Doji Candlestick Types in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji Candlestick Types in Forex Trading.
    Aslam u Alaikum Dear member umeed hain ap sab thk hon gay or achi earning kar rahy hon gay, ap jab market main kam karty hain to ap ko soch samjh kar or planning k sath kam karna hota hai. Market ain jo member experience k sath kam karty hain to un ko bhot acha profit milta hai. Masuccessfulsuccessful Trading karny k liye humesha apni learning ko perfect bnana ho ga. Jab ap apni Trading ko successful bnana chahty hain to es main ap ko market main Analysis kar k or achi tara judgement kar k tradin karna hoti hai. Main aj ap sy bhot hi important topic discuss karna chahti hun jo ap ki Trading ko successful bna sakhty hain . Agr ap es ko achi tara study krain gy, to ap ko maximum advantages available hoty hain.do ji candles ke type ke bare mein main information hasil Karen kyunki doji candle ki types hamare liye bahut hi important hai hai aur hamein se market ka kafi accha knowledge le sakte hain.


    TYPES OF DOJI CANDLESTICK:

    Dear member Doji candlestick l ke related knowledge Ka Hona hamare liye bahut jaruri hai doji candlestick mein 4 types hoti hai jo hamare liye bahut hi important hai aur mein inko tafseel ke sath bayan kar raha hun.

    Neutral doji
    Long - legged doji
    Gravestone doji
    Dragonfly doji

    NEUTRAL DOJI:

    Dear member Neutral do ji ko ham ek simple doji bhi kahate Hain ya doji candle kiye kaisi type hoti hai Hai jiski wicks bhi chhoti hoti hain aur barabar hoti hain.Neutral candle stick ki shape majood hai let suppose ye 1 hour time ka candle stick hai doji candle mein opening aur close same jaga pe hota hai market jitna marzi high jay ya low jay lakin open aur close same he hota hai jahan se price open hota hai almost wahan pe he akar price close hota hai buyers active hote hain woh price ko high tak le jate hain then sellers active hote hain woh price ko nechay le jate hain then again wahan buyers hote hain woh price ko open price tak le jate hain wahan candle close hoti hai isko hum indecision candle bhi keh sakte hain jab aap ko Neutral doji candle nazar aey.

    LONG - LEGGED DOJI:

    Dear member Long legged doji candle ek aisi candle Hoti Hai jiska shehdol kafi lambe hote hain iska uparwala Shadow bhi kafi lamba hota hai aur is ka niche wala Shadow bhi kafi lamba hota hai isliye isko long legged doji kahate Hain.in dono ki body mid mein banti hai is bhi maloom nahi hota k market kis k control mein hai buyers ke ya sellers ke. is time market Kisi ke bhi control mein Nahin Hoti Hai aur Baki ek hi jagah sar cal Karti rahti hai.

    GRAVESTONE DOJI:

    Dear member Gravestone mein jahan price open hota hai aur price jaise he open huwa tu shape mein bhi aap dekh sakte hain example buyers bahut active huwe buyers ne price push kiya aur high tak le jate hain lakin high pe sellers active hote hain aur woh price ko neche wahan tak le ate hain jahan price open huwa tha lakin wahan buyers active thay unho ne open price se market ko down nahi jane diya at the end candle wahin close ho jati hai iska shadow high tam lamba hota hai albata shadow higher hota hai jab k low side pe shadow nahi hota almost.

    DRAGONFLY DOJI:

    Dear member Dragonfly candle high pe open hota hai wahan sellers ziada strong hote hain sellers price ko push karte hain aur price ko neche le ate hain low pe long shadow down janib ban jata hai lakin down side buyers ziada active hojate hain aur woh price ko upar ki taraf push karte hain high tak le jate hain jahan candle open huwi thi at the end price whana par he close ho jata hai isko hum dragonfly doji candle kehte hain.

    Click image for larger version

Name:	doji-candlestick-pattern_body_DojiTablefinal.png
Views:	26
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12507985

    CONCLUSION:

    Dear member Doji candle kiye types hamare liye kafi information hoti hai isliye hamen Intex ke bare mein Janna chahie ki yah kaise market mein banti hai aur humne ine type se kaise signal Lena hota hai kyunki doji candle ki types hamare liye kafi behtar result rakhti hai isliye
    hamen inko analyse karna bahut jaruri hota hai
    Dear member agr ap successful hona chaty hain. To ap ko es chart patten ko achi tara study karna hoti hai. Jab ap market main kam karty hain to ap ko achi tara Market main focus karna hota hai or planning kar k kam karna hota hai.ap k9 humesha different important analysis par completely study krna ho gai jab ap complete study karty hain to ap ko Maximum advantages available hoty hain.Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy.agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein ap ko bhot acha profit milta hai. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota balky market thory time k liye Reversal hoti hy. Es ki tafseel main ap sy chart main share karun gi.Ji to yahan ham bat karain gay keh kis tarah is pattern say ham faidah utha sakty hain. Ager ham intraday traders hain to ham 5,15 minutes ya phir hourly time frame main isko find kar kay use kar sakty hain. Yani iskay bad is per ham sell kar sakty gain. Yeh pattern intraday, daily weekly aur monthly teenon types kay trading style main help out karta hai.inke analyse a share market mein kafi achcha signal le sakte hain isliye hamen candlestick mein important candles ke bare mein knowledge rakhna bahut jaruri hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	what-is-doji-candlestick-how-to-identify-and-trade-with-doji-candlestick-patterns-696x392.jpg
Views:	1
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12507986Click image for larger version

Name:	what-is-doji-candlestick-how-to-identify-and-trade-with-doji-candlestick-patterns-696x392.jpg
Views:	1
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12507986

اب آن لائن

Working...
X