gay .
                • #128 Collapse

                  Trading hr chez ki ho sakti hai , wo curranci ho y phr koi chez, hm forex trading main trading krty hain aur market main different chez hai jis ki trading ho sakti hai
                  • #129 Collapse

                    dear i am really sorry ma abi new hu iss mein issi liye mje abi itna pata nae ha lekin aishta ahista seekh jaun gah ku har cheez ko seekhne mein aik waqt lagta ha issi liye mje b lage gah
                    • #130 Collapse

                      Bahi boht achi information share ki hay ap nay ain nay phly bi kahed parha ta ya lakin mujy is ka idea hi nahn tah ky ya kia chez hay abi ap ki thread par kar clear huwa kay traded ka matlab kia hota hay
                      • #131 Collapse

                        Trading mein app curency pairs ki kharid o farokht ke elawa metals, oil, gas etc her chhez ki kharid o farokht kar sakty hain... You can sell and buy the pairs after getting compete knowledge of market and can make the best policies after analyzing the market situation... We can trade anything which we can buy or sell in which we think we can earn profit according to market
                        • #132 Collapse

                          we know basically money is traded kyun k aik country se dosre main trade k liye currency ko exchange karwane ki zarurat pesh aati hai so yeh main reason hai forex ka, lekin sirf money trade nahi hota is k ilawa metals bhi trade hoti hain forex main.
                          • #133 Collapse

                            it is very very simple my dear when you are going to make the trade you have to read the complete graph the you can make the trade and can guess the situation of the market it is a very very easy and good way to understand the market position
                            • #134 Collapse

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: arslankhan0799 پيغام ديکھيے
                                Salam Friends, :rolleyes:
                                Do you know what is traded in forex trading?
                                It has a simple answer, Money is traded in forex, we buy or sell currencies pairs against each other.
                                hmmm!!! ye kya baat hoi wese baat aap ki drust he hia money ki trading hoti hi aur humain money he withdraw karwana parta hai aur money he deposit hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X